Trade ko baar baar mat dekhein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ko baar baar mat dekhein
    Dear jab ap aik baar trade laga dety hain to us ky baad trade ky liye fiker kerny ki zaroorat nahi hai.
    Ap ny ager stop loss aur take profit laga diya hai. To us ky baad ap ka kaam khatam ho giya.
    Wahi mily ga jo ap ky muqader mein ho ga.
    Trade ko baar baar dekhny se sirf tension siwa kuch nahi milta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ko baar baar mat dekhein

    Jb ham long taime my trading krty hy us my ham ko bar bar nai dykhna chiya level pr ham trading kr ahy hoty hy to ham stop loss our take profit lga dyty hy ohr hamy tentiin free ho jana chiy k ayk to hamra hit hoga hi our hota hi hy or ham barbbar change kry to zra b market oper nechy ho to ham tention my ajaty hy our close kr dyty apni trade
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Trade ko baar baar mat dekhein

      Bhai apnay theek kaha hai liekn ye bat sirf ek senior trader hi samjh sakta hai q k use apnoi analysis pay bharsa hota hai jb ek banda jo forex mai new ho use trade deikhna bar bar qudrati bat hai q k use bhi pata hota hai wo forex ki markrket mai new hai to hu sakta hai uski analysis wrong ho to ziada loss say bachnay k lie insaan bar bar trade deikhta hai k choti c ghalti ziada loss na karade,
      Thanks!
      • #4 Collapse

        Re: Trade ko baar baar mat dekhein

        dear waqi ap ki bat sahi hy hm log jab bar bar trade ko daikhty hy tu jis ko waja sy hamry emotion bi invole hoty hy tu hm logo ki bar bar daikhny ki waja sy hm logo ko loss ka samna ziyada kran perta hy jo sab sy sahi tareka hy trade kerny ka hy wo yi hy ky ap log jab bi tarde lagay pehly hi analysis ker ky hi trade lagay taky asani ky sath ap ko trade mill saky or us ky bad jba p ko trade sahi point per mill jay tu take profit or stop loss lazmi lagana chahaiya tky ap ko bar bar daikhny ki tension na rahy.
        • #5 Collapse

          Re: Trade ko baar baar mat dekhein

          G han forex trading men agar ap trade laga detey hen tu uss ko bar bar bilkul nah dekhen kiun k market ka trend change hota rahta hey aur agar trade loss men chal rahi ho tu tension increase ho jati hey iss liay koshish karen k jab ap ne TP set kar di hey tu bar bar dekhnay ki zaroorat nhi hey khud ba khud hi TP hit honay k bahd profit mil jay ga
          • #6 Collapse

            Re: Trade ko baar baar mat dekhein

            Dear ye apna apna kaam karnay ka tareeqa hota hai....jis tarah ab ma na trade lagaye or Meri us kaam ma dilchspi nhi hai to ma nhi dekhon ga k ma ab kya karon dekh KR......He banday ki thinking change hoti hai....ye bhi sahi hai k jb stop loss and take profit laga dya hai to km dekhein....pr ye un k oper hota hai k kesay wo apnay kaam ko treat kartay Hain..
            • #7 Collapse

              Re: Trade ko baar baar mat dekhein

              Ji bilkul app ne sahi kaha hy jab aik baar trade laga di jaye to baar baar us ko ni daikhna chahiye kiun k ager zra sa bhi market ki move change hui to app ka mind change ho jaye ga or ho sakta hy app loss main hi decision le lain gay is lie app jo bhi trade lagain to behter yehi hy k us ko baar baar na daikhain .
              TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
              Please visit my trading journal from here
              • #8 Collapse

                Re: Trade ko baar baar mat dekhein

                Aksar ye baat darust hay aap trade ki fikar na karain trade laganay kay bad stop loss aur take profit pe he apni trade ko chorr den aur predictions walay targets ka wait karna chahiye agar confidence kay saath judgement ki hay aap ney tou aap ki trade mei aap ko acha khasa faida mil sakta hay esliye trade ko baar baar nahi dekhna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ko baar baar mat dekhein

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                  Dear jab ap aik baar trade laga dety hain to us ky baad trade ky liye fiker kerny ki zaroorat nahi hai.
                  Ap ny ager stop loss aur take profit laga diya hai. To us ky baad ap ka kaam khatam ho giya.
                  Wahi mily ga jo ap ky muqader mein ho ga.
                  Trade ko baar baar dekhny se sirf tension siwa kuch nahi milta.
                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek kaha ke agar aap baar baar apni tradeco dekhenge to aap tension mein aa jayenge aur double minded Ho Jayenge ke aap trade Kokate Rehne De Agar aapko loss ho raha hoga to aap ki tension aur Jyada pad Jayegi isliye 1 timetable ke mutabik apni trade ko dekhna Sahi Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ko baar baar mat dekhein

                    G bhai jan ap nay theek kaha ager ap nay koi bhi kaam start kar dia hai to ap ko us ko usky hal per chore dayn ager ap ko profit milna howa to profit mil jiye ga or loss howa to loss milye ga .....so ap ko chiye kay ap nay ager trade open kar di hai to is ko baar baar main dekhyn kyun kay is say koi fiada nahi hoga jo ap kay muqder main hoga ap ko mil jiye ga so ap ny ager TP or SL ko laga dia hai to ap begham ho jiyn...
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ko baar baar mat dekhein

                      bhai ye to ap par depend karta hai k ap trade ko baar baar dekhte ho k nahi lakin agar ap in dono kamo me se koi ek kam karte ho to mere hisaab se ap ko koi zayada faraq nahi parta lakin agar ek or hisaab lagaya jay to kai logo k hisaab se ye faraq parta hai k jub ap ko profit ho raha hota hai to ko trade lambi karne ka dil kare ga or agar loss ho raha ho ga to ap ko trade closs karne ka dil kare ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ko baar baar mat dekhein

                        You Are riGht dear....Agar Stop LoSs oR Take pRoFit LaGaa diYa Hai To Phir baar Baar Trade DeKhNay Ki ZaRoorat Nahi Hai W k iS ka Koi FaaiDa Nahi....Or na hii Phir TensiOn LeNi ChaahiYe Q k iS se Bhi Koi FaaiDa Nahi isLiYe HumeN chaahiYe K Jab Bhi tiMe MiLay Trade ko CheCk KaR liYa Jaaey K AayA Yeh Trade ProFiT Main Jaa Rahi Hai Ya Loss main...
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade ko baar baar mat dekhein

                          Trade lganay k bad bar bar daikhnay se ap k andar loss ka dar ziada ho jata hai agar ap ne achi planning and account k hisab se best money management kartay hoye apna TP and SL lgaya hai to apko trade lgaatay k bad daikhnay ki zarorat nae is tarha bar bar daikhnay se 2 batein ho sakti hain aik jab apki trade loss ki taraf thora sa move karay GI to ap isko SL limit tak pnchnay se pehlay close kar dain gay jis se agar market ap k stop loss se pehlay hi reverse ho jaye to apko faida ho sakta hai and second ap apni trade ko profit target pora krnay se pehlay hi manual close kar dain gay jis se apko target profit nae milay ga is lye trade lgaanay k bad trade ko bar bar mat daikhein
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade ko baar baar mat dekhein

                            Trade ko bar bar dekhna new trader kay liye bara tension wala kam ban jata hay. jab kay old trader jab apnay trade ko dekh letay hain to wo apnay idea kay mutabaiq trade ko safe kertay hain ay break even kertay hain ya phir us ko close ker kay market kya mutabiq doabra trade kertay hain jab kay new trader trade ko manage nahi kertay na safe kertay hain bas dekh dekh kay apnay liye tension bana letay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade ko baar baar mat dekhein

                              Absolutely right
                              Boht Acha bat Apny ki dear .bilkul jub hum trade Lga dety hn Aur trade K Bd TP aur sl Lga dety hn to Usky Bd Hmra Kaam bilkul khtm Ho jata hy. Hme wo trade bar bar nhi daikhni chahay Agr hum Asa krain gy to hmry tenshn increase Ho gi Aur end me hum loss hi kr bathian gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X