confidence of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Success milney sey confidence main izafa hota hy aur aap brave ho kr aur without fear of loss trading key qabil ho jatey hain. Hamain is business main aaney sey pehlay is ko achi tarah seekhna hy aur is ki achi tarah practice krni hy takeh trading key doran loss kam aur profit ziada ho takeh hamara confidence barhta rahay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      G ap ne theek kaha hy k hum ko forex trading mein kaamzab hone k liye apne upper confidence hona cahaiye agr hum ko confidence nhi ho ga tu hum forex trading mein kaamzab trader nhi ban sakty aur profit earn nhi kar sakty is liye jo bhi trade open ki jaye confidence k sath open ki jaye
      • #168 Collapse

        Agar aap ko kisi kam main regular nakamiyan milti rahain to aap ka confidence khatam ho jata hy aur aap mayoos ho jatey hain. Yeh aik risky business hy aur hamain learning key bad forex ko join krna hy takeh nakamiyan kam milain aur profit banta rahay. Jab profit ho ga hamara confidence bhi barh jaye ga aur hamari trading behtar ho jaye gi.
        • #169 Collapse

          bhai jee app forex kaa kaam karin yaah koi bhi kaam karin app ko is mein apnay app per confidence hona zaroori hai is kaay begair app koi kaam bhi nahi kar saktay app ko apnaay app per confidence hona zaroori hai
           
          • #170 Collapse

            trading aap ko confidence bht zuada chaiye hay , mei bht saloo se ker rah ahu per abhi bhi mei confidense ksaath trade kerta huu , lekin phr bhi mei trade darr k jaldi kut ker leta huu, k risk kam se kam rakhta huu , jiyta milta ho utnaa ok hay mei re liye
            • #171 Collapse

              Exactly, forex mein ap ka knowledge tabhi ap ka sath day ga jab ap ko apnay ap par yaqeen ho, agar ap apnay decisions par doubtful hain to phir ap ko successful trades execute karnay mein problem hogi.
              • #172 Collapse

                mery khyal sa apko chaye k lazmi nhi k forex k system mai ap confidence dikhye apko chaye k bussiness jesa bhi apko har mamly mai confidence k sath hi work karna chaye apko chye k ziyada sa ziyada profit earn kary
                • #173 Collapse

                  Absolutely u r right confidence depend upon u a lot if u will trade with full confidence then ur chances of success will increase as compared u will make trade in tention..
                  • #174 Collapse

                    confidence insaan ke liye ek behtareen ability hai jis se ap kisi bhi field ko smjh lene ke bad hasil kerte hai forex trading main yehi hai ke ap jab is main confidence gain ker lete hai to ap confidently work kerte hai or seekhne ki ability bhi achchi hoti hai
                    • #175 Collapse

                      confidence ak auchi cheza ha ham pa jab ya ho gi tu ham lazmi kamyab ho gi koi bikam ho us kl liya hamr andr confidence hona zarori ha is liya hamy cheya kham kod ko masbot bany tak koi bi koi bi insan hamy tor na paya rok na paya
                      • #176 Collapse

                        well brother successful trader hone ki leye ap ke pass important thing hoti he ke forex ki basic se knowledge honi chahiye, aur trading men complete experience hona chahiye, jab ap ke pass basic thing strong hogi to ap confidence ho kar successful trade kar sakhte ho, confidence born tab hota he jab trader well educated and experienced ho...
                        • #177 Collapse

                          dear friends how are u all confedence ayse nahi ata hia is ke lia apko iska exp hona zarori hai jitna apka exp hoga itna ap mainn confedence b hoga islia pahle ise ache se lern karen or prectice ke bad invets karen jab ap mian confedence b ho
                          • #178 Collapse

                            haan jee bhai jee app kaay pass jaab taak confidence nahi ho ga app kaamyaab nahi ho saktay appko is mein kaamyaab honaay kaay liye confident hona bauth zaroori hai is kaay begair app dunyia kaa koi bhi kaam nahi kar saktay app ko apni kaamyaabi per yakeen us waqt he hota hai jaab app confident hotay hain
                             
                            • #179 Collapse

                              forex trading mien confidence ki bohat ziyada zaroorat hai lekin ye confiodence over confidence mein nahi badalna chahiye warna apko phir is mien bohat loss hosakta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex trading mein pehle apko apni trading behtar banani paregi uske baad hi apko apni trading mien confidence ayega aur ap apni trades theek se le sakenge.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X