why we do same mistake again and again?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    fx ak bohat acha business hai jis sy ham acha profit haseel kar sakty han fx ma kamyab hony k lia hamy bohat mehant karna ho gi tab ham fx ma kamyab ho sakty han fx ak bohat acha kam hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      actually trading market ka graph daily base per different move karta hay aur kabhi ye zyada down trend main chala jata hay to kabhi ye bohay up trend main chala jata hay is laye waqt kay sath sth apni strategy adn apna target change karty rehna chaye aur mistakes ko repeat nai karna chaye
      • #78 Collapse

        is ke main reason ye huti hia k ham skeehee ke koshish he nhi kert hi is leey hambhut loss huta hai,.aur agr ham us loss e nhi skeheengey tu hame bar bar loss huga,.
        • #79 Collapse

          HAmri mistake tab tak theek nahi ho sakti jab tak hum use phly demo main trading kar ka theek nahikarain gay kun ke mistakes hamri adat ban gai hoti hai. iss liye phly demo maina chy se trading sikhain phr real main work karain.
          • #80 Collapse

            Dear is business me hm aik hi mistake ko is liye bar bar karty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hm apni mistakes ko ignore kar daity hain jis ki wajah se aik hi mistake bar bar kar k hm is business me loss ki wajah bnty hain
            • #81 Collapse

              jee bhai yeh toh ab humaray pe he depend karta hai kay hum log kya kartay hain lekin aesa nahi karna cahhye humain apni ghalti dekh kay dubara theak kar kay phir trading karni chahye.
              • #82 Collapse

                Without mistakes you cannot learn. ham same mistakes forex tarding business main is liye kartay hain q kay ham ye janna chahtay hain kay pichli mistake pay to hamain loss hua tha laiken is bar aisa ni ho ga laiken mistake wahi hoti hay is liye hamain loss ho jata hay trading main.
                • #83 Collapse

                  yes hum mistakes ko again and again repeate kartay hia aur forex aik online trading business hay log forex ko bahot pasand kartay hay mein forex say achi income made kar leta hon agr aap bhi forex say money made karna chatay hay tu aap forex ko learn karay .
                  • #84 Collapse

                    ap again and again mistake na kary aur agr aap professional trader banna chatay hay tu aap ko ziyada mehnat karni hogi forex ko ziyada say ziyada understand karna hoga takay aap apka experience increase ho demo account par practice karna chayie is tarha ap profoessional trader ban jay gayn aur achi earning kar layn gayn .
                    • #85 Collapse

                      bhai jan men ap ki bat samjh gya hon apye pooch rahy hen ky hum forex trading business men bara bar same mistakes q krty hen to bhai jann is ki waja hamara khud a greed or emotional ho kr trading krna hy is waja sy hamen loss bhi hota hy
                      • #86 Collapse

                        Yeh hamari sub say bari kamzori hy. Jab humain profit mil raha hota hy to hum relax ho jatey hain aur apni past wali mistakes ko bhool jatey hain. Aur yeh samjhtay hain keh hum kamyab trader ban gaye hain. Lekan aisa nahi hota, aap ki zara say larparwahi say aap dobara loss kar bethtay hain aur phir pechtanay ka kia faida hota hy.
                        • #87 Collapse

                          Jab ham apni mistake ko analyze nahee karte to ye baar baar hoti hai. is liye apni mistake ki reason ko search karna chaye taak future main wo mistake doobara naa ho
                          • #88 Collapse

                            asal me insan lalchi hay hum apni bar bar wohi ghalti repeat kartay han jis say hum ko loss ho jata hay.isliay hum ko aisa nahi karn chahiay aur greed me nahi aana chahaiy takah hum loss say bach sakayn.
                            • #89 Collapse

                              Due to lack of knowledge and experience we do same mistakes again and again so those traderz never repeat who learn forex in step wise and make good learning.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                mere khiyal say forex par ziyada say ziyada ghaltiyow ki waja lack of knowledge hai kyun k hum forex par ziyada say ziyada time nai daite jis ki waja say hume lost hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X