why we do same mistake again and again?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yeah! brother forex trading ma hum bar bar mistake i liye karty hain qu k hum bhol jaty hain k humari first mistake ki waja sy kitna barra loss hoa tha but agar hum apni mistake ko achy sy yad rakhen tw hum apn mistak ko kafi had tak control kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Ye lack of information about forex hy.kun kay humen mistake ko pehchana hi nahi hota or hum phir phir us mistake ko repeat krte hen to is treh hum seekhte bhi nahi hyn so ye zaroori hy kay pehle humen forex aky bare men seekhna chaheye bht .
      • #63 Collapse

        janab may to is forum pay abhi new hu or mujhay bhi abhi tak forex trading may loss hi horaha hay meray khayal may abhi pura khowledge nahi hum,ay forex kay baray may is liye loss horaha hay.
        • #64 Collapse

          why same mistake again and again in trading main karty han. forex trading main mistake bar bar aik ku hoty han kuk is ky waja ya hum trading k duran hum apny mistake ko agar theak kar laye dobara same mistake nahi hoty forex trading main experience se aur knowledge se bar bar mistake hun bach sakthy han
          • #65 Collapse

            because we use forex without knowledge agr ap bina smjhey kisi kam main hath lagenye tu apko masla hoga na g is liye apko anhi karna chahye
            • #66 Collapse

              jab hum greed kert ehian to hum mistke krte hain jo pahle b kar chukey hote hai es ki bari waja hamara greed ko na chorna hai jiss ki waja say loss hota hai
              • #67 Collapse

                Yeh is liye ke is kam main app apne real money ko deposir kar ke is ko loss se safe karne ke liye demo account per kam ke bagar hi is ko karna shuro kar do.
                • #68 Collapse

                  Your thread is good that you are good point out that my opinion those are trader follow the greedy.
                  They are always repeat the mistake and they are face the losses.
                  • #69 Collapse

                    People who dont understand the strategies and also dont learn from their mistakes. They do same mistake again and again.So always be tactful to learn from mistakes.Then theses mistakes will help you for further better trade.
                    • #70 Collapse

                      Bhai kam mein bar bar aik hi trah ki ghalti kar ney ka matlab hey ya to aap ko kam ka pura experience aur knowledge nahin hey .Ya fir aap Bar waqat faisla nahin kar patey Ya, bura na mania ,aap Lalach mein jad bazi sey faisla kar tey heyn.
                      • #71 Collapse

                        Dear is business me ap aik hi mistake bar bar isi liye karty hon gy kyun k ap apni mistakes ko is business me ignore kar daity hngy ya phr app is business me apni mistakes se lesson nahi hasil karty hn jis ki wajah se aik mistake bar bar karty rehty hain
                        • #72 Collapse

                          agar ap same mistakes again karte hain to aisa nak aren aik bar koi ghalti karte hain to us ghalti ko sudharen aur ainda aisi ghaltion se bachen yehi behter ho ga ap ke liye
                          • #73 Collapse

                            dear forex me comon si chezen ham bar bar dohra lete hain forex me hamen bhot experience ki zarorat hoti ha ham bina experience ke bar bar work krte hain jis ki waja se hamen loss ho jata ha
                            • #74 Collapse

                              forex trading me tab bar bar loss hota ha jab app us se pehle plane nhe kartay ache trading kay liye plane bohat zrori hay dono sides se daikhna chae agar hum asa karay gay to profit ho ga ya loss to aap kabi loss nhe karo gay is liye hum jo mistake kar lain us mistake ko agiain karnay say carefull rehna chae takay again loss na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dekhay forex trading main hum aik hi mistake bar bar kartay hain is ki wajah yeh hai kay hum apni ghaltian except nahin kartay or inko ignore kar kay agay barh jatay hain phir next time wohi mistakes repaet kartay hain so apni mistakes analyze karein or phir unko correct karein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X