Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai
    Dear members kuch log bahut hi kam time learning karte Hain aur bas ISI learning pe ektfa karte huye trading start kar lete hame kabhi bhi is tarah se trading mein kamyabi nahi mil pati hai kamyabi ke liye hame lot of knowledge and experience chahiye hota hai
    Jab ham continue knowledge and practice gain krte rhen ge tab ham aik trader bn sakte hain trading ka knowledge kabhi bhi khatam ho jaen wala nhi hai hai q k trading men hamen har roz aik new ecpexperie milta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

    Dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading ko kamyab bnanay aur forex trading sa profit hasil krnay k liay bahot ziada mehnat krni prhti ha aur bahot ziada learning krni prhti ha aur bahot ziada experience gain krnay k bahd he forex trading mn kamyabi hasil ki ja skti ha
    • #3 Collapse

      Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

      dear bro ap ki bat thk hy ke forex trading main ager kamyab hona hy to hum ko pehly complete forex ko seekhna ho ga forex trading aik worldwide online business hy is ki learning aur knowledge bahut wasee hy aur is ko seekhny main bahut time lagta hy ,forex trading ko seekhny ka koi short cut method ni jo koi short cut dhondty hn wo kamyab ni ho paty
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

        Je ha bilkul sahi kaha apny ager ham life time Pakistan forex me kamyaabi hasil karna chahty hai to hamy learning karty rehna ho ga ku ke Pakistan forex aik online business hai aur iss samjhna mushkil zror hai lekn namumkin nahi uss liye apny learning jari rakhy chahye aapka trade lga howa ho ya na ho iss se aap trade me kamyaab ho sakty ho
        • #5 Collapse

          Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

          Bhai ap ki bt bilkul thk ha ham ne agr learning complete ni ki aur trading start kr di tu ye achy result ni de ga hamaen.es lye jld bazi na krean jb tk ap ki learning aur practice complete na ho.real trading na krean
          • #6 Collapse

            Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

            han ap ke bat theak hye ke agr surf hum kam se kam knowldege hasl kr ke tradeing start krte han to hum ko as me koch time ho sakta hye ke profit ho but long me hum ko as markt and bussines se loss he ho ga as leye hum ko chahye ke forex ko surf game nahi samja jaye as pr hum acha time de kr and all bussines ko samj kr he hum ko live pr tradeing krne chahye agr hum as pr acha exprince nahi hasl krte to hum ko as se loss he melta hye hum ko as ko acha time dena ho ga phr he acha ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

              Dear members ye question apni eik alag importance rakhta hai ...is sa saaf pata chakta hai k km learning sa trading karna mtlb apnay aap ko loss ma dekhelna hai.....lehaza jb hum trading start karnay lagein to apnay aap ko is qabil banayein k jb hum trading karein or us case ma loss bhi hojaye to hum beard kr lein
              • #8 Collapse

                Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

                G Han bilkul theek kaha kuch log bohat there see knowledge ko bohat ziada samajh bethty Hain aur usi ki base par trading kr k kamyab hone ki koshish krty Hain bohat Kam aisa hota hai k unhen profit hasil ho maximum loss k chances hoty Hain is liye kabi bi Kam knowledge ki base par trading ki koshish na kren kyun ky forex ek risky business hai is men koi pata Ni kab loss ho jae aur kab profit knowledge strong ho ga to ap market ki samajh saken GE otherwise ap k liye aisa krna possible Ni hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

                  bilkul sahi kah rahy hain hame trading krny k liye full knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai agr hum kuch time ki learning se trade kar lain gay to kbhi b kamyab nahi ho sakty hain hume kamyabhi hasil karny k liye apni learning ko continue rakhna hoga aue zada se zada experience lana hoga through demo account py practices se is se hum apna profit increase kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

                    forex mai kam karny ky liye hamy ache learning hasial karne chahey hum internet py babypisp py learning hasial kar sakty hain hum apny seniors ke tips ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

                      Dear members aap ko tou pata hay ki member ki toori so learning say kamyabi hasil nyi hoti hay kin ky less knowledge trading main experience oor knowledge say hi achi trading ker sakty hain ager knowledge kam hay tou kayabi nai malti
                      • #12 Collapse

                        Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

                        pricey contributors kuch log bahut hello kam time mastering karte Hain aur bas ISI studying pe ektfa karte huye trading start kar lete hame kabhi bhi is tarah se buying and selling mein kamyabi nahi mil pati hai kamyabi ke liye hame lot of know-how and enjoy chahiye hota hai
                        Jab ham continue knowledge and exercise benefit krte rhen ge tab ham aik dealer bn sakte hain trading ka expertise kabhi bhi khatam ho jaen wala nhi hai hai q k trading men hamen har roz aik new ecpexperie milta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

                          forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai apna life time career be bana sakty hain learning hasial karny ky liye hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain hum internet oy babypips py be learning hasial kar sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kuch time ki learning se kamyabi nahi mil pati hai

                            G dost AP ne thek kaha kuch time ko learning se hame ziyada kamiaybi nahi milty ap ko learning karte rahna chahiye kiu ke forex me Jo bands learn karta rahta ha wohi survive karta ha aur Jo log aik dafa profit and ke baad learn karna chor dete ha wo phir ziyada kamiyabi hasil nahi karte hame learning karte rahna chahiye agar ham profit chahta ha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X