Education advantage?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Education advantage?

    Forex ko seekhnay kay liye education ka boht zyada advantage hota hay. que kay trader jitna zyada educated ho ta wo utna hi zyada samagdar ho ga aur wo chezon ko jaldi say seekhta hay aur us ki samagnay ki his bari tez hoti hay. aur ager aik bat kam parhay likhay ko samg late ati hay ya phir samag nahi pata jab kay perha likha trader jald samag leta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Education advantage?

      forex main hamy best experience hasil kar kam karna chahey is main hamara well educated hona zarori nahi hain is par kam kar ky ham acha bonus hasil kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar be kam kar skty hain yai aik real business hian
      • #18 Collapse

        Re: Education advantage?

        agar hamare education ache hain to hum forex mai jalde kamyab ho sakty han forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
        • #19 Collapse

          Re: Education advantage?

          my dear education aik edge hy jo har jaga per or har level pr barqraar rehta hy, choti c misaal len keh aik educated banda jahan say start leta hy or ju bunyadi cheezen ada kr rha hota hy wohan tk pohanchny mn uneducated ko kafi time lag jata hy , taleem ki ahmiat ko kisi bhi jaga per place per inkaar nahin kiya jaa sakta, ic liye mere khayal mn forex mn ic taleem ko bohot bara advantage hasil hy jo trader ko asmaan ki bulandiyon tak pohanchaa sakti hy ya pohancha deti hy.
          • #20 Collapse

            Re: Education advantage?

            ji haaan agar app is field me proper education k sath ayenge to mere khyaal se ap kafi faide me rahenge and apko acha response milega so mere khyaaal se hume chaie k isme kafi parhen and achi knowledge k sath aney ki koshish karen to hume kafi faida hosakta ha aur hum kafi agey ki taraf jasakte hen isme
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Education advantage?

              Friends Forex me aik educated inSaan easily success hasil kar skta hai. Q k education forex me kaamyaabi hasil karny k liye bht zaroori hai is liye jb aap k pass education ho gee aur aap k pass forex me kaam karny ka knowledge ho ga tou aap kaamyaab trader bn skein gy..

              اب آن لائن

              Working...
              X