Kia Forex mein time ka paband hona zaroori hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ha k loss ho jay ga wo es leya ya hty ha ku k un k pass knowlde ni hota or erhaps experai trading mi es leya wo idea sy trading karty ha or even ya mind mi zadahota k unh lo ho ga.jo trader trade lagae ke bad ye sochte hainke wone lose ho jai ga to won ko wakai lo bhi hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      meray khayal say agar aap trading kar rahay hay to aap ko pata hota hay kay shame ko market may tazi hoti hay our aap us waqt zyada profit kama saktay ho to aap ko chahiye kay usi waqt trading karay agar aap raat 8 bajay kay bad trading karo gay to market slow hona shuru ho jati hay.
      • #108 Collapse

        gee han forez main time ka paband hona zaroori hai kun ke time ki pabandi se hi ap ko trading main enter hone or exit hone ka pta chalta hai or is tra hi ap achi trading kar sakte haib
        • #109 Collapse

          g bhai jan yeh baat 100% drust hy k forex main ap ko bond hona perta hy ur koi bi biznis ho pher us ko tim to daina perta hy likin forex main dosry karobaar ki nisbat zyada tim ur hazi r rehna zaroori hy
          • #110 Collapse

            yes bhai jan Forex man time k pabandi krna bohat hi zaroori han because agr app aisa nai kary gay to app ko is man big loss hoga or app kuch bi nai krsaky gay.
            • #111 Collapse

              nahi wese to ap kisi time bhi Forex pe working kar sakte hen lekin agar ak time rakh ke pabandgi se us pe mehnat karen to us ka faida ap hi ko ziyada ho ga.
              • #112 Collapse

                brother mery khyal se to forex mn time ki koi pabandi nhi hoti ap jis time marzi trading kar sakty ho par ager ap short taram tarde karna chaty hoi to shid a ko time ki pabandi zarori hi sakti ha
                • #113 Collapse

                  Forex mein time ki koi limit nahi ha ap is kokisi b time ker sakty hn but marrket ki zaror iming hoti hais liy apny country k time k hisab se hi is ko run kern tu benefit ho ga
                  • #114 Collapse

                    my dear friend time ki pabandi hamari nirmal life mein bahot ehm hae aur hamari normal liafe mein bahot affective hoti hae magar forex trading mein this really doesn't matter.
                    • #115 Collapse

                      no dear is me time ki koi limit ni ha ye online business ha ap jb chahe jahan chahen isy kr skte hain forex se ham bhot kuch sekh skte hain forex me time ki koi limit ni ha tb hi suicess ho skte hain
                      • #116 Collapse

                        nai is pr koi pabandi nai hai jb dil kra kam kr skta hain or bonus bna sakta hain. jb hm tradinding krta hain hmay thora time dana chiya ta ka hmay loss na ho gay .. so relaxed and work
                        • #117 Collapse

                          nahi is may time ki kohi bhi pabandti nahi hai kyu kay ya 24 hours chalti hai app kabhi bhi fre ho kar apni trad laa saktay ho or profite lay saktay ho i very good n easy busniess
                          • #118 Collapse

                            Kia Forex mein time ka paband hona zaroori hy? brother dunya may har kam waqat k hisab say hota hay.forex ko woh banda join karta hay jo mehnti ho or apni job ko time deny wala ho.
                            • #119 Collapse

                              nai is mein time ka paband hona zaroori nai hai, aap apna kaam bhi saath saath kar sakty hain or thori thori dair baad is ka rate chek kar sakty hain or pher trading start kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                nahe jnb forex main kam karny ka yahe to maza hai k is main ap ko time or locaiont ka paband honey ki zroorat nahe ap ksi jaga se jahan net available ho ap kam sakty hai. or pending order or take profit and stop loss se p tamam kam kar sakty hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X