Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai
    Kei members tou lagatar kei kei threads creat ker dety hain lekin jab thread remove hoty hain tou sirf 4 threads hi daily ky bach jaty hain aur zyada threads per lagaya gia time bhi zaya hota hai aur tamam other members ki aesi tamam posts jo in threads main hoti hain woh tamam bhi delete ho jati hain aur apky time ky sath sath sab members jo apky threads ko reply kerty hain unka time bhi zaya hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

    apki bat bilkul theak ha forex rules k mutabik aik din mn hm 4 threads creat kr sktay hn 4 sa ziada threads creat krnay ka koe fayed he naen to hmen apna time zaya naen krna chayay keun k 4 sa ziada ki gae threads ko forex ki trf sa remove kr dia jata ha isliay 4 he achhi threads creat kren aur ziada sa ziada thanks sa ziada bonus hasil kren
    • #3 Collapse

      Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

      G han q k forum k rules hain k hm 50 se zayada posting nahe kar sakty or 4 se zayada threads nahe karvaakty but kuch log zayada bhi kar dety hain show bhi ho jati hain profile ma but phr ek sath remove ho jati hain so apna time waste na kren forum k rules k according just daily target complete kren
      • #4 Collapse

        Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

        dear ap ny bari sahi bat ki hy waqi hm logo ko yi nahi kerna chahaiy ky dailky thread per thread creat kerty hy hala ky ager hm logo ny yah per kam kerna hy tu lazmi hm logo ko in ky sab sy pehly rules ko follow kerna ho ga tabhi hm log bahut hi asani ky sath is ko samjh sakty hy kiyo ky ager hm log bina knowledge ky is mai thread kerty hy tu asani ky sath hi hm log in ky mutabik hi thread banay gy jis ka faida yi ho ga ky hm logo ki bi thread sahi rahy gi or logo ko bi us ka faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

          G dear ap ny tk bt ki ha ky hm sb ko 4 sy zada thread ni create ni krni chahey ager krty ga to is sy acha working r he foks rakhna chahey hm sb ko ho saky to hm jatni zada thread banaty ha ous sy hm ager business pr he gr sy km kraty ha to hm is my kmyab ho Gy or acha profits earn kr sakty ha
          • #6 Collapse

            Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

            Aik time ma 4 say zaydaa theards nai karny chaye q k daily 4 theards he remove hoty hyn tok soo zayda time waste nai karna chaye sirf aur sirf mehant jari rhakyan ap
            • #7 Collapse

              Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
              Kei members tou lagatar kei kei threads creat ker dety hain lekin jab thread remove hoty hain tou sirf 4 threads hi daily ky bach jaty hain aur zyada threads per lagaya gia time bhi zaya hota hai aur tamam other members ki aesi tamam posts jo in threads main hoti hain woh tamam bhi delete ho jati hain aur apky time ky sath sath sab members jo apky threads ko reply kerty hain unka time bhi zaya hota hai
              Han gjee jab posts kise thread kay ooper aap karte hain to us par aapko acha saara time consume karna parta hai lekin jab us post ko delete kar diya jata hai to aapko kafi dhukh hoota ha k mehnat zaya hui lekin wo ghalti us thread lagany waly ke hoti hai jo thread laga raha hota hai. Lehaza aap carefully reply kia karin.
              • #8 Collapse

                Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

                g ap sahi kah rahya ha ik time ma four sa zada thread create karnya sa time hi waste hota ha aur is sa koi profit wagr be nai milta ha kuch logo ko is ka barya ma nai pata hota ha aur wo four sa zada thread create kar datya ha aur continously thread create karta ha iss sa sirf un ka hi na bilka un ka be time waste hota jo us ka nachya reply karta ha kuch dar ka bad wo thread delete ho jati ha aur sirf hamara time hi waste hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

                  bohot achi informative thread start ki ap ny bohot shukriya sb ka sb ny bohot achy sy samjhaya
                  ......:1f60e:
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

                    G han q ok, discussion board k policies hain okay hm 50 se zayada posting nahe kar sakty or four se zayada threads ,nahe karvaakty but kuch log jyada bhi kar dete hain show bhi ho jati hain profile ma however phr ek sath remove ho jati hain so apna time waste na kren forum k policies k in accordance just every day goal whole kren,
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

                      g bhai ap ki bat bilkul thek hai ek din me 3 4 thread buhat hn zyada threads dell kar di jati hn ,, agr ap ko bonus acha ena hai to koshish kary k posting ki quality ko behtar bnay achi or knowledgable posts karny se acha bonus mll sakta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                        Kei members tou lagatar kei kei threads creat ker dety hain lekin jab thread remove hoty hain tou sirf 4 threads hi daily ky bach jaty hain aur zyada threads per lagaya gia time bhi zaya hota hai aur tamam other members ki aesi tamam posts jo in threads main hoti hain woh tamam bhi delete ho jati hain aur apky time ky sath sath sab members jo apky threads ko reply kerty hain unka time bhi zaya hota hai
                        Hm forum page Delhi chat heads open kar sakte hain Agar Hum usse Jyada Threads open karne ke trike Karenge to uska koi fayda nahi hoga Hamari Ho thread safe for impress ho hi nahi hongi
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

                          Ak hi time me. 4 se ziada threads create krnu se account b ban ho skta hai or threads delete b ho skty hain apmo. Chahye quality waky thread banayen beshak kam bana len qk. Thread ziada ho. Or. Quality kam ho to bonus kam. Hi milna hai apko.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

                            G bhai jan ap ki baat say main agree karta hun..humayn chiye kay aik time main 4 say ziyada threads na karyn kyun kay ager ap 4 say ziyada threads karty hain to apki jab threads ko thorye time baad ap ki thread ko delete kar dia jata so ap ko chiye kay ap apna time ziyaan mat karyn....or ager ap ki post kay nechy jab reply kiya jata hai to wo bhi delete ho jati hain....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik time main 4 sy zyada threads creat na kerain warna time hi zaya hota hai

                              Bhai jan yaar ye Jo aap ki thread hai us ki Kya waqye ma ahmiet hai k thread 4 sa zyada karna fazool hai ....Agar aisa hai to masla to nhi banay ga na ...Ma na maximum threads hi create ki Hain.....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X