CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g nahi jo log Confident hoty hey trading me wo kabi b trading karty howy nahi darty or yahi 100% sure hoty hey k wo trading me kabi loss nahi kar sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      g han forex may confidence hony k bad bh darna sahi haa humy confidence hny k sath sath trading ka experience hna bh bht zyada zrori hta haa
      • #123 Collapse

        Dear forex trading par jin logo ko dar lagta hai unko haqiqat main confidence hi ni hota hai.Or jin logo ka andar confidence hota hai wo kabhi bhi forex par trading karty huwa darty ni hain.
        • #124 Collapse

          1)Istimna (hand practice/ masturbation) karna gunah e azeem hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1430 hij). 2)sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gay.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ki jinsi khahish ko ubhaaray.or agar aap khud per qaabo nah rakh saktay hoon tu aap k liay wajib hoga k aap nikah karain.(Ref: Mafhoom e E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 22-12-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
          • #125 Collapse

            Dear friend jo bary bary trader hoty hain or jin ko apny ap pe confident hota hy wo ic liye darty hain k unhain b nahi pata hota k markeet ny kitna up ya down ki traf kitna move krna hy
            • #126 Collapse

              aslamo_alikum ha ge janb forex trading ik asa busniess ha jis ma agr ap nay kam karna ha kud to is kay bary ma acha knowlage hona chy is ma kam say kam 5 say 6 month ka exprience hona chy acha waly jis say ap k boht fida hota ha laken ya ik asa busniess ha jis ma koi 100% ya nahe bata skata kay ab ky hony wala ha is lay jitna bara marze tredar ho wo darta zaror ha mary khyal sy
              • #127 Collapse

                ji es kam mein app ko chaheay k app ko confident hona lazmi hai jis ki vja sy insan es kam mein himat nai harta krta rehta hai yeh kam ...............!
                • #128 Collapse

                  Forex mai confidant k hoty howy humy blkul bhe nhai darna chahaye or apny perfect confidance and torlance k sati trading krni chahye ta k ap easly profit earn kr sky or apni life happly spend kr sky
                  • #129 Collapse

                    confident agar hoga to koi trader bhi dare ga nahi ye ghalat hay jis k pas confident hoi wo dara hoga so ye ghalat hay jo darta hay wo yahan ope us k andar confident hay hi nahi.
                    • #130 Collapse

                      forex ki trading aik aisa business hai jis mein ap maximum earning kar sakty hain lekin jis shaks ko apnay ap par fully CONFIDENT hota hai to wo kabe be darr feel ni karta because usy market ki move ka pata hota hai.
                      • #131 Collapse

                        Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur agar ek trader men work karnay ka confidence hai to humen chaheye kay hum forex trading par work karnay say na daren keyon kay ye ghalat hai
                        • #132 Collapse

                          humain confidence sy kam karn aho ga ta kay humain achi earning haisl ho sakay magr humain mistake km karni ho gi kun kay confidence ho ga magr mistake km nai ho gi to loss ho ga
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #133 Collapse

                            Aap ney pehlay forex ka knowledge lena hy aur phir confidence key sath kam karna hy. Agar aap ka confidence weak hy to phir knowledge key bawajood aap ko loss ho jaye ga. Learning aur knowledge sey aap forex trading ko behtar bana saktey hain. Demo account main kam krney sey confidence behtar ho sakta hy.
                            • #134 Collapse

                              Jes bhe trader k andar confidence aa jata hai pher wo zieda nahe darta hai koin k wo trade sahe say stop loss our take profit k sath kerta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                I think k jo bhe trader ache learning k sath our pher thora profit say zeada ki traf jata hai to us k andar kafi confidence hota hai our wo darta bhe nahe hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X