forex main scammer ki pehchan karny ki hikmat amli

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main scammer ki pehchan karny ki hikmat amli
    forex main koch log asy hoty hain ju shor nahi karty hain mean k social media py apni trading kam he share karty hain asy log the hoty hain kyon k aksar kamyab log silent ho kar apna work karty hai aor ju log scammer hoty hain ya forex main nakam hoty hain ao apni fake statement show krwaty hain aur bohot shor krty rehty hain jub k asal main unk pas koch bhe nahi hota ha es say ap aik achy trader aor aik bury trader ki pehchan asani k sath kar sakty hain aor yeh bat bhe ap k zehan main hona zrori hai k har chamkti hoi chez sona nahi hoti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main scammer ki pehchan karny ki hikmat amli

    dear jo bi online business hy un mai ap ko lazmi scammer mily gy jin sy ap ko bachna zarori hy asal mai online aisa kam hota hy ky ap ko yi nahi pata chalta hy ky ap so jo bi bat ker raha hy kiya waqi yi hohi shaks hy jis ny apna account banya howa hyjis ki waja sy hm logo ko kaser dhoka ho jata hy lehaza ager hm logo ny forex ka akm kerna hy tu is mai ap ko kai aisy log mily gy jo ap ko mukhtalif tareko sy profit show kerway gy taky ap log un ky sath kam kery laikn mai samjhta hun ky ap ko sirf learning kerni ho gi taky ap ko kise sy scam na ho saky.
    • #3 Collapse

      Re: forex main scammer ki pehchan karny ki hikmat amli

      Han ye Har jaga Har business job me scammer milte he lekin ye hmara Kam he ke unse bach Kar rahe pehchan krni hoti he ksi pe blind trust nahi karna chye forex me mre khyl se koi asani se apke sath cheating nahi Kar skta lekin phr b safe rhe apna account ksi ko nahi den help k lye kch pblm he tw khd solve kren
      • #4 Collapse

        Re: forex main scammer ki pehchan karny ki hikmat amli

        yes bro ap sahi kaha rahya ha scammer sa hame bac kar rahna chaya hamesha kamyab sirf wohi log hota ha jo dosru ka bajya hud par trust kartya ha aur zada tar silent hi rahta ha aur social media par trading ko zada show nai karta jab ka jo log forex ma khamyab nahi hota wo is waja sa hota ha wo Kam nahi karta ha sirf show karta ha ka ham trading ka kam kar rahya ha jab ka wo is ka bara ma serious na hota ha
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: forex main scammer ki pehchan karny ki hikmat amli

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
          forex main koch log asy hoty hain ju shor nahi karty hain mean k social media py apni trading kam he share karty hain asy log the hoty hain kyon k aksar kamyab log silent ho kar apna work karty hai aor ju log scammer hoty hain ya forex main nakam hoty hain ao apni fake statement show krwaty hain aur bohot shor krty rehty hain jub k asal main unk pas koch bhe nahi hota ha es say ap aik achy trader aor aik bury trader ki pehchan asani k sath kar sakty hain aor yeh bat bhe ap k zehan main hona zrori hai k har chamkti hoi chez sona nahi hoti
          Forex trading market Mein scammers Bebo jyada hai new traders ko chahiye ke woh scammers Se bachne Ki Koshish Kare kyunke scammers nutrients ko bahut jyada lootne ki koshish Karte Hain

          اب آن لائن

          Working...
          X