luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luk ka hona bohat zarory hai yan nahi
    as main luck ka hona zarory hai yan phir as main experioence ka honazarory hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

    Ha g forex main luck ka hona bohat zroory hai per her cheeze ka depend luck per nahe hai. agr aisa hota to just lucky person he forex main trading laga skty or wo banda jo lucky nahe ho wo forex se out hota . mazeed bat yah k hamain forex man kamyabi k lai dono cheezo ki zaroorat hai. aik luck or dosra hard work . or jahan tak mera khyal hai k forex main hamain hard work per zyda dhyan dainy ki zaroorat hai. qk hard work kabi b dhoka nahe daita is lai hmian forex per boaht dhyan dainy ki zaroorat hai.
    • #3 Collapse

      Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

      G han forex trading men kuch logon ko apni luck ki waja se acha profit hasil ho jata hey lekin her dafa luck sath nhi deti iss liay her waqt luck pe depend nhi karna chahiay balkay apni mehnat pe depend karen kiun k forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey jo log sirf luck pe depend kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen
      • #4 Collapse

        Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

        Dear friend luck ka hona achhi bat ha lekin meray khial mn agr luck sa ziada mehnat pr depend kia jay to ziada behtr ha forex trading mn apko luck ka sahara lenay ki bjay agr ap mehnat kr k knowledge aur experience gain kren to ap all time forex mn kamyabi hasil kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

          Mehnat karin gay too luck ban jay ga agar ap forex ma mehnat say kam karty hyn too qismat b ap ka sat dati hai gar ap tukkay marty hyn too Qismat b ap k sat nai deti ar ap ko loss hoo jata hai
          • #6 Collapse

            Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

            forex main luck ka hona zrori nahi hota forex ka luck say koi bhe realtion nahi hai forex main ap ka hard work karna nehyat he zrori hota hai luck ap ki ager kam kary tu 2 din kar jayge ya phir 4 din kar jay gee es leay forex main regular successs hasil karny k lea ap k pas expereince hona bohat he zrori hai phir he ap forex main success hasil kr sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

              Dear Forex trading members Assalamualaikum forum fellow Forex trading Mein luck pe depend karna very bad habit hai text reading Main Apni abilities and skills Ko utilise Kiya Jana Chahiye dear Forex trading members candlestick chart pattern Japanese candlestick chart pattern harmonic pattern different patterns custody Karke trading Karni chahiye technical aspects are indicators ka use karte huye trading Karenge to aapko bahut acche nahi ho sakegi
              • #8 Collapse

                Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

                nahi daer mai ap ki bat sy agree nahi kerta hun wesy tu ap kise bi or kam ky hawaly sy yi keh sakty hy ky luck ka hona bahut zarori hy per mai yaha per forex ki ager bat kro tu yahi kaho ga ky is mai ap ko luck ki zarorat nahi hoti hy yaha per ager koi cheez ap ko kam a sakti hy tu ik tu ap ki knowledge or 2sri cheez jo ap ko help dy sakti hy wo ap ki practice hi hoti hy tu hi ap ko koi na koi achi trade mill sakti hy.
                • #9 Collapse

                  Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

                  foreax trading main luck b depend karti hai liken is k matlab ye nahi k hum mehnat na karain aur loss hony py apni luck ko bura bala kehty rahain.jo zada matter karti hai wo mehnat ,experience ,knowledge hai agr ye hai to hum acha kam kar k bahoot achi earning kar sakty hain is liye kabhi b luck py mat depend karain aur mehnat se kam kar k acha profit earn karain.
                  • #10 Collapse

                    Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

                    Dosto jahan tak luck ki bat hai to wo b chalta hai but kabi aesa hota hai k bilkul loss my ja rahy hoty hain aur luck ki wajah sy market achanak upar chali jati hai jisy apka loss profit ban jata hai lakn ye kabi hota hai inshan ko apni luck khud banata hai Mahnat kar hamy luck k sath sath mahnat b karni chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

                      Bhai jaaaaaaaan aap kisi bhi field ma chalay jayein luck boht important hai ....or phir to trading ma bhi yehi hota hai NAA kb kisi chex ki price up or down hojaye....ye baaz aoqaat qismat ka khel bhi hota hai k aap ko he chez mil jati hai by chance or luck.....Aap ka luck acha hai to profit acha gain KR saktay Hain or is k opposite ma aap ko loss bhi bardaasht karna pr sakta hai.....
                      • #12 Collapse

                        Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

                        MErye khiyal say ap a experience ka hona must hai kyun kay luck har baar sath nahi deti ager ik 2 dafa ap ki luck achi hai to ap ko profit bhi ho jiye ga mager har bar aysa nahi hota kay luck say he ap trading karty rahyn gye ap ka pass experience ka hona must hai ap experience say kaafi achi trading kar sakty hain...
                        • #13 Collapse

                          Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

                          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee as main luck ka hona bohat zarory hai q k agar hamre pas as main luck nahi ho gaa tu as main ham zyada tar kamyab nahi ho sake gee as liy hamra luck ka hona bohat zarory hai
                          • #14 Collapse

                            Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

                            G hain bhai jan agar apke pass is mein luck nahi hain to apko is mein ihtiyt se trade karna chahye aur is mein apko ihtiyt se kam arna chahye pher ja kar ap is mein earn kars akte hain luck bhi bohat hi sath deta hain ye sab luck par bhi depend karta hain agar apke pass expriences hain to ap is mein earn kars akte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: luk ka hona bohat zarory hai yan nahi

                              Dear ye zrori nhi hai ky jiss ka luck acha hai bas wohi profit ly sakty hai jin ka luck acha nhi hai wo apny expirance our knowladge sy acha profit lay sakty hai
                              likn jin ka luck acha hota hi un ke trade luck ke waja sy sahi time par our sahi open ho jati hai jis sy un ko profit mil jata hai

                              likn jin ka luck acha nhi hai wo apny knowladge our expirance ke mdad sy sahi trade open kar ky acha profit ly lety hain es liy forex main luck zrori nhi hai zrori hai to wo hai forex ka knowladge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X