Kya learing k lye forex teacher zarooori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya learing k lye forex teacher zarooori hai
    Dear mere khayal se forex main apka forex teacher hona be had zaroori hai qk internet se aur practis se apko experiance gain karne main saalo lag jate hain aur wohi bat agar koi teacher ho to mahino main he learn karwa sakta hai is lye apna koi teacher ya dost jo expert ho jiska experiance ho uske mashre se he karen trading aur learing b karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

    G han ap ki bat kuch hd tk thk hai but hmari country ma forex knowledge itni nahe hai koi teacher easily nahe milta han govt ko es k liye kam krna chahiye hai but internet pa different sites available hain jaha se hm trading k bary ma learn kar skty hain but demo account or forum bht achy platform hain yaha bhi hm trading se related hr trha ki knowledge gain kr skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

      G brother teacher ka hona buhut zroori ha ye bat ap ki bilkul tek ha teacher ka sub sa bara faida ye hota ha k jo jo hum guzar rahi hoti ha un sub ka teacher ko experience hova hota ha our un halat sa adjust karny ka fun bi pta hota ha
      • #4 Collapse

        Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

        dear bro ap ki bat bh thk hy ke learning ke liy ager teacher ho to ye subh se best ye bat ap ki bilkul thk hy ke jub insan direct amny samny kisi se learn kerta hy to us ka faida ziada hota hy ,lkn teacher ke ilawa bh kai source hn forex trading ko learn kerny ke in source main main to youtube hy is ke ilawa kai sites bh hn
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

          agr ap k pas aik forex teacher hy to boht he acha hy wrna ap internet ko he apna teacher smjhyn r online sekhyn yahan par har kesm ki strategy ap ko free m mil jaey gi bas ap ko krna ye ho ga k us par mehnat kr k us strategy ki teh tk jana ho ga pir ap ko aram sy kamiyabi mil jaey gi.
          • #6 Collapse

            Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

            Jahan tak mera khayal hey forex trading men hum khud hi apnay teacher hen kisi aur teacher ki zaroorat nhi agar hum posting pe ziyada focus karen tu achi learning aur knowledge hasil hota hey aur khud hi demo account pe practice kar k acha experience hasil kar saktay hen aur trading men kamyabi bhi hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

              yse my dear brothers hai ko as main kam karne ke liy as main aik teacher ki zarorat hoty hai as liyb hamre pas sekhana wala hiona chahiy hai tu hi ham kamyab hain a smain ham ko mihnat aor lagan se kam karna chahiy hai tu hi ham as main se eraninf kar sake gee as main dil se kam karna chahiy hi byhtar hain
              • #8 Collapse

                Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

                Mera Nahi Khayal ke Forex trading Mein teacher Ki Zaroorat Hai agar aap Pakistan Forex forum se learning start karte ho to aapko Kisi Ki sim ke teacher ki jarurat nahi hai demo account mein practice karo Jo ko salam karte ho usko acche tarike se istemal karo apni straight Jisko improve karo skills ke sath learning karte raho to aap acche trader Ban sakte ho Forex trading mein skills aur strategies customer zaroori hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
                  Dear mere khayal se forex main apka forex teacher hona be had zaroori hai qk internet se aur practis se apko experiance gain karne main saalo lag jate hain aur wohi bat agar koi teacher ho to mahino main he learn karwa sakta hai is lye apna koi teacher ya dost jo expert ho jiska experiance ho uske mashre se he karen trading aur learing b karen
                  jee hain dear agir hum ksi teacher ki help sy trading krty hain to bohat jaldi is ko sekh skty hain or agir khos trading krty hain to sekhny man bohat time lg jata hai phir bhi achy or kamyab trader nahi ban paty is luy is man agir teacher ki help ly li jay to zuada acha ha
                  Removed by Moderator
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

                    G han learning kay liye forex teacher zarori hai kyun kay ager ap achi trading karna chaty hain to ap ko ager acha tracher mil jiye jo ap ko achy say guide kar dye to bahot hi achi baat hai...so govt ko is business ki taleem bhi deny kay liye teacher ko areange karna chiye taan kay new user mistake karny say bach saky...
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

                      jee han forex ko samajh na k liya eik achi teacher ki zarorat hoti hay bahot say log forex ko is liya chore datain hain k un ko is li samajh nai aati hay ager eik achi teacher ho to forex ko samajhna aasan ho jata hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya learing k lye forex teacher zarooori hai

                        forex main ham learning ky sath earning be hasil kar sakty hain hamy daily demo account pay 2 ay 3 ganthy practice karni chahey ham internet pay banypips pay learning hasil kar sakty hain ham apny seniours ki tips ko follow kar be is main kamyabi hasil kar sakty hain is main hamara koi be boss ya teacher nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X