Maximum Lot Size Kay Nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maximum Lot Size Kay Nuqsan
    Agar hum bgair money management kay lot size use karen gay to es trha humay loss ka risk ziada hota hay aur badi lot size say agar market against move kary gi to humara trading account jald wash ho sakta hay es liye ziada profit kay lalach main humay badi lot size ko use nahi karna chahiye lot utni he place karni chahiye jitna humara experience aur balance ho humary pass
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

    Dear fellow is business may maximum lot size rakhna buhut nuqsaan deh hay kionka agar aap ziada lot size may lagathay hay our os ko monitor nahee karthay tho aap buhut jaldi apna account wash karwa dethay hay kionka aap ke trade kisi be time opposite side par jaa sakhthi hay is liay maray mashwara hay ke lot size ko minimum rakhay tha k ziada nuqsaan say mehfoz rahay
    • #3 Collapse

      Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

      Dear forex trading business bht hi riski or complicated business hai es ma maximum lot sizes lgana bht hi nuqsan deta hai q k hm market ko 100% judge nahe kar sakty hain es ma kbhi bhi kuch bhi ho skta hai sec ma trend trade k against chla jata hai phr loss ho jata hai esi liye koshish kren k loss ko minimize kr k trading kre
      • #4 Collapse

        Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

        Maximum lot size k but sa noksan hain, sb sa phly hum big rsik ke waja ke account wash k chance buth zaida hota hy, hum money management jb b ignore krty hain hum forex ma loss krty hain,, risk ap tb lo jb ap ko trade conform ho jy ap ka account ke equity strong,
        • #5 Collapse

          Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

          G Dear apne sahi kaha hai kabi b bari lot size ka use mat karen is se hamara account jald e wash ho jata hai aur tension de jata hai to behtar hai abi ap learning karen sath sath choti volume ki trade enter kar ke he trade karen kabi b greedy na hun warna bahut loss hoga hamesha apne emotions ko control main rakh kar he trading karen isi main he behtri hai
          • #6 Collapse

            Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

            Brother ap ki bat ma koi shaq nahi ha big lot ka faida kabi kabi hota ha lakin jab loss ho jaye to sary ka sara faida ak hi din ma doob jata ha humain kasish karni chaheye k lot size jitna small rak sakty ha utna raky
            • #7 Collapse

              Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

              bry sy bra lot size agr ap lagao gy apny account par to us sy ho ga ye k agr market thora sa b move krti hy to ap ka account double b ho skta hy r ap ka account wash b ho skta hy. chahy ap ki trade sahe he q na ho to ap trade sahe hony m 20 30 pips up r down marti hy kbi kabar to usi 20 30 pips m ap ka account wash ho jata hy. es leay account ka size dykh kr he ap apna lot size lagaya kryn.
              • #8 Collapse

                Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

                forex trading main hume trade karty huy hamesha small lot size use kar chahye jis se hamra loss kum hota hai aur hamra account wash hony se b bach jata hai ik tara k hamra account secure hota hai liken agr hum trade main maximum lot use karain gay to is se ik to faida zada hota hai liken sath loss b big hota hai jis se hamra account b wash ho jata hai kyu k itna zada loss ho jata hai jis ko hum recover nahi kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

                  Forex trading business agr profitable ziada hy tu risky bhi ziada Hy aur agr hum apne trading account mein account ki money management kar k trading nhi kartay aur lalach mein ziada profit k liye ziada lot size use kartay han tu is ka nuqsan hi hota hy faida nhi hota kiok lalach mein koi bhi kaam karain us se faida nhi hota aur agr forex trading business mein lalach se ziada lot size use kartay han tu agr loss hota hy tu account jaldi wash ho jata hy is liye apne account ki money management zaroori hy money management kar k lot size use karna cahaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

                    hum agr achi tarha se tradeing krna chahte han to hum ko chahye ke apne tradeing me apne account ke motabak tradeing karan and big lot size ke tradeing se bachan asl me agr hum big lot size ke trade lagte han agr wo profit me jate hye to theak hye agr wo loss ke tarf move ho jate hye to ye big se big account ko bhe wish kr dete hye as leye hum agr lot size ko kam rakhe han agr loss bhe hota hye to hum phr lot size big kr ke acha earn kr sakte han and apna loss bhe recover kr sakten han
                    • #11 Collapse

                      Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

                      g dear aap nay sahi kaha hay maximum lot size use kernay say hammain bohat zyaada nuqsaan ho jaata hay jab ham log maximum volume kee trade letay hain toh thoray say pips ka loss bhi hamaara account wash kernay kay liye bohat hota hay to bari lot avoid kerni chaahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

                        asslam,o,alikum bahi jan apny thek kaha hy likn is my hir ik ka apna experience hota hy k is my kasy kam krna hy or isi sy wo is mty prprfot ye loss earn krta hy.or mary khyam my agr hum is my ik achy trader banna chahety hn to humy ismy profer terqy sy kam krna ho ga.or sii tarha sy hum is my kamyab ho skaty hn.or is my humy apni money mangement b lazmi krni chahey.
                        • #13 Collapse

                          Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

                          Sir hum jab forex mien a aker zyada lot size use kerty hien tu hamain as mien loss ho sakta hai or jab hum as mien aa ker zyada lot size use kerty hien tu as mien feda na mil sakta hai as lye mien as mien aik acha trader ban ker kaam kerna chata hoon or mien as mien earning bee kerna chahta hoon.
                          • #14 Collapse

                            Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

                            humay full lot size use nahi karna chahiye kyun keh agar hum lot size ko theak say manage kar kay trade karen gay to he hum market main safe trading ko mumkin bna sakty hay agar hum blind reh kar badi badi lot size use karty huway trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti ulta nuqsan ka dar he hota hay humay esmain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Maximum Lot Size Kay Nuqsan

                              Maximum lot size laganay kay boht say nuksanat hain jesay kay trader ko bari lot laganay say boht zayada profit ho jata hayaur bara loss bhi ho jata hay. is liye hamen pehlay apnay account ko safe kerna chahye aur us kay bad hi profit ko dekhna chahye. ager ham bari lot ka nuksan apnay zehn main rakhen to ham kabi bhi bari lot ko use nahi karen gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X