Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai
    Traders kay liye overtrading karna bohot he ziada risky sabit hota hai . over trading aksar new traders karty hain. Market mai prices ke movement taiz daikh kar new traders ziada tar over excitement ka shikar ho jata ha aur trading mai bar bar positions open karty hain aur jis direction mai market thori dair k liye move ho wahin trade open kar daite hain jis say bohot ziada loss ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

    Jab bhi Koi trader trading ke dauran overtrading karta hai to uske lose hone ke chances bahut jyada ho jate Hain qk over trading hamare balance se zyada trade karne pe overtrading ho jati hai
    Zee business bahut risky hai is business mein hame apne balance ke mutabik hi trades open karni padti hai agar hum apne balance se zyada ki trades ko open karenge tab hum kabhi be successful nahi ho payenge
    • #3 Collapse

      Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

      dear trading ka her giz yi matlab nahi hy ky ap ko jab bi koi trade nazer a rahi ap ko kerni hoti hy or apny account per trade ki ik lambi train banaty hy jis ki waja sy hm logo ko loss tuhota hy hi hy per sath sath mai hamry account ko wash bi kerwa dyti hy yi tareka intehai galt hy is liya jab bi trade kerni ho sab sy pehly apny account ko daikhy aya ky ap ka account itni equity ka hy jis mai ap kam sy kam kitni trade ko open ker sakty hy tabhi ap ko trade kern atheek hy laikn ager ap ky pas money manegment nahi hy tu kafi loss ho sakta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

        over ye name he aysa hy k es k bad ya to kam sahe hota hy ya bilkul he kharab ho jata hy. over trading krny sy nuqsaan ziada ho skta hy ap ko agr aik limit m reh kr r apna aik goal mind m rkh kr trading kryn to ye sb sy best hota hy agr ap bilkul lg jaeyn gy trading krny m na he koi goal set ho ga r na he pta ho ga k krna kia hy m ny to pir loss k chance bhar jaty hyn.
        • #5 Collapse

          Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

          G esa nhi hai agar ham forex mein acha kam krenge chahye wo over hi ho koi bat nhi answer sahi hone chahye to meri nazar mein iss mein koi risk nhi hai kyun saaf niat se karenge to koi risk nhi hota is mein balke ye to hamare lye buht achha sahulat hai to ham isko risk nhi keh sakte forex is verry good business
          • #6 Collapse

            Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

            Jee bhai aap theek kehty hein forex trading mein over trading boht risky hoti hai aksar new members ko trading ka experience nahi hota is liye woh market ko dekh k ziada trades open kr lety hein jis se unki trades ko loss hony lgta hai phr woh preshan ho jaty hein over trading is business mein nuqsan deh hai is liye new members experience k liye sirf aik trade open krein tah k loss na ho.
            • #7 Collapse

              Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

              G han ap ki ye bat theek hay k forex trading main agar ap kamiab trader bana chate hain tou us k liay zarori hay k ap hamesha save trading krain kabhi bhi over trading nai karain kiu k jab hum over trading karte hain tou ye cheez humare liay loss ka sabab banti hay khaas tor par new traders is bat k khass khyal rakain k wo.lalaxh main aa kar aesa kar jate hain k over trading start kar dete hain jis wajha se unhe loss ka samna karna parta hay
              • #8 Collapse

                Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

                G han forex trading bahot he mushkl kaam hai or trading main bhi over trading karna is say bhi bara difficult kaam hai ap ko chiye kay ap koshish karyn kay over trading mat karyn kyun kay ager ap aysa karty hain to ap ager risk bara lety hain to ager profit mila to bhi bara milye ga or ager loss mila to bhi bara loss milye ka jo ap kay account ko bhi wash kar sakta hain...
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

                  forex may jab hum kam karty howay market may trading karty hain to ager hum is may over trading katay gay to hamay is say na sirf loss hota hay balkay is say hamra account bhe band hota hay or forex market ko bhe loss hota hay is liay hamy is may over trading nahi karni chay pher vhe hum loss say buch sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

                    forex mai agar hum over ho ky kam kary gy posting karty howe hurry kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy ache learning ky bad market ky rules ko follow karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

                      forex mai hamy over trading karny sy loss ky siwa kuch be hasial nahi hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is ma part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik internatinal business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading karna trading mai bohot risky hoti hai

                        forex mai over trading karna bohat muskil hain hamy ache learning hasial kar ky aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X