Forex main jesay ke ap jantay hain market up amd down move karti hai lekin agar ap baday time frame main dekhen tou wo aik bullish oar bearish flag bana rahi hoti hai humein pata hai ke bullish flag ko us waqt trade kartay hain jub woh neechay wali trend line ko break karay oar retrace karay oar phir continue ho jaye is say hamara stop loss bhot kam hoga oar hum aik achi trade pakar saktay hain isi tarah bearish flag main bhi market apni uper trenline ko jub cross karti hai tou usi tarah trade kartay hain is tarah hum forex say bhot pesay bana sakty hain oar in main nuqsan ke muwaqay bhi kam hotay hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим