Aik munafah ho jaye tou money management ko bholen na
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik munafah ho jaye tou money management ko bholen na
    Ap nay aksar dekha hoga ke forex main zyada tar log aik ya do teen trades jub munafah main jati hain tou money management ko bhol jatay hain oar badhi badhi lot istemal kartay hainiska sub say badha nuqsan ueah hai ke taqreeban har dafa yeah badi lot apka munafah bhi kha jati hai oar nuqsan bhi kar jati hai is leye humein chahyye jitni bhi achi trade ho isay money management ke sath karn na bholen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik munafah ho jaye tou money management ko bholen na

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarahnawaz پيغام ديکھيے
    Ap nay aksar dekha hoga ke forex main zyada tar log aik ya do teen trades jub munafah main jati hain tou money management ko bhol jatay hain oar badhi badhi lot istemal kartay hainiska sub say badha nuqsan ueah hai ke taqreeban har dafa yeah badi lot apka munafah bhi kha jati hai oar nuqsan bhi kar jati hai is leye humein chahyye jitni bhi achi trade ho isay money management ke sath karn na bholen
    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne Sahi Kaha Agar Hame accha banana chahiye to Hame money management Jaise tool ko istemal karna bahut jyada Jaroori Hota Hai Lekin money management tool go understand karne ke baad aap uska kaam kare
    • #3 Collapse

      Re: Aik munafah ho jaye tou money management ko bholen na

      aksr new traders ko jb shro mn achha profit ho jay to phir woh khud ko expert smjhnay lgtay hn aur ziada tr betuki trade lgatay hn aur mony managment krna bhool jatay hn jis sa phir jb loss hota ha to preshan ho jatay hn to meray khial mn mony managment bahot zroori ha trading mn kamyabi k liay
      • #4 Collapse

        Re: Aik munafah ho jaye tou money management ko bholen na

        apki bt blkul thk hy mere khyal mei hm sb kou yeh zehn mei rkhnaa chahye kay hm aik e row mei bht saa munafaa nahi kamaa sakty hmei chahye kay intezaar karei aur sabar sy kam karei agr apkou lgay kay yeh tou zaror ic level tk jayee ge tb bhi apkou chahye kay money mangment kay bger trade nah karei warnaa apkaa achaa khasaa nuqsaan hou saktaa hy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Aik munafah ho jaye tou money management ko bholen na

          You are RiGht Dear....Agar Aik Dafa ProFiT Ho Jaaey To huEN MoNeY ManagemeNt Ko Nahi BhooLna chaaHiYevoR Na hi HameN tradiNg Main oVerconFiDent HOna chaahiYe Q k YeH TradiNg k LiYe Bhot Hii HaRmfuL HoTa Hai...isLiye HumEN ChaahiYe K Agr ProFiT Ho Bhi Jaaey To ProUd FeeL Na KaRen Or koShiSh KaRen Or zyaada MeHnat KaRen Or Achi TradiNg KaRen Or Achay AnaLySiS K Baad Hii Koi Bhi Trade LagaaEn...

          اب آن لائن

          Working...
          X