Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?
    Jahan tak mera khayal hey forex trading yeh zaroori nhi k her trader ko shuru men hi loss ho jay lekin bahut se new traders starting men bhi acha profit hasil kar letey hen unn ki learning achi hoti hey aur unhon ne demo pe achi practice ki hoti hey iss liay shuru men hi profit ley letey hen ziyada tar new traders ko starting men loss ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

    Asa nahi hay har trader ko start mei loss hojay asa zaroori nahi hota hay loss agar achi practice ho achi mehnat ki ho loss nahi hota lakin maximum logon ko loss esliye hota hay learning practice nahi hoti lack of experience ka mamla hota hay yahi wajah unki loss ki hoti hay lakin aksar bohat sey new traders starting mei bhi ahci mehnat sey acha profit kartay hain
    • #3 Collapse

      Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

      G bilkul har new trader ko hi forex men loss ho jata hai q k new jab koi trader bhi iss buisnbus ko join krta hai to uska experience bahut hi kam hota hai jiski waja se wo lose ho jata hai aur better performance nhi kr pata hai
      iss buisness men kamyabi k liye zaroori hai k kamyab trades ki jaen aur jab tak trading kamyab nhi hongi ham earning k bajay apni mony ko loose kren ge
      • #4 Collapse

        Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

        G nahi dear ye be ho sakta hay key kesi member ka trading expernice demo account me acha ho esy traders ka apna first trading expernice acha ho sakta hay jo key trading key start me hi us ko big profit mil sakta hay, profit ka hasil hona traders key expernice par depend karta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

          G friend apny bilkul thek kaha hai mere khiyal me toh har new trader ko loss nahi ho sakta agr uska pas forex ka bary me acha knowledge or experience ho ga toh usy loss nahi ho sakta wo new trader jo without experience ka forex ko join kar laty hai unhy loss ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

            G bilkul forex trading mn new join krnay walon ko shro shro mn aksr loss ho jata ha keun k un ka pass knowledge aur experience ki kmi hoti ha ha to loss hona koe barri bat nae to metay khial mn new trader ko ziada sa ziada demo account pa practice krni chayay aur trading experience gain krna chayay ta k loss sa bach ja skay
            • #7 Collapse

              Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

              Jonsay traders news traders ney achi demo practice ki hoti hay kaam ko samjha hota hay wo wo log bohat acha profit banatay start mei he unko ahc aprofit horaha hota hay kyun kay unki learning achi horahi hoti hay so jinki learning start sey he achi nahi hoti hay wo log loss kartay hain without knowledge and experience kaam karna mushkil hay
              • #8 Collapse

                Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

                dear lazmi nahi kay new ko hi forex main loss ho achy achy trader jo forex main bohat hi expert and experience hota hy unko bhi loss ho jata hai lekn mein apko yahi kahon ga kay agar ap forex main new hain to ap ko pehle forex seekhni chahye and experience lainy kay baad real account py trading krni chahye start main kuch new traders jin ko experience nahi hota hy loss kr daity hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

                  bhai new trader ka to matlab hi yahi hota hai k wo is k baary main kuch nahi janta aur phir wahi trader is main profit kary ya lose kary ye bhi zaroori nahi hota q k is main kaafi dafa hum trade lagaty waqt tuky bhi kaam aa jaty hain.
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

                    Almost new traders ko pihly loss ka samna karna parta ha jis ki ak waja ye bo ha k acount balance kam hota ha our kam balance k sat for3x ma trading karna junior k leye nahi bal k seniors k leye bi buhut mushkil kaam ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

                      Jee bilkul forex trading mein yeh zarori nahi k her kisi ko starting mein loss hota ho,loss un logon ko hota hai jo practice kr k is business ko join nahi krty aur jo achi practice demo account se kr k join krty hein unko thora boht experience ho jata hai aur starting bhi profit se krty hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

                        Zarori nae k had trader ko start mai loss ho jo achi strategy and planning k sath trading start krtay hain in ko loss nae hota jo new traders trading start karnay se pehlay forex ki learning mai hard work krtay hain aor experience k lye demo account p achay se practice krtay hain in ko loss nae hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

                          Agr us k sath acha traner ho usy help krta rhy our trader apny seniar k sath mil k mashwara krta rahy to phr us ko hhot acha experiene bhi ho jata hy our us ko bhot zeada faida hota hy who loss sybbcha rehta hy agr khod new new trader tradingnmy khod kam krta hy akyla to phr loss hota hy shoro my
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

                            Ni aisa Ni hota loss tabi hota hai jab hum bgher market ka analysis kiye trade krny ki koshish krty Han ya phr knowledge ko gain Kiya bgher trading krty Han lazmi Ni hai k forex men har kisi ko start men loss he ho agar mehnat ki ho ge to loss ki bjae profit he ho ga hmesha acha knowledge gain krny aur ache practice krny k baad he trading kren aise loss k chances Kam profit k ziada Hun ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya her new trader ko starting men loss ho jata hey ?

                              Starting main ziada tar new trader ko loss hi hota hy starting main kam traders ko profit milta hy lekin kuch aisay hain bhi jin ki learning bht achi hoti hy or wo patience k sath long demo practice ker k real trading kertay hain or some aisay hotay hain jin ko teacher bhi achay miltay hain aisay traders jald kamyaab ho jatay hain
                              TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                              Please visit my trading journal from here

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X