Chader dekh ker paon phailao.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Chader dekh ker paon phailao.

    G bilkul humy apny knowledge k hisab sy he trading krni chaye humy apny account ko check krna chaye kha hamray mony safe ha us hisab sy trading kry warna zayda k chaker me AP ko loss bi ho sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Chader dekh ker paon phailao.

      forex trading main jitna ap ka pas profit ho us lehaz sa apko trade krni chaiya jitni ap ka pas amount ho us ka mutabik lot size lagen us sa zyda na lagen qk asa krna sa ap ka acount wash ho sakta ha is lea chadaer dekh ka paon phelna chaiya
      • #18 Collapse

        Re: Chader dekh ker paon phailao.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslan dar پيغام ديکھيے
        G Han bilkul theek kaha ap nee humen hmesha apni limits men reh kr he kaam krna chaheye kyun ky aisa kr k he hum khud ko loss see below bcha skty Han aur is k sath sath hum ache trader bn kr successful trading kr skty Han humen apny knowledge k according he trading krni chaheye aur limit see ziada lot size Ni use krna chaheye.
        Forex trading mei aap ka capital ap ki investment bohat barri ehmiyat rakhti hay hamesha apni chadder dekh kar trading karni chahiye aik currency pair apnay liye select karain aur ye bat set kar len kay kitna capital hay aur ap ko risk kitnay percent lena hay
        • #19 Collapse

          Re: Chader dekh ker paon phailao.

          forex mai hamy apny halat ky mutabik investment karne chahey or hamy back up ky liye be kuch rahkna chahey forex aik real business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Chader dekh ker paon phailao.

            Dear friends ya forex bohat hi achi ceez ha hama is ka jo question pucha jay hama uthna hi ans dana chahiya agar hum question sa hat ka ans dy gay to hama loss bi ho sakta ha bas ya yahi kahawat ha
            • #21 Collapse

              Re: Chader dekh ker paon phailao.

              Forex trading main chadar dekh ker hi paon phelalnay chahye. que kayager account main balance kam ho to trader ko yeah cheez zehn main rakhni chahye kya yeah us ka balance kam hay aur us nay kam say kam lot ko trading kay liye use kerna hay. is liye kay ager bari lot ho gi to loss bara ho sakta hay. jis say trader aur trading karnay kay kabil nahi rahay ga.
              • #22 Collapse

                Re: Chader dekh ker paon phailao.

                Assalamualaikum dear friend Forex trading main Hame Apne Halat dekh kar investment Karni chahiye aapke paas Jis sa ap achha profit Hasil kar sakte hain baad mein Hame Agar Hum isme Zyada investment Karenge aur baad mein Hamare Paas income na Ho Apne Ghar Ki Cheez learn se baithe Rahe qk isme Kabhi Kabhi losst ho jata hai Is liye Hamare Paas jitni income Ho Usi se investment Karni chahiye Chadar dekh kar Apne Paon khilana chahiye trading ka kaam Sikar Soch Samajh Kar karna chahiye phir hai kamyabi milti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Chader dekh ker paon phailao.

                  Forex trading main chader dekh ker paon phelanay chahey. que kay chader kay mutabiq paon nahi ho gay to khud ko hi nuksan ho ga. ager trader kay account main blance kam hay to us ko us balance kay mutabiq hi trading kerna chahye. ager wo us say bahir niklay ga to wo loss keray ga aur wo bara loss ho sakta hay. que kay bari lot bara loss bhi deti hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Chader dekh ker paon phailao.

                    Es mai koi sku nahi k humrey pass zada capital ho gy tou humri trade safe ho gy aur hum market mai zada earning hasil kr sakty hai. Es business mai trade money management key rules ko follow kr key open krey aur sabar krey tou ap market mai zada earning hasil kr sakty ho.
                    • #25 Collapse

                      Re: Chader dekh ker paon phailao.

                      yes brother ap ki baat bilkul tek ha agar balance kam ha to usi hisab sa trading karni chaheye kam balance k sat corruncy trading safe hoti ha our matels and gase waghaira ki trading kam balance k saat nahi karni caheye otherwise acount wash ho sakta ha thanks
                      • #26 Collapse

                        Re: Chader dekh ker paon phailao.

                        Dear forex members, forex trading account ma apka capital bohat ehmeyat rakhta ha. Aur us capital ko madenazar rakh k AP ne trading karni ha
                        • #27 Collapse

                          Re: Chader dekh ker paon phailao.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                          Dear forum member jaisa keh ap janty hain keh forex trading main ager apky pass capital amount ziada hey to apki trading safe hey aor ager balance kem hey to trading at risk hey. To meri yeh advice hey keh jitna balance usi key tanasub se pair select kerain aor trade ki lot bhi lagain keon keh ager chader dekh ker paon na phailaey jain to chader pori nhen ati.
                          Yes, I agree this point, , hamien apni chadar dekh k paon Phelane chahiye oy zyada achi koshish krni chahiye k hum apni hard working se zyada earn kr ske... Forex hamare lye kamyabi ki sedhi hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Chader dekh ker paon phailao.

                            you are right k hamein apni limit main reh k he trade karni chahye ,agar ham forex market main kamyab hona chahtay hain tu phr bohat aham hai k ham apni equity k hisab say he lot mass select karein agar ham apni equity say zaida lots lageyin gay tu phr loss hona b normal se baat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Chader dekh ker paon phailao.

                              Jo traders Aisa Karte Hain ke Pahale Apne Seene Se trading co learn karte hain aur baat hai Ne an image ke sath competition karne lag Jate Hain Aise Julia traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka Hai Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge isliye Apne seniors aur teachers ko respect

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X