TRading main loss he ziyada kyun hota hain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    TRading main loss he ziyada kyun hota hain...
    DEar friends trading main loss he ziyada kyun hota hai logon ko forex use karty howaye kafi time laga jata hai un kay pass experience bhi hota hai mager phir bhi loss kay chances ziyada hoty hain is ki waja kiya hai....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: TRading main loss he ziyada kyun hota hain...

    dear bro forex trading main profit loss dono hi is business ka hissa hn kabhi loss to kabhi profit lkn jahan tak ziada loss ki bat hy to us ki reason yahi hy ke us main experience aur knowledge ki kami ho ga,forex trading aik worldwide online business hy jo ke kafi complicated aur hard hy is ko complete learn kerna bahut difficult hy aur jo is ko ziada learn kerta hy experience and knowledge hasil kerta hy us ko loss bh kum hota hy
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: TRading main loss he ziyada kyun hota hain...

      dear trading men loss hamare less knowledge and experience ki waja se hote hain jab hamara experience and knowledge kam hota hai tab hamen trading se loss milta hai isliye hamen iss buisnbus men jitna mumkin ho sake experience banana hota hai hamara experience jitna zyada hoga ham utni hi better earnings le paen ge so hamen apne experience ko better krne ki koshish krni chahiye tabhi ham kamyab ho pate hain
      • #4 Collapse

        Re: TRading main loss he ziyada kyun hota hain...

        G jysa kay aap ka khna hey kay forex myn loss zyada hota hey to myn aap ki iss bat sy bilkul itefaq nahi karun ge kun kay forex trading myn nafa or nuqsaan dononon is ka hissa hey kuch logon ko nafa zyada hots or kuch logon ko nuqsaan or is ki wajuhat hoti hyn jysy forem kay ilm ki kami yani agr aap ny forex trading ko ba qaida nahi seekha to aap ghalat waqt trade open ya close kar dyn gy ya koi ghalat strategy, techniqu ya yool istemal karyn gy jis aap ko nuqsaan ho ga to myra yhy khna hy agr hum zyada tar nuqsaan sy bachna chahty hyn to hmyn forex trading ko mehnat or lagan sy seekhna chahiyay.
        • #5 Collapse

          Re: TRading main loss he ziyada kyun hota hain...

          You Are RiGht Dear.....Trading Main Loss ki percentage BhoT Zyaada Hai oR proFit Ki BhoT Hii Kam Hai...isKi Waja yeH Hai K Aksar New Traders jo Bhi Trade LgaaTay Hain BaghaiR SoChay Samjhay Or MaRket Analysis kiYe Baghair Trade Lagaatat Hain....jiski Wajah Se LoSss Ho Jaata hai....agar Sb Log Analysis k Baad Trade Lagaaen to proFit k chanCes kaafi Zyaada Hoon Gy...
          • #6 Collapse

            Re: TRading main loss he ziyada kyun hota hain...

            ye hmari soch hai trading men loss aur profit dono he hoty hain ziada loss un logon ko hota hai jo knowledge gain krna chor dyty hain is k iawa jo khud ko thori he practice k baad expert samajhna shuru kr dyty hain aise log hmesha loss face krty hain loss se bchne k liye zroori hai k mehnat aur lagan se kaam kiya jae aise na sirf loss kam hun ge balky bohat kucj new seekhne ko mily ga.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: TRading main loss he ziyada kyun hota hain...

              Loss hotay waqat koi na koi hum aisa rules bhool jat hyn jis ki madad say ap bhoool jatay hyn ya too market ki situations ko nai samj sakty hyn ar bhatr hai k ap market k trend ko bhatri say samjayn

              اب آن لائن

              Working...
              X