New Thread Post vs Reply Post....!!!???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Thread Post vs Reply Post....!!!???
    Dear Members,
    New Thread Start krna ziyada faida mand hy ya Start hoi Thread main Post krna ziyada Faida mand hy??
     
    ......:1f60e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New Thread Post vs Reply Post....!!!???

    Dear ap new thread ager kerty hain to un per ap likes ky ziyada milny ky chance hain. Aur ap aik din mein sirf 4 new thread creat ker sakty hain. Aur baqi ki posts kerni hain. Aik din ap 50 posts allow hain. Is se ap ko allow nahien hain. Aur aik member din mein itni ker bhi nahi sakta.
    • #3 Collapse

      Re: New Thread Post vs Reply Post....!!!???

      G han forum men thread ho post jiss ki quality achi ho uss ka hi faida hey lekin thread ko kiun k her koi read karta hey aur reply bhi kartay hen aur thanks bhi ziyada miltay hen aur bonus bhi acha milta hey aur jahan tak mera khayal hey her achi thread aur posts pe thanks zaroor karna chahiay aur forum ko acha bonus bhi dena chahiay lekin posting ki quality ko behtr karen
      • #4 Collapse

        Re: New Thread Post vs Reply Post....!!!???

        Bhai Jaan Zyaada FaaiDa Mand to Thread Hii Hai oR iSke Likes Bhi zyaada MiLtay hain Lekin Hum Zyaada threads PoSt Nahi kaR SakTay....hum DaiLy ki Maximum 4 threads KaR saktay Hain Or iS se Zyaada Threads PoSt Nahi KaR Saktay....isLiYe humen chaahiye K jo bhi Threads kaRen Woh informatiVe hoon Taakay LoGoN Ko uS Se Faaida Bhi MiLay oR likes Bhi Zyaada miLen...
        • #5 Collapse

          Re: New Thread Post vs Reply Post....!!!???

          Bhai dono he faidamand hain ap thread create krain ya thread ke reply karain laikin quality ka khayal rakhain bs ye important hay.agar ap quality k bajay quantity kO tarjee daitay ho tou phir be koi faida hay.mukhtasaran ap reply krain ya thread create krain dono ka faida hay.
          • #6 Collapse

            Re: New Thread Post vs Reply Post....!!!???

            Ager ap thread karty hain to wo bhi ap kay liye faida mand hai or ager ap post karty hain to wo bahor ziyada faida mand hai mager ap thread din main 4 he kar sakty hain orpost ap din main 50 so ap ko is baar say to andza hona chiye kay kis cheez main faida hai ager ap post ko read karty hain to ap ko kaafi information milti hai jis ki base per trade kar sakty hain
            ..
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: New Thread Post vs Reply Post....!!!???

              THank you so much ...!!! ap sb ny bohot achy sy hm sb ko guide kiya hy...
               
              ......:1f60e:

              اب آن لائن

              Working...
              X