Beginning forex traders should follow

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bhai jitne bhi forex trading mien new traders hian unko chahiye ke wo is business ki pehle basics ko seekhen iski bharpoor tareeqe se practice karenge to hi ap phir kamiyab honge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Janab jaisa ky forex trading ek online business hai iss mein bohat risk hota hai beginning forex trader ky liye zarori hai ky wo apny senior sy zaror raai lain kamyab tareen traders ko follow karain ta ky wo baghair kisi loss ky achha profit kama sakain .
      • #18 Collapse

        humain trade main agr kam karna hog a hay too humain ahrd work kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakay magr humain demo say practicce karni ho gi
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #19 Collapse

          forex trading ke business mien jitne bhi new traders hian unko is mien chahiye ke wo is business ko deeply seekhen iski ap jitni ziyada practice karenge to ap is mein phir utni hi earning karenge.
          • #20 Collapse

            Par mery dost abhe to leverage insta forex apny traders forum members ko day raha hai 1:50 wo bhe bignners k leay best hai our wo us pay theek rahean gay
            • #21 Collapse

              Forex trading kay start mai new traders kay lye forex trading mai risk bohot he ziada hota hai . iss liye new traders kay liye munasib yahi hai ke woh kam say kam leverage ko use kar kay trading karin aur phir jab iss mai kuch arsa guzar jiye tu phir ziada investment ke trading b kar sakty hain.
              • #22 Collapse

                biggers ko demo use krna chiye sb se pehle uske bad unko chiye k kisi expert se rabta kren taky wo unko guidness de ske qk forex ko bagair sekhe nih kai ja skta or mera mashwara b yehi hy k bagair sekhe forex ko na kren big loss ho skta hy pehle demo kren then real me invest kren
                • #23 Collapse

                  ji bhai sahi kaha aap n hume big loss se bachny k liye bigginers ki help krnai chhiye uss k liye ager hum achi si koi stratigy de dein tu buhat acha hu ga iss mein humara hi faida hai otherwise koi baat nhi un ka bhi ALLAHA paak hai
                  • #24 Collapse

                    yah bat to theak hai k jab ap new ho to ap ko zyda risk lainy ki zroorat nahe hai ap just small order lagao to bahter ho ga. or agr ap na huge order lagana start kar daiy to ap ko loss b ho sakta hai. is lai ap koshish karo kk ap ka margin b kam or ap un pair main invest karin jahan per spread kam hai .
                    • #25 Collapse

                      low se low leverage ke sath kaam karna or bohat khayal se soch samajh kar account apne run karna he hamare lye bohat acha rehta hai beginning se he jo insan proper mehnat ke sath patience ke sath kaam karta hai us ko utna he acha or musbat result is business se hasil ho sakta hai or life me is business se us ko kamane ko bhi ache se acha amount hasil ho sakta hai .
                      • #26 Collapse

                        Bhai itne leavarage me zada pese investvkarne parenge take trade kaga sake 1:50 ka ratio best hen is me bhi biginers aram se risk ko manag e kar sakte hen or trsdeing me loss hone per bhi trading continue rakhbskte hn
                        • #27 Collapse

                          g han new traders agar Seniors ko follow kia karen gey to trading k bary me un ko acha knowledge hony k sath achi income b wo hasil kar sakty hey
                          • #28 Collapse

                            beginers ko chahie k wo kam se kam leverage se start karain kyun k wo margin ya levergae jitna akm rakahin gay utne he loss ka dar kam hoge aur utne eh loss kc ahnces bhe kam aur profit k chances zaiad honge so use less margin auir leverage
                            • #29 Collapse

                              Jee apko iss main mehnat karna hoti hai bager sekhe iss kam.ko karne ka koi faida nahi hota uss ko sekh k karen new comers ko chahiay k woh iss main khub prectice karen forum k ruls and regulations ko follow karen aapko.iss main bohat kamyabi mile gi aap iss main stress free ho k kam karen agahar aap iss main kamyab hona chahte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kita پيغام ديکھيے
                                Jee apko iss main mehnat karna hoti hai bager sekhe iss kam.ko karne ka koi faida nahi hota uss ko sekh k karen new comers ko chahiay k woh iss main khub prectice karen forum k ruls and regulations ko follow karen aapko.iss main bohat kamyabi mile gi aap iss main stress free ho k kam karen agahar aap iss main kamyab hona chahte hain
                                gee han hmein mhnt krne he aur hmein apne business ko ache trah se sekhna hota he aur hm apne business mein demo account bna kr apne practice krein aur hm apne forum ke rules aur regulations ko follow krein aur jb hm ache trah se mhnt krein ge to hmein boht kuch apne forex trading ke business se asane se mil skta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X