Hamain forex market main trade ker ky hasil hony waly profit main sy kuch amount apny skrill account main save kerty rehna chahiay taky agar hamara account kabhi wash ho jata hai tou hamary pas backup main aesi amount ho ky ham apny trading account main deposite kerwa ker apni trading ko continue ker sakain warna jab account wash ho jata hai tou next month ky bonus ky liay kafi wait kerna perta hai aur trading ka ridham bhi toot jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим