Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...
    All FoRex MeMbers....pLz GuIde Me k FoRex Trading main Market MoVemeNt Ko Kesay Samjha Jaa Sakta Hai Or MaRket ko Aasani Ke Sath Kesay ObSeRve KaR K Trade LaGaai Jaaa Sakti Hai....MaRket Ko Samajhnay K LiYe KoNsi TimE LiMiT Use KaR k Achi TradiNg Ki Jaaa Sakti Hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

    Dear ap newbignner hain or newbies ko market trend smjhny ma kafi time lgta hai q k experts bhi 100% judge nahe kr skty market trend ko esi liye ap demo ma practice kren zayada se zayada or technical or fundamental analysis learn kren because agr hmy analysis aa jaye to hmarket trend ko smjh k bht achi trading kr skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

      yess its quite true for learing a basic part of trading to get good respoonse from our work... iam also a new in this field but slowly slowy iwill take out the basic formats of this skill
      • #4 Collapse

        Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

        forex trading business aur forex trading ki market ko samjhne mein ziada time lag jata hy is business ko market ko samjhna koi aasan kaam nhi hy is k liye buht ziada mehnat karni parti hy mehnat kar k market ko samjh saktay han aur market ko samjhne k ap ko demo account par practice karni cahaiye practice se hum market ki movement ko samjh saktay han aur is k liye analysis ko sekhna cahaiye analysis kar k hum market ka pata kar saktay han k market kis tarf move karti hy
        • #5 Collapse

          Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

          Market ki move ko kam waqat mai samjhna bohat muskil hai. Agr ap market ki movement ko samjhna hai aur es market mai profit earn krna hai. Tou es key lye ap ko market mai zada waqat dena hai. jis sey ap market ki movement ko samjh sakty ho aur market mai regular trade kr sakty ho. Market ki move ko samjhey begar ap market mai trade nahi kr sakty ho.
          • #6 Collapse

            Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

            Market ko smjhna koi asaan kam nahi hai jub tak koi sikhanay wala nah ho forex main joh bhi ata hai usay kam az kam 5 say 6 mahinay lagtay hain agar koi sikhanay wala ho jou direct chezen bata day tou humein forex sekhany main bhot asani hogi oar asay hum forex aik mahinay main sekh saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

              g bhai jan ap nay blkul thk kahaa hy mere khyal mei hmei chahye kay kuchpairs par sbhaa atay he suport aur resistence lagaa denaa chahye market aksaar aisay hee harkat deti hy kay pehly breakout kartaa hy aur uc kay bd agay bdh jataa hy tou yeh hmei aik achaa munafaa dene mein madad dy skta hy yd rhy hmei money mangment kounahi bholnaa chahye
              • #8 Collapse

                Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

                har aik ka apna apna level tha koi bohot jald seekh jata hay or koi thora time leta hay , market ko samajhna itna aasaan nahin hay jitna yeh lafzon mn nazar aata hay , koi jitna bara maahir ho jaye ban jaye lekin at the end woh bhi mukammal exact trade nahin laga sakty or na he woh har dafa jo samjhen wahi hota hay. aap ic ko char kay zariye samajh sakty hen baaz dafa long term ki aap achi samajh sakty hen or short term bilkul bhi nahin kar saskty hen , so apna mind use kare you will be future expert ideal .
                • #9 Collapse

                  Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

                  Dear jis tarh ap ksi jaga pe new job start karty hain to ap ko un k setup un ka working method samjnay main time lgta ha esi trh forex main trading karny say pehly market ka anakysis karna bht zarori hota ha ar market ko samjna itna asan kam nahi ha because market ki movement pal pal main badalti rhti ha yahn tak kai seniors bhi trade karty hoay loss kar lety hain es ki bari reason yahi hoti ha unhon nay market ka analsis thk trh say nahi kar sakty hain halan k un k pass knowledge ar kafe experiance hota ha waqat k sath sath ap ko market ko analysis karny ka experiance to ho jata ha but koi bhi trader ye nahi keh sakta keh wo market ka 100% thek analysis kar sakta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

                    Dear beginners bhut waqt lety hain market ki movement ko smjhny mein. Lekin experts k liye bhi yeh bat zruri nahi k woh 100% sahi bta sakyn market ki movement ka.agar ap samajh rahy hain k forex me koi shortcut hga jis ko use kr k ap successful trader ban jayen gy to hoskta hai ap ghalt hon. Is me koi shortcut nahi hai. Ap ko time dena hga proper learn krna hga then apna knowledge apply kr k demo me practice krni hgi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

                      forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hamy market ke movement ko dahk kar kam karna chahey forex aik international business hain hamy bohat zada experience hasial kar ky is mai enter hona chahey pher he hum acha bonus earn kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Market MoVeMent Ko kam Se kam Waqt main kesay Samjha Jaa Skta hai...

                        Forex trading business ki market itni aasan nhi hy k is market ko aik bar dekh lain aur is ki movement ko samjh Jayen is ki movement ko samjhne k liye mehnat karni parti hy mehnat kar k hum aik hi pair par practice kar k us ki movement ko samjh saktay han aur phr is traha market ki movement ko samjh saktay han

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X