Capital kiya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Capital kiya hai
    Assalam-o-alaikum Mera aap sab se yeh sawal hai ke yeh Capital kiya hota hai because mein is business main new member hoon agar aap sab apna experience share karein to hum newbies ko bohat help milegi Thank you...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    wo log esa sochty hain or forex trading main jiss ko ek acha experience or ek achi stertegy ho on logo ko forex trading main ek acha profit hotgha hain.log is liye esa sochty hain k unhe ziyada knowledge aur experience nahin hota Forex k liye proper knowledge buhat zarori hai.
    • #3 Collapse

      yar capital wo hai jo ap market main trade karne ke lie invesement kate ho us ko capital kehte hain us se hi hame profit hota hai
      • #4 Collapse

        forex main trading karany k liye apky pas jo amount available ho ap usy trading k liye use karty hain isy ap capital kahty hain jab tak ap is main capital say trading akrty hain apko chahye k ap is main apna capital ko apny trading volume say zyada rakheen or is maintrading k liye capital hi hota hay apky pas
        • #5 Collapse

          English mein sarmaye ko capital kehte hain. Agar aap kuch paise kisi business mein lagate hain to woh aap ka capital hai. Isi tara forex mein jo paise aap ke account mein hote hain woh aap ka capital hai.
          • #6 Collapse

            is business main aap jo amount invest krte ho wo capital khlati ha aur jis se aap apni trading starrt kr skte ho startinmg main aap ko low capital use krna chaiye aur experience hasil krne chaiye
            • #7 Collapse

              dear forex main capital kahte hain account balance ko jo hum ne invest keya hota hai trade karne kai leya invesment hamare ko kahte hain capital.
              • #8 Collapse

                app k account main majood balance app ka capitel hai app us ko use kartey ho or app k pass jitna capitel ho ga app utna he earnkaro gy
                • #9 Collapse

                  capitial ka matlab pasa ha jo hum trading karney kay ley trading account may laghtay ha .her buiness ko karney kay hum phlay pasay laghty ha pharm kam hota ha as trha trding karney say phlay as ma bhe investment ki jate ha .
                  • #10 Collapse

                    capital aa ko wo total amount hota hai jis pe aap trading karte hain yaani aap ka balance aor balance ko madde nazar rkhte hue hi lot size use karna chaye
                    • #11 Collapse

                      dear main bhi new hon forum main bhi or dear trading main bhi dear main jahan tak janta hon or jahan tak suna hai keh forex main jo hum tarde kertey hain or hamere pass balance hota hai us main jo raqam majood hoti hai us ko capital kehtey hain dear
                      • #12 Collapse

                        forex trading main ya other business main capital kahte hain invesment ko kai appne ketna money invest keya hai iss ko capital kahte hain so iss ka matlab easy hai
                        • #13 Collapse

                          dear capital wo hota jo hum investkrty mtlb jo hamara balance hota wohi capital hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai world ka koi shak ni es mein hmy mehnat krni chahiyeh zaida sy zaida
                          • #14 Collapse

                            dear brother capital usey khaa jata ha jo amount ko busieness mian saraf keya jay osy capital kheaty hin busieness min raqum ko invesment ka ky kaam karny ko capital khaty hin start work min capital use karny chein taky acha bonuse bhi ccha mily .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex main hamain trading akrnay k liay kafi achay and ziadah balance ki aroorat hoty hain.phir ham is main say ziadah eaning kar sakain gain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X