Forex business me ye 2 tools boht ziada discuss hoty hain. Lekin mery khyal se in k ziada faidy hain or nuksan b ho saktay hain.
Take profit set krne se hm kabhi kabhi small profit tk mehdod ho jaty hain or kabhi kabhi market hmara take profit hit kiye bina hi wapes revers ho jati hai. Aesi surat me Trade ko Manually close kr daina behtar rahta hai.
Stop loss tool sb se ziada nuksan daita hai. Akshar hm Correct entry lety hain mgr market fake movement krty hoey hmara stop loss hit kr k wapes hmary favor m any lgti hain.
Mera sawal ye hai k in tools k faidy kia hain or hmen manually trades close krni chahye ya nai?
Apna point of view discuss kijye.
Thanks in Advance.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим