What are the risks of Forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji ha bilkul forex aik risky business hay balke our stock markit jasa hi hay is me aap ka 100% profit nahi hota balke aap ka zayada ter nuqsan hi hota hay forex me 95% log apna loss kerte hay kyu ke forex me markit ka kuch pata nahi hota ke kab aap ke mukhalif jale jay our aap ka nuqsan ho jay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      itna bhi na daro forex risky business se allha ka nam ley kr karo kuch ni hota blke acha khasa profit hota hai. jahan mushkilat hoti hain wahan risk tu lena hota hai bs thori tawajo ki zarurt hai forex ko samjne k leye
      • #33 Collapse

        forex trading main koye be risk nahee hain . forex trading ek bohat he acha business hain . buss app ko forex trading main experience hona chayee agar app ko forex trading main knowledge or experience ho tu app is main bona risk k trading kar sakty ho or app ek acha profit earn kar sakty ho
         
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Articmyt789 پيغام ديکھيے
          Buying and selling foreign currency, also known as Forex, dangerous and potentially profitable investment practices. Stock Market Investing in Forex trading, but the gains similar to produce significant gains can not be guaranteed.
          Everything in forex trading is totally risk, whether you are investing with others, copy trades others, using robots or trading yourself. Trading in stock market or forex market, all of them have high risk of loses.
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Articmyt789 پيغام ديکھيے
            Buying and selling foreign currency, also known as Forex, dangerous and potentially profitable investment practices. Stock Market Investing in Forex trading, but the gains similar to produce significant gains can not be guaranteed.
            forex main gold trade bahut riskey hai.aur waesey bhi har trade ko sell ya buy par lagane se pehle market ka jaeza lena chahiye ta k pata chale k market ka rukh kis taraf hai.
            • #36 Collapse

              mare dost forex trading business aik risk business ha but agher ap ky pass experience ha tu ye risk bi kam hi ho jay gha mare dost is tare ap forex trading business easy success hasel kar sakhte ha ap ko chay ky forex ky motalik knowledge get kare mare dost.
              • #37 Collapse

                Their are many risk associating with forex trading. The biggest of them is that when the market dont move as you have expected, and if poorly managed and bad money management, you can loose all your money. Another risk is that when the market becomes extremely volatile and if you are a low investor, then you can be in trouble.
                • #38 Collapse

                  dear forex aik risky businesss ha ager ap is ka rules ko follow kar lo ga to risk ko kaam kiya ja sakta ha us ka liya ap ko small volume trading karna ho gi ager ap small olume open karo ga to ap ko lose kam ho ga ager bhara volume use karo ga to us main riusk zadha ho jata ha
                  • #39 Collapse

                    forex main to sirf ak he risk hota ha ky money gaie wo daio py lage hoti ho aur to koie faqur ni hoti bus us kie he faqur hoti ha jis kie sub sy zeyada hoti ha. wohi he daio py lage ky ham sub forex main qusmit ka intazar kar rahy thy
                    • #40 Collapse

                      Waise too forex trading risky market hai per agar high risk kee baat kee jayee too woo mere khayal mein high risk jaab aur increase hoo jata hia jaab market bohat volatile hoo jata hai aur uss time order bohat jaldi loss mein yaa profit per band hoo jata hai
                      • #41 Collapse

                        Forex market men sab se bara risk ye hota hai ki aap sab kch loose na karden or ye hota hai ki aap continuous loss na karte rahen or isme profit earning koi definite nahi hota according to me abki sab apne uper hai...
                        • #42 Collapse

                          bahi orex jis tarhan aap ko machine ki jasa aap ko kam k data hai isi tarhan loss bhi ho sakta hai is main aur mostly yah dekha gaya hai k profit kam hota hai aur loss ziada main samjhta hon yaha aap ko sab sa bara risl knowledge ka na hona aur demo par practice na karna aap k pass agar proper knowledge nahi hai tu aap ko buaht bara risk ka samna hai
                          • #43 Collapse

                            dear friend dekhen wese tu har business men risk hota hai lekin forex men kuch ziyada he risk hai jis ko ap bhola nahi skte aur hum jo bhi trade krte hen study aur singnals ko follow ker k future k hesab se kerte hen lekin 100% tu koe bhi sure nahi na k future men kia hoga
                            • #44 Collapse

                              Forex online business bht hi risky business hai hum jis me bhi trading kare wo hummare liye risky hota hai us se me hummay loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai agar hum trading me kuch sekh jain kuch knowledge hasel kare len phr risk khatm kuch kam ho sakta hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bhai wasay to har business mein risk zarur involve hota hai magar forex business mein baqi businesses kay muqablay mein kafi zayada risk involve hai kyun kay jita yeh highly profitable business hai utna hi yeh risky bhi hai,kuch risks yeh hain kay is mein lalach,emotions ko apnay qaboo meinna rakhan aur isko shortcut samjhna earning kay liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X