What are the risks of Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    ha g ham janty hai k forex main ham foreign currency ki buying or selling karty hai is lai yahan se ham koi income b boaht hoty hai or loss b ho sakta hai yahe to forex risk hai or jab tak ham yah risk nahe lain gy us time tak ham kuch earn nahe kar skty . per agr ham froex se regular income chahty hai to ham ko is risk factor ko kam karna ho ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      business main jaha profit hota hai waha loss ka risk bhi lena hi parta hai ye har business main hota hai lekin froex main is risk ko kam se kam kia jaa sakta hai aor is k liye ham ko forex ko theek se samajhna ho ga
      • #1578 Collapse

        Risk Y hota h k jab ap aik ceez k bare m conform koi idea nhi rakhte aur y sochein k shayad y aisa ho jaie y weisa phir bhi ap koi kam kare tu wo risk m a jata h qk wo apko nafa bhi dy sakta h aur nuqsan bhi aur hmein koshish karni chiye k hum kam se kam risk le qk is mein aik trade phassi hoti h aur hum kafi dair tak koi dosri trade nhi laga sakte
        • #1579 Collapse

          humain is main risk la kar kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho saky hard work kar kay practice kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho skay loss km ho
          • #1580 Collapse

            ji bilkul sahi kaha hy app ny lehaza huemin cahyein ky hum yahan zaida se zaida mehnat kartey rahey aur ek axhey trader ban jaye yahan par jabhi hum yahan kamiyab ho paye gy janab lehaza mehnat bht zaruri hy yahan par
             
            • #1581 Collapse

              Gee mery Bhai Forex market mai profit aur loss bhe hai. Likan ap ko es market mai analysis aur trend ky mutabiq kam kray gy tou ap ko es market mai kamyabi Basil ho gy. Aur ap ko es market mai zada say zada profit bhe Basil ho ga. Es tarah ap es market mai kamyabi bhe hasil kr sakty ho.
              • #1582 Collapse

                Bhai g forex trading ek riski busniss hy jis mai humin chahye hota hy k hum forex mai proper risk management ko use karain oer apni capital ko dakh ker trading mai risk liya karain
                • #1583 Collapse

                  Bhai g forex trading mai humin chahye hy k hum is mao risk apna capital ko dakh ker he karain kun ke ager zaida looss ho gya tu ye na ho k apka capital sara wash ho jae
                  • #1584 Collapse

                    bina analysis kra order place krna over greed krna patience k na hona or sahi entry na krna or bhot sa esa factor hain jis ki waja loss banti ha agr ap in cheezo ko dakh lain or in pr control kr lain taab ap ik postion pr trader krna k kabil ho ja hain gaa
                    • #1585 Collapse

                      ji bilul sahi kaha hy app ny yahan ka bilkul hi pata nhi hota ky kab kia ho jaye lehaza humein market ko samjhna kafi zaruri hy jabhi hum yahan par kuch kar paye gy kuch ban payue gy lehaza mehnat krtey rahey yahan par janab kamiyabi khud mil jaye gi phr yahan
                       
                      • #1586 Collapse

                        Mery bhai forex tading ma risk factor bht zeyqda hai is leqy apko proper planning aor learning leni hoti hai forex forum ma apko guidance milti hai dmo account ma practice kren poor knowldge aor experince bhi risk hai trading ma
                        Acha kaam achy daam
                        • #1587 Collapse

                          is main hum trade karty hain us waqt kamyab hoty hain jab hum is main profit earn karna hai to hamain is main learn kr k kam karna ho ga aur is main hamain risk utna lena ho ga jitna hum is main kamyab hon
                          • #1588 Collapse

                            is main hum trade karty hain is main hamain learn kar k hi kam karna ho g aur is main hamain risks to lena hi ho ga is ka begair to trade nai ho gi ta k hamain is main kamyabi mily aur hum earn karein
                            • #1589 Collapse

                              G hun jnab mere bahi forex tredibg buznees min bil kul humare lie risk hy forex treding buznees min jab tak hum logh risk nahin lyn gay tab tak hum logun ko eenig nahin ho gi is buznees min se
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                forex trading main tab risk he hota hay jab hum esko theak say learn kar kay run nahi karen gay to humay chahiey keh forex trading ko pehlay achi trha learn karen tbhi run karnay main faida hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X