New traders forex mein investment na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders forex mein investment na kerain
    Aksar dekha hai kay new members ko forex sae jaldi income lenay ka shauq hota hai aur iss kay lye woh bahut zayada shortcuts bhi laganay ki koshish kertay hain aur iss kaam mein invest bhi kertay hain jo kay loss ho jati hai mere khayal mein new members ko forex mein seekhnay takinvest nahin kerna chahyea jab seekh jayain tou phir invest kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders forex mein investment na kerain

    Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein pahele achi tarah study ker leni chahyea aur iss ko achi tarah seekh lain aur uss kay baad bhi bonus per kaam kerain aur jab hum iss kaam mein expert ho jayain tou tab iss mein invest kerain gay tou humari investment zaya honay kay chances minor hoon gay warna zayada profit hi ho ga
    • #3 Collapse

      Re: New traders forex mein investment na kerain

      Jee aap ki baat bilkul theek hai new traders ko sabse pehle to forex ke baare mein learning karne chahiye uske baad hi wo is mein kaam kare agar bina sikhe forex trading ko kiya jayega to isme boht ziyada loss ho ga aur kuch bhi hasil nahi hoga aur hum apni investment zaya kar denge..
      THKS
      • #4 Collapse

        Re: New traders forex mein investment na kerain

        New traders ko forex market main us waqat investment kerni chahiay jab forex demo trading account sy trade kerty huey acha forex trading experience hasil ho jaey ya phir agar pehly bonus per trade ker ky real account sy trading ka experience ker lia jaey kyun ky start main forex trading main loss hota hai jo investment per ho tou bahot bura effect hota hai
        • #5 Collapse

          Re: New traders forex mein investment na kerain

          Dear friend apki bat theak ha new trader ko shro mn invest ment naen krni chayay sirf bonus pa trade krni chayay keun k new trader k pass experience naen hota to loss k chance ziada hotay hn aur bonus pa agr loss ho bhi jay to poting krnay sa next month phir mil jay ga
          • #6 Collapse

            Re: New traders forex mein investment na kerain

            g han bilkul new traders k pass forex se related itna knowledge ni hota k wo real investment kr k trading kren new traders k liye yhe acha hai k wo posting kr k bonus earn kren aur phir usi bonus se trading start kren real investment sirf un traders k liye best hai jo forex k bare men bohat kuch janty han aur market ko analyze krny se ache tarha waqif hain.
            • #7 Collapse

              Re: New traders forex mein investment na kerain

              G Han bilkul theek kaha ap nee men is baat see agree krta Hun new traders ko market ki movement ka it a andaza Ni hota wo trading us knowledge aur experience k according krty Han Jo us time un k pas mojood hota hai un ko market k analysis ka bi kuch khas Ni pta hota jis ki wja see un ko loss hone k chances ziada hoty Han is liye new traders k liye best hai k wo posting kr k Jo bonus milta hai us see trading kren jab wo market ko samajhny lgen to phr real investment kren otherwise is ko avoid krna he un k liye better hai.
              • #8 Collapse

                Re: New traders forex mein investment na kerain

                forex mai investment karny ky liye hamara experience bohat acha hona chahey agar hum forex mai new hain to hamy km amount invest karne chahey taky agar hamy loss ho jy to zada nuqsan nahi ho ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: New traders forex mein investment na kerain

                  forex mai agar hum new hain to hamy ache amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum acha profit gain kar ky apne zarorto ko ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders forex mein investment na kerain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Aksar dekha hai kay new members ko forex sae jaldi income lenay ka shauq hota hai aur iss kay lye woh bahut zayada shortcuts bhi laganay ki koshish kertay hain aur iss kaam mein invest bhi kertay hain jo kay loss ho jati hai mere khayal mein new members ko forex mein seekhnay takinvest nahin kerna chahyea jab seekh jayain tou phir invest kerain
                    G ha ap ny tk bt ki ha ky Jo new member hoty ha oun ko both he zada dok hota ha ky wo is my ager km krna stat kr daty ha to pher profits be jaldi he mil jaey or ager wo is my kisi ky mashwara ly kr money investment krty ha or km stat kr daty ha to be koei bori bt ni ha wo km kr sakty ha khod ki investment jama krwa kr
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders forex mein investment na kerain

                      agar hum forex mai new hain to hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager eanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders forex mein investment na kerain

                        G han dear bahut achi bat share ki hai ap ne k new traders ko chahiye k woh forex main investment na karen kyon k is se in ka account wash ho sakta hai is liye pehle in ko chahiye k woh forex main apne experience our knowledge ko increase karen phir ja k ap investment kar sakte our acha profit hasil kar sakte han

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X