Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay
    Beshak aesy pairs jin main spread zyada hota hai un main movement bhi bahot zyada hoti hai lekin aesy pairs main ham small balance waly traders agar trade lagaty hain tou woh bahot unsecure hoti hai ky short time main hi account wash ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

    jee haan bhai jaan aisa bilkul hota hai kay kuch pairs par spread bhot ziyada hai aur is cheez ka fayda to brokar lete hain agar hamara balance low hai to hum bamushkal us pair ka spread hi clear kar payenge agar hamara loss barta gaya tu hamare account wash hone ke chances bahut ziyada hoon gay..
    THKS
    • #3 Collapse

      Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

      Forex market main trading ky liay aesa koi pair nehi hai jis main spread na ho jin pair main spread show nehi ho raha hota un main spread bahot zyada hota hai jis ko brokers ki taraf sy commission ka name dia gia hai so jab ap aesy pairs main sy kisi main bhi trade open kerty hain tou apki trade bary loss sy start leti hai halanky spread tou zero iota hai jesy Cl USDx pak waghera tamam main spread zero hota hai let n 30 pips commission hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

        Forex market main aisa koi bhi pair nhen hey jiska spread na ho. Spread ko broker movement key ratio se change bhi kerta rehta hey. Jin pair ka spread ziada hota hey unki movement bhi ziada hoti hey to aisy pairs per trade small lot se kerain keon keh inki tezi account bhi wash ker sekti hey.
        • #5 Collapse

          Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

          Dear aap ki baat bhi theek hai forex mein aisay pairs bhi hain jin per trade kerna mushkil issi wajah sae hai kay unn ka spread zayada hai lakin agar dekha jaye tou unn pairs mein market ki movement bhi zayada hoti hai jis ki wajah sae unn ka spread itna bara nahin rehta
          • #6 Collapse

            Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

            Forex mein aise pairs bhi hain jin ka spread nahut zayada hota hai jaisay USDZAR aur USDJPY aur silver issi tarah aur bhimbahut pairs hain lakin jin pairs mein spread zayadamhai unn mein mere khayal mein tou trading kerna bhi assan hai ur inn pairs mein hum profit bhi zayada ker saktay hai
            • #7 Collapse

              Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

              Ji ap ki baat kisi had tk sahi hy laikib forex forum mein jo situation hy woh is k baraks hy woh aisay k pairs mein agar spread ziada hay ya kam hy or pairs ki movement kam hay ya ziada hay is ka apna hisab kotab hay hum ny yeh daikhna hay k humary pas forex forum k baray knowledge kitna hay agar to humain apnay knowledge pr eitimad hy to spread or movement ko nai belkey hum ny us pair ki next future ki situation ko samajh kr trade lagana hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

                g han dear ap ny thek kha forexmein major pairs hein jin kay spread bohat he kam ha is liye new user ko un mein trading karna behtar ha kiyon kay agar trading open karty he zyada spread mein loss mein jaye to short term say ap acha profit nahi earn kar sakty hein is liye major pair jin mein spread bohat he kam ha jesy euro/usd jpy/usd gbp/usd ye is mein spread bohat he kam ha or aksar zyada tar har jga isi mein trading sab say zyada hoti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

                  kam experience ki waja say ham log apna account wash karwa sakty hen yeh trend ko ham samajhanay ki lagan karny ki hay, pehlay uc pair ka jis mn spread kam hay ham trade laga sakty hen uc mn bhi hamen loss bhota hay or jis ka spread kam hot hay woh bhi hamen loss day jata hay, or jin ka spread zayada ahy woh bhi hamen loss day jata hay karen tou aakhirf karen kya , ic liye seedha formula hay keh jiss mn aap ko spread zayada lagay ya hota hay uc mn trade nahin lagani ic baat tak aap say ittefaq karta hn , lekin aik baat hay un ka spread bhi utni jaldi hee cover hota hay jitna zayada hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

                    pricey aap ki baat bhi theek hai forex mein aisay pairs bhi hain jin in step with alternate karna mushkil issi wajah sae hai kay unn ka spread zyada hai lekin agar dekha jaye tou unn pairs mein marketplace ki motion bhi zayada hoti hai jis ki wajah sae unn ka spread itna bara nahi rehta
                    • #11 Collapse

                      Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

                      forex aik online business hain hum is mai pairs mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain is mai chaina new yok or usa jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik international business hain jin pairs mai risk zada hota hain hamy in mai hamy trading nahio karne chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

                        Jonsay pairs mei spread ho un mey agr trade nahe krty secure rehty ho ap islye koshish kro spread ziada ho pair ko ignore kro jonsey pair mey ap ko kam spread mlta ha osi mey achi trading krnay ki full koshish kro ap ki trading tabhe ache hogi ap secure rahty ho lalach na kro beshk achey analysis pe ap ko trade mti bhi ho na kro ziada spread walay pair pe.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

                          Bhai aap ne boht achi baat ki hai jin pairs mein spread boht ziada hota hai woh risky pairs hoty hein hamein un pairs mein trade bilkul nahi krni chahiye kionkeh hamary capital small hoty hein aur ziada spread waly pairs mein trade krny se account wash ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

                            agar hum forex mai new hain to hamy zada spread waly pairs mai trading nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain hum is mai investment kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hamy is mai weekly target bana kar fresh mind ho ky mahnet sy kam karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jin pairs main spread zyada hota hai un pairs main trade kerni hi nehi chahiay

                              forex mai jin pairs mai spread zada ho to hamy acha bonus milta hain hum is mai part time ya full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain forex aik world wide business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X