rading main technical analysis ya fundamental analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    rading main technical analysis ya fundamental analysis
    Forex trading mein do kisam ke analysis hote hain ek fundamental analysis aur doosray technical analysis in dono ki apni jaga both importance hay forex trading basically technical analysis kar ke hi ki ja sakti hai lekin isme fundamental analysis bhi both ehma kirdar karte hain technical analysis ke sath sath fundamental analysis ko bhi dekhna chahiye tab hi is mian kamyab hogi..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: rading main technical analysis ya fundamental analysis

    Gee haan bhai aap nay theek kaha hai forex mein technical analysis ko log bahut zayada aehmiat detay hain woh samajhtay hain kay technical analysis sae hi trade ko kamyab banaya ja sakta hai jab kay forex mein fundemental analysis kerna bhi bahut zaroori hain
    • #3 Collapse

      Re: rading main technical analysis ya fundamental analysis

      Forex trading mein kamyabi hasil kernay kay lye forex market kay analysis kerna bahut zaroori hai aur iss kay lye forex mein dou qisam kay analysis hotay hain jo kay aap nay bataye hain aur donoun analysis kerna bahut zaroori hain fundemental aur technical analysis ko seekhna bhi bahut zaroori hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: rading main technical analysis ya fundamental analysis

        Trade krney key lye ap ko techanical analysis aur fundamental analysis ki zaroorat hotey hai tab ap market mai trade kr sakty ho. Kyu k market mai analysis krney key bad trade open krney say market mai earning kr sakty ho. Ap market mai zada earning hasil krna hai tou phr ap ko market ko techanical aur fundamental analysis ki madad say trade krna hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X