Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai
    Mehnat ke bal per hi dunia main naye naye kam ho rahay hein bna mehnat se koi bhi kam asani se anjam nai pata khod ko kisi bhi cheez ke hasool ke ley thora bahat tough time dena parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

    Ji bht achi baat hy mehnat main hi azmat hy or mehmat ka phal aik din zaroor milta hy ager app ka account chota hy to is ko chota na samjhaain balkay apni mehnat or lagan se is ko barha lain or mehnat kertay jain aik din app ko apni mehnat ka phal zaroor mile ga
    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
    Please visit my trading journal from here
    • #3 Collapse

      Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

      Is dunya mein jitny bhi business hain chahy woh online hain ya off line ya dunya ka koi bhi kaam hy mehnat bahut zarori hy hum forex ko jitni ziada mehnat sy seekhain gay jitni ziada mehnat sy samjhain gy humain utna ziada faida hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

        G bilkul har kam struggle say hota hay ku hay struggle must b important for earing and success tu humay koi b kam karna ho tu phaly bhoat mahnat karni parti hay is lyia koi b kam ho start ka time wo hum say time mangta hay agar hum nay success lani hay kasi b kam may tu struggle karni chyia nahi tu humay kuch b hasil nahi ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

          Thl kaha ap ne brother kaam kaam hota ha aur forex tu aik world wide business ha kuch log es ko sahi ni samjhty but ye aisa business ha jo ap ko achi income de sakta ha but mehnat krny waly hi es sw faida uthaty haen.
          • #6 Collapse

            Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

            Hum Sab Jante Hain Koi Bhi business Yahan Par Chota business Nahi Hota Hai Har business Ki Koi Na Koi Vi Nahi Hoti Hai wahan se definitely hum sab log earning kar sakte hain Jitna Jyada Hum Log Yahan Par Apni Yaadon Ko increase Karenge Humara confidence smart investment beach yaha par uske sath ho jayegi isliye kamyabi Hasil karne ke liye Hame investment par sote Na Hoga Kam accha karna hoga
            • #7 Collapse

              Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

              ap na bilkul theek haya hay ka koie bhi kaam chata nai hota hay oar who kaam to bilkul bhi chota nai hota jis main hummay itni asani say faida ho jata hay oar jub hummaray pass time ho hum is ko time data hain
              • #8 Collapse

                Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

                Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k agar ais market mai ap ne kaam karna hai to ais mai ye hai k ap ko ais mai ye ni hona chaye k ais mai ap ne mehnat karni hai to ye kaam chota hai ya jaisy ap ais forum par kaam karty hai to ap ye kahe k ye chota kaam hai mai ni karta ais mai ap ne mehnat karni hai aor ais market mai se paisa kamana hai agar ap ais mai mehnat karo gay to ap ko ais mai faida ho ga kun k ais mai ap ne agar kaam chota samjh k na kia to ais mai kisi ka koi loss ni hai ais mai ap apna loss kar rahy hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

                  Kisi b kaam mai hard work k bghair kamyaabi mumkin nae hai hard work hi hamein life mai achi opportunities faraham krti hai forex mai b agar hard work nae karo gay to trading mai achi hope nae rakh saktay forex ki learning we le kar earning tak sab steps mai hard work k bghair forward move nae kar saktay
                  • #10 Collapse

                    Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

                    apne achi bat ki hai koi b kaam chota ara nahi hota ya hum sub ki soch hai ke wo kam nahi acha ya kam nahi acha sub kam apni jaga ache hote hai lakin usko kare ke liye apke pass planing honi chahiye ke kaise us ko ache tara kiya ja sake forex market me b apko plan ki zarort hai ya b bohat acha kam hai lakin is me apko mehnat ki zarort hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Koi bhi kam chota nai hota mehnat se hi sb kuch hasil kia ja skta hai

                      G Han bilkul aisa he hai koshish krni chaheye k kaam ko chota samajhne ki bjae us kaam men khud ko acha bnaya jae kyun ky aise he hum koi bra kaam krny k kabil ho skty Han aur yhe choty kaam humen kisi bare kaam k kabil bnaty Han aur wesy bi agar dekha jae to katra katra mil k darya bnata hai is tarha Zara Zara mil k sehra bnata hai is tarha hum bi choty choty kaam kr k ek na ek din koi bara kaam krny k kabil bn he jaen ge.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X