Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai
    Jee han kbi bhi ankhein bnd kar trading nai karni chaye halat ke mutabiq apni strategy ko change karny wale hi kamyabi hasil karte hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai

    Ap ki baat bilkul drost hay trading eik aisa business hay jis mein humain halaat k mutabiq chalna hota hy jis qisam ki market ki situation hoti hay us k mutabiq vhalna parrta hay agar hum market k opposite chalny ki koshish karain gay to humain lose hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai

      G bilkul ap nay bikul thek kha ha halat k mutabik ki gai trade hi faida deti ha halat k mtabik ka mtalab ye ha market k follow k matabik trade ki jay some time market allow nahi krti ha trade ki jay to ua time ki janay wali trade loss he deti ha ar jab market allow kary to tb ki jany wali trade hmesha ap ko profit he day ge aisy time pe ki jany wali trade say ziada earn kia ka sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai

        Jee bilkul humay halat ka mutabik humay treading karni chyia for example agar market ma level USD ka upp hay tu humay treading b USD ka karna he chyia agar hum kasi or ka kran ga tu humay loss b ho sakta hay is lyia humay chyia ka Market ko check kar lan agar market ka level acha hay or jis currency ka acha hay tu humay wo he treading karni chyia
        • #5 Collapse

          Re: Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai

          Yes apni theek Kaha Ke Hum Log Yahan Par conditions ke hisab se investment kar sakte hain jaise market ki condition ja rahi Hoti Hai Hame bhi use condition ki sabse market Mein investment kar ke yahan par uske sath stop loss laga dena chahiye Jitna Zyada Hum Log Yahan Par Accha wala take profit lagayenge Hamari Yaad Nahi Hamari planning aur Hamari investment yahan par itna Zyada strong Hogi
          • #6 Collapse

            Re: Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai

            theek kahan hay ap na ka ager news per nazer rakhi jaya or phir halat kay mutabiq trade ki jaya to is main profit k zeyada faida ho sakta hay or loss k chance kum ho jatay hain oar ya bhi theek hay k profit k liya stop lose bhi acha indicater hay
            • #7 Collapse

              Re: Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai

              Yes dear jab hum ne ais market mai kaam karna hota hai to hum ko aus k trend ka pata hona chaye k aus time market ka trend kai hai ya agar aus time koi news aa rahe ho to hum ko aus k hisab se trade karni chaye agar hum ais market mai trade karty hai to ais mai ye hai k hum agar ais mai koi trade dhond rahy hai to hum ko aus mai enter tab hona chyae jab hum ko pata ho k ais market ne ab kai moment karni hai aor aus k baad hum aus trade mai enter ho agar hum jald bazi kary gay to ais mai apna loss kary gay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Halat ke mutabiq ki jany wali trading faida deti hai

                G han ap ny sahi fermaya hai. Ap ki strategies asi honi chaye ky ap jab trade ker rzhein hain to ap ko pata hona chaye ky ap ka kiya trend chal raha hai. Ager to trend ap ky muwafiq chal raha hai to teek ager trend ap ky mukhalif ho giya hai to ap ko bhi apni strategy bhi change krni chaye. Waqt ky sath sath ap ko bhj apni trade ko bhi change kerna chaye. Waqt ky sath chalna bahut ziyada zaroori hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X