In Forex Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    In Forex Trading
    DEar memebrs hopfully ap log kheriat say hunga, dear mai aj apko batana chahta hu forex trading mai rehtay howay hame kese kam karna hai, hame kuch ziad amushkil rocket science nahi karni hai just hame patience rakhna hai k hum sabar say kam le kr trading kare, q k forex mai jo log los karaty hai uski khas waja ye hoti hai k un mai sabar nahi hota hai or greed ajati hai q k jab hum forex trading k bare mai perhtay hai usse earning karnay wale logo k bare mai jantay hai k un logo k net assets hi billions $ mai hai to hame khud ba khud lalach ati hai per mai apko ye batata chalo k jin logo ki worth billion mai hai unhonay kabhi lalch nahi ki bul k sabar say kam lia or loss ko bhi bardasht kara jbhi aj wo is muqam pay khare hai, so hame bhi chahye k ese logo ko folow kare, jinka experience raha hu related field mai, Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: In Forex Trading

    Forex market mei aap ney sahe kaha kay aik proper way he chahiye hota hay nothing hard aap ko just achi mehnat chahiye big importance hay patience ki patience sey aap ko kaam karna chahiye aap ko lazman achi success mil he jati hay achi earning achi mehnat sey hoti hay so yahan achay traders hain jo lalach nahi kartay planning sey chaltay hain wo patience kay qail hotay hain achi tarah market ko samajh kar kaam kar kay success letay hain
    • #3 Collapse

      Re: In Forex Trading

      G bilkul apki baat se main agree kerta hon. Forex trading main saber ager na kia jaey to phir loss hi hota hey. Trading main mustaqil mizaji bahut zarori hey. Market ki movement wave ki terhan hoti hey kisi waqt up to kisi waqt down to aisi sorat main ager trader main patience nhen hey to woh loss key der se trade close ker deta hey jiski wajhan se loss ka samna kerna perta hy usy.
      • #4 Collapse

        Re: In Forex Trading

        Forex trading mein ager ap kamyab hona chahty hai. To ko kuch kaam kerny hon ge. Sab se pehly to ye ky jaldbazi nahi kerni hai. Soch samajh ker trade lagani hai.
        Aur jab trade laga lein to saber se kaam lein. Aor Patiance se kaam laty howy kabhi bhi trade ko loss mein apny hath se close nahi kerni chaye.
        Last edited by ; 19-02-2019, 09:53 PM.
        • #5 Collapse

          Re: In Forex Trading

          G han ap ki bat theek hay k agar humain forex tradind main kamiabi hasil karni hay tou humain cahiay k hum proper kam karain lalach bilkul bhi nai karain aur pations k sath kam karain aur jab hum aesa karte hain tou tab hi hum acha profit hasil kar pate hain aur ache trader bhi ban pate hain is liay forex ma9n kamiab hone k liay in tamam baton ka khyal rakain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: In Forex Trading

            g han dear member ap ne jo bhi points batain hain wo sb k sb thkha her trader ko forex radng main ase hi rulles ko follow krna ho ga ,jis se un ki trading pe koi bura effect na aye ,hmesha ap ni knolwedge k obehtr krny ki ko shish krty rahy day by ddy knowledge increas hoti rhti h a,or ap ki trading pe acha effect ata ha

            اب آن لائن

            Working...
            X