Nature can never change?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nature can never change?
    Forex trading men bahut ziyada lalachi log bhi hen jin ka maqsad sirf paisa kamana hota hey aur kiun k lalach unn ki fitrat men shamil hota hey iss liay woh lalach ko chor nhi saktay aesay log achi learning aur experience hasil nhi kartay aur bagher mehnat k ziyada profit hasil karna chahtay hen iss liay ziyada profit k chakr men bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey aesay logon ko bar bar loss hota hey aur woh lalach ko nhi chortay kiun k nature can never change
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nature can never change?

    Aksar traders essi baat ka shikar hain kay ye nature unki change nahi hoti tabhi wo still whan kay wahan he kharray rehtay hain kamyab nahi hotay ye aik haqeeqat hay hamaesha learning nahi karain gay apni skills ko acha nahi karain gay jiski wajah sey nakami unko milti hay so hamesha achi learning karain pehley achay experience pe focus karna chahiye tabhi trading skills aap ko faida den gi
    • #3 Collapse

      Re: Nature can never change?

      Lalach insan ki fitrat mein hai jab woh kuch hasil krta hai tu mazeed hasil krny ki wish krta hai forex trading bhi aisa business hai jis mein traders kuch profit milny per ziada profit ka lalach krty hein jis se unko aksar loss ka samna krna prta hai aur aksar traders k account lalach ki waja se wash ho jaty hein,loss hony k baad apni ghalti ka ehsas krty hein lekin tb tk boht dair ho jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Nature can never change?

        Yes dear ke apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear me ye janta hon beshak sy lalch ek fitri aml hai agr ham is pe control karna chahen to control kar bhi sakty han baki yahan sab forex sy earn karny he ay han koi nhe chahta k us ka time waste ho earning k lye learning bhot zarori hai
        • #5 Collapse

          Re: Nature can never change?

          Dear dekhain lalach to her trader kerta hey bus khuch trader apny emotions ko control kerna janty hain aor woh is wajhan se kamyab ho jaty hain aor kuch just lalach kerna janty hain jiski wajhan se woh nakam rehyy hain. Lalach ager kerna bhi hey to phir ziada knowledge aor skill hasil kerny ka kerna chaey paisy kamany ka nhen kerna chaey.
          • #6 Collapse

            Re: Nature can never change?

            G bhai apki bat durust hai aksar log ese hi kartay hai q k ye unki personal habbit hoti hai ro us waqt tak nahi sudharty jb tak unhe thookar nahi lagti , thokar klaganay k bad yato wo log sudhar jatay hai ya to forex ko bura bhala keh kr chor dete hai basically ese log immature hote hai jo market mai new hote hai unhe yaha kam kanray ka bilkul idea nahi hota or b waqt k sath sath market ka idea hota hai tab unhe apni ghaltia samjh mai ati hai
            • #7 Collapse

              Re: Nature can never change?

              yes sir main ne bahot se log dekhy hain jo trading bhot greedy hain wo lalch main aa k bari ari trade lagain gy or on ko bara losssho ga jab un ko loss ho ga to or ziyada lalch man aa k trade karin gy wo tradin ko seekhny k liye nahe aty wo sirf paisaa kamany k liye aty hain experience or knowledge un k liye koi velue nhe rakhta wo lalach man aa k bhot loss kar jaty hain or last ma trading ko bura bhala keh k chore jaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Nature can never change?

                G bilkul hum nay apni daily rotinue ki life main bhi kch aisy logon say milna hota ha jin ki kuch adat nature k satg munslik hoti hain wo apni nature ko wo change nahi kar sakty hain aisy he forex main kuch traders bhot lalchi hoty hain ar lalichi traders aksar loss kar lety hain lekan us kay bawjod wo lalich karny say baz nahi aty hain because un k mind main ziada profit earn karny k plan hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Nature can never change?

                  Bro lazmi nhi k hr koi paisay kamanay k lye hi forex pr aye ...Ye bhi to hosakta hai na k koi experience gain karnay k lye aye is forum pr....kuch kuch hotay Hain jo atay hi isi kam k lye pr aap is sense ma na lein k wo lalchi Hain....aaj kl paisay sb ki need hai....Tabhi agay pechay hath paon marnay partay Hain kuch Hasil karnay k lye..
                  • #10 Collapse

                    Re: Nature can never change?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                    Forex trading men bahut ziyada lalachi log bhi hen jin ka maqsad sirf paisa kamana hota hey aur kiun k lalach unn ki fitrat men shamil hota hey iss liay woh lalach ko chor nhi saktay aesay log achi learning aur experience hasil nhi kartay aur bagher mehnat k ziyada profit hasil karna chahtay hen iss liay ziyada profit k chakr men bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey aesay logon ko bar bar loss hota hey aur woh lalach ko nhi chortay kiun k nature can never change
                    Yeh Baat aap ki pic hai kya nature change nahi ho sakti laganay Forex trading share profit gana banana balance nahi hai lekin Hum Ko Khatam kar sakte hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Nature can never change?

                      forex mai hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin bonus milty he kuch traders bonus milty he lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky liye over confidence mai apne galtiyo ko ignore kar ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Nature can never change?

                        yes ye bat aa[pki thek h k jo nature h wo kabi b badal n apati h as lye hamain as men agar lalach kerte hien tu hamain apni nature ko badlan ho ga aur hamain as mien as had kaam kerna ho ga k as mien jo b thora bhoot kamaee ho tu hamain us ko qabol kerna ho ga aur mien jab as mien bonus hasil karo ga tu ye zaror karo gaa.
                        • #13 Collapse

                          Re: Nature can never change?

                          forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Nature can never change?

                            forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey market move karte hain to hamy loss ya profit hota hain hamy apny experience ky mutabik is mai kam karny ka risk lena chahey hamy apny ander ky lalach or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nature can never change?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                              Forex trading men bahut ziyada lalachi log bhi hen jin ka maqsad sirf paisa kamana hota hey aur kiun k lalach unn ki fitrat men shamil hota hey iss liay woh lalach ko chor nhi saktay aesay log achi learning aur experience hasil nhi kartay aur bagher mehnat k ziyada profit hasil karna chahtay hen iss liay ziyada profit k chakr men bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey aesay logon ko bar bar loss hota hey aur woh lalach ko nhi chortay kiun k nature can never change
                              Dear friends forex main hi nhi hr jagha lalachi log hote hain jo kamyabi hasil nhi kr skte hain "imandari mhnat ki Kunji hai"ye business k leay zroori hai jo log hardwork hote hain same unki nature bhi kbhi change nhi hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X