Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?
    Brothers mera aap se ye sawal hai k aap k khayal main aik trader ko sab se ziada nuqsan kis chiz se hota hai? Kia iss ki waja over confidence hona hai ya knowledge ka na hona hai ya apny capital k mutabiq lot size na lagana hai ya nuqsan hony pay over trading kerna hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

    Forex trading men loss ki sub se bari waja lalach hey jo log ziyada profit k chakr men bagher learning aur experience k trading start kar letey hen unn ka maqsad sirf paisa kamana hota hey aur woh jaldi ameer honay ki koshish kartay hen aur bagher mehnat k ziyada profit hasil karna chahtay hen iss liay woh bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey iss liay jitna ziyada lalach karen gey utna ziyada loss ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

      Boss ham forex mien jab kaam kerty hien tu as mien hamain experience zaror hasil kerna hota h jab ham as mien expereince hasil ker lety hien tu ham market ko dakh ker achy sy trade ker sakty hien as lyee hamain forex mien bhoot zyada seekhna hota h aur hamain as mien seekh ker aik acha trader ban na hota h as lyee hamain as mien kaam kerna hota h.
      • #4 Collapse

        Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

        Je ha ye sub cheze jo apny btai hai inn subse ham nuqsa hota aur ager hamy iss se bachna hai to hamy inn chezo se bachna ho ga aur aik aur chez hai lalach jo inn sub chezo ke jarr hai ager han lalach ko control kar lete hai ham in sub chezo se buch sakty hai aur phir hamara profit hona shrow ho jaye ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

          Trading ke time par aap Agar market ko time nahi Pate hain to market yard Koi Yahan Par Aaj nahi karne ke liye working to generate karne ke liye proper time Nahi Degi isliye aapko chahiye ki Aap Yahan Par analysis system ko acha Kare Jitna aap kaha par analysis system achha Hoga Aapka kaam aapki management yahan par koi bhi acchi ho jayegi aur aap Yahan Par stable method ke saath kaam kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

            Bhot hi achi oar mufeed thread hai wese tou trading maing main nuqsan honay ki wajohat wohi hain jou ap sub nay oper btai hain par meray nazdeek sub say binyadi wajah jou nuqsaan ka bais banti hai woh yeah ke ap tukkay pay trading kar rahay hon jub apko market ke trends la andaza nahi hota oar ap k pas yaqeeni ilm na ho tou trade laganay say parheiz karen warna ap apna nuqsan kar bethen gay
            • #7 Collapse

              Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

              Bhai waja jo bhi ho hoti trader ki apni hi ghalti hoti ha.q k market aik follow mein chal rahi ha.trader ziada ter maar wahan kha jata ha jahan pe wo apny emotional ho jata ha control ni kr pata q k forex market ha hi aisi k bnda ni bach sakta.
              • #8 Collapse

                Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

                Brother mery hyal ma laluch karna our over confident ho k trade lagana ye dono aisi wajohat ha jis ki waja sa ma aksar loss kar jata hon so mery hyal ma ye dono wajohat hoty ha aksar loss ma jany k
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

                  Dear friends, forex trading main sab say zayada loss lack of knowledge ki waja say ata hay jab koi trader without knowledge trading karta hay to usay market ko analyse karna nai ata aur na hi woh market k trend ka pata laga sakta hay jis ki waja say market ki movement k opposite k trades open kar leta hay aur usay loss aa jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

                    Dear friend forex trading me work karna itna asan nahen h jitna hum smajhte h kiun k is me mehnat karna parti h lakin forex me nuqsan ki sub se bari waja knowledge ki kami h humari koshish hoti h k jald se jald profit hasil karen lakin aisa nahen karna chaye jis se nuqsan ho aur khas tor par jaldbazi se kam na len balkeh soch smajh kar kam karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

                      bhai jan forex trading krty waqt agrr hmaraa nuqsaan hotaa b hy tou uc ki wajah hm khud hei forex trading ky doraan hmei ic bt kaa khaas khyal rkhna vhahye kay hm relax hei aur ehsasat sy paray hei aur sb sy eham bypt yeh hy kay hm money mngment kou follow kr rhy hou forex aik bht achaa karoobar hy agr sahi sy kiyaa jayee tou ic sy zoadaa achaa karoobar koi nahi hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

                        Forex main loss ya nuqsan ki bahut sari wajuhat ho sakti hain Jaise trading karne se pahle market ka ashi Tarah Se analysis nahi karna jab tak aap market kay chart flow ka ashi trh say analyais nahi kariny gay tab tak ap ashi trading nahi kar sakty hain oe es k elwa agar aap ke paas knowledge or experience nahi hai aap ashitrading nahi kar sakte bht sary trader bgair market ko analysis kiay e trade karty hain ar loss kar lety hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Main Sab Se Ziada Nuqsan ki Waja?

                          forex main jab ham jald bazi sy or sirf pasy kamany ky lalch main is main apni galtio ko ignore kar ky si main kam karty hain to hamy loss ho jata hain hamy zada tense nahi hona chahey balky apni galtio ko avoid kar ky is main mehant or sabar sy kam karna chahey pher hi ham bohat zada nuqsan hony sy bach sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X