Kia Trade ka nuksan ki had muqarar ki ja sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Trade ka nuksan ki had muqarar ki ja sakti hay?
    Jab ham trading ker rahay hotay hain to jo ham apni trade laga chukay hotay hian us trade kay nuksan ki koe had bandi ki ja sakti hay kay ager is had tak qeemat gir jay to meri trade close ho jaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia Trade ka nuksan ki had muqarar ki ja sakti hay?

    jee bilkul hum apni trades ki loss ki had koek limit mein rakh sakte hain yeh hamare liye bahut hi easy hota hai hum jab bhi Koi trade open Kare to humne apni trade me stop loss score use use karna chah jab hum apni trades mein stop loss ko use karenge tab hum apni trade mein lost ki ek had mukarrar kar lete hain aur iss tarah se ham bahut hi achi trading kr pate hain
    • #3 Collapse

      Re: Kia Trade ka nuksan ki had muqarar ki ja sakti hay?

      Bhai Jaan iS Maqsad K LiyE HumEn chaaiYe k Jo Bhi Trade Lagaai Jaaey Us Main StOp Loss ka iSteMaal LaAzmi KiYa jaaEy Taakay agar Loss Ho Bhi Jaaey To Woh Hamray Andaazay k muTaabiq ho Or iS Se Loss ko ReCoVer KaRna Bhi Kaafi Easy HoTa Hai....huMeN ChaahiYe k Agar StOp Loss bhi LagaaaNaHai To achi TaRha MaRket AnaLysis k Baad Hii Lagaaya JaaEy...
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Kia Trade ka nuksan ki had muqarar ki ja sakti hay?

        Traders manual tareeqy se tools key help se loss factor ko determine kar skaty hey stop loss orders ka faida yahi hota hay key traders ko account me kesi had tak loss ho saky, esi tarha profit ki had be muqarar ki ja sakti hay, traders key ley stop loss tool ki facility us key loss ko control karny key ley de jati hay esy useful tools ko use kar key loss factor ko traders khud determine karny me kamyab ho sakty hey.

        اب آن لائن

        Working...
        X