Trade kay nuksan kay nuksan say kaisa bacha ja sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade kay nuksan kay nuksan say kaisa bacha ja sakta hay?
    Tamam tajurba kar aur puranay trader say mera yeah sawal hay kay trade kay nuksan say kaiasay bacha ja sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade kay nuksan kay nuksan say kaisa bacha ja sakta hay?

    aik bat tu paki hai ke kisi b trader ki kabi b har trade profit me nahi jati aisa koi b trader nahi hai jo ya kah sake ke meri koi b trade loss me nahi jati trades loss me jati hai lakin sath sath profit me b jati hai ab humne apni prfit kaise banani hai ya money management se hoga ke hum loss kam or profit zaida ho ya sub learn karna hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Trade kay nuksan kay nuksan say kaisa bacha ja sakta hay?

      Trading men aisa possible Ni hai k apki har trade profit men jae na he aisa hota hai k har trade sirf loss men jae lekin na to ziada profit hone par greedy hona chaheye na he ziada loss hone par hopeless hona chaheye hmesha unhe losses see seekh kr un ko recover krny ki koshish krni chaheye aisa kr k na sirf nuqsan ko Kam Kiya ja sakta hai balky is k sath sath apny nuqsan ko poora bi kiya ja sakta hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Trade kay nuksan kay nuksan say kaisa bacha ja sakta hay?

        Trading kay nuksan say bachanay kay liye zarori hay kay trader kay pas trading ka ilam ho aur ager us kay pas trading ka ilam ho ga to wo behter tarikay say apna risk manage ker sakay ga. aur jab risk manage ho jaye ga to trade ka loss control ho ker kam ho jaye ga. aur is say trading boht achi ho jaye gi aur trader ki trading main roz imporvement ho gi.

        اب آن لائن

        Working...
        X