kam loss ho bholna nahi chahea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kam loss ho bholna nahi chahea
    forex main jub bhe ap trade karty hain tu bohat dfa asa hota hai k ap ko loss ho jata hai ya phir ap ka account he wash hojata hai ap oss nuksan ko bhol jaty hain jiss galti ki wja say asa hota ha hamri galti ko bholny ki wa say wo loss hmain bar bar osi gati ki wjah say hota hai hmain ye control main rkhna chhea jub hbe loss ho oss loss say sekhna chahea k ham say gain wo mistake na rpeat ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kam loss ho bholna nahi chahea

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
    forex main jub bhe ap trade karty hain tu bohat dfa asa hota hai k ap ko loss ho jata hai ya phir ap ka account he wash hojata hai ap oss nuksan ko bhol jaty hain jiss galti ki wja say asa hota ha hamri galti ko bholny ki wa say wo loss hmain bar bar osi gati ki wjah say hota hai hmain ye control main rkhna chhea jub hbe loss ho oss loss say sekhna chahea k ham say gain wo mistake na rpeat ho
    Jab traders Godrej karte huye launch ho toh unke Ho apni mistakes ko bola nahi chahiye aur aap apni mistakes se Hamesha learn karna chahiye Kyunki Jab Woh apni mistakes 11 Karenge to acchi trading kar Sakenge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: kam loss ho bholna nahi chahea

      Dear frend hmary pass bouns kM ho ya zayda lKen zaruri ye hai k ap ko money managment bhot achy sy ati ho agar ap ki money managment achi go gi to ap kam bouns sy b bhoy achi earning kar sakty hai laken agar ap ki money managment theek nai hai to ap bhot zayada bouns ko b galt estimal sy west kar daty i.
      • #4 Collapse

        Re: kam loss ho bholna nahi chahea

        YoU Are RighT Dear...Loss Chaahay K Ho Ya Zyaada Loss Hi hoTa Hai...oR HuMeN Agar Kam loss Ho To HuMen BhooLna Nahi ChaahiYe K Kam Loss Hua Hai Koi Baat Nahi BaLke HumeN Us LoSs k PeeChay ReasoN DeKhNi ChaahiYe K Yeh LoSs Q HuaA Hai oR Us K Baad HuMeN AnaLySiS K Baad YeH MLoom KaRNa Chaaheay oR DoBaRa Ussi GhaLti Ko RePeat KaRnay Se BaChna ChaahiYe...
        • #5 Collapse

          Re: kam loss ho bholna nahi chahea

          yes dear ap nay bilkul thek kaha hai jub koi bhe new trader forex main ata hai to uski sab sy bdi galti yeh hoti hai kam loss ko wo kuch samjhta he nahi hai thora thora kar k aik sal k bad jub hisab karta hai tu bohut sara loss bna hota hai main nay isi tra say 5000 doller tak loss kia hai isleay apni choti say choti mistake ko ignor nahi karna chaheay galti ki koi bhei junjaish nahi chorni chaheay iss say ap ko aik din bry nuksan ka samna karna par sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: kam loss ho bholna nahi chahea

            Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai me samjhta hon k loss ko bhol jana chahye chahye chota ho ya bara mgr jis ghalti ki waja sy loss hoa hai us ghalti ko khabi bhi nhe bholan nhe agr ap us ghalti ko bhol jaen gy to ap bar bar loss karty raho gy lehaza loss ko yad rakhny sy bahter hai k ghalti ko yad rakhna chahye
            • #7 Collapse

              Re: kam loss ho bholna nahi chahea

              Je ha bilkul sahi kaha apny ager apko lose howa hai to aapko ussy bholna nahi chahye balky usse apni weakness ke par dekhna chahye aur ussy apko control karna ho ga tabhi aap iss me kamyaab hi sakty hai ku ke jitne apki achi learning ho ge aap.utna he zyada kamyaab raho ge aur profit earn karo ge
              • #8 Collapse

                Re: kam loss ho bholna nahi chahea

                G han forex mei it is possible K apko loss ho to ap nay es say disappointed nhi hai or forex ko yeh bhi samjhna K forex ap k liye difficult hai ya hum log forex kar he nhi saqtay to apko Apnay ap ko motivate Karna chahYe and us loss ko as a experience use Karty huway us loss ko Apnay experience mei Shumar karein and apni trades ko successful banaye.
                • #9 Collapse

                  Re: kam loss ho bholna nahi chahea

                  G aap nay bilkul drust kaha ke ke loss chahye chota ho bholna nahi chahye loss loss hota hai isay chota ya badha nahi samjhna chahye loss honay ka matlab hai apnay kahin ghlati ki hai ya tou ap market ki harkat ko smjhanay main nakam rahay hain yah apnay drust tajziya kiya bgher trade lagai ya koi bhiboar wajah hai jo loss ki sorat main samnay aya hai ap apny loss say sabq sekhen oar apni un ghltion ko kabhi na duhrayen yahi chez apko kamyab forexer bna dy g
                  • #10 Collapse

                    Re: kam loss ho bholna nahi chahea

                    Yes brother you are right jis tarah hum market analysis karty ha same usi tarah humain apni ghaltion ki bi analysis karny ki zroorat ha jab hum es ma kamyab ho gaue to samjo himain profit milna shoro ho jayega
                    • #11 Collapse

                      Re: kam loss ho bholna nahi chahea

                      g han agr apko forex trading mn kbhi loss hota oto ap ko is bat ko bholna nhi chayi balky is bat say seekhna chayi q k woh loss ap ko yad rekhna chayi or ho sakhy to again woh galti na kren q k humen apny galti say bht kch seekhny ka moka milta hai is say ap kamyab raho gay or zaida profit hho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: kam loss ho bholna nahi chahea

                        profit and loss donu kesi b business k elements hain is main se ksi ko b ignore nahi karna chahye bahoot se log sirf profit ko yad rakhty hain aur agr lose unko kum ho to us ko bhol jaty hain is tara wo ik mistake bar bar kar k big loss karty hain is liye unko chahye k apni mistakes ko point out karain aur us ko sahi karain again wohi mistakes na karain in se un k account secure nahi rehta.
                        • #13 Collapse

                          Re: kam loss ho bholna nahi chahea

                          Bhot sary new members trade karty hoay loss kar lety hain because un k pass knowledge ar experiance ki kami hoti ha unhon nay ashi trh say forex main learn nahi kia hota ha han kuch trader ka to account he wash ho jata ha loss ki waja sag to wo es loss ko bhool jaty hain ye bhi identify nahi karty hain keh kin mistakes ki waja say itna loss hoa ha ar next wo mistakes na krainy ta k ap ko dbra loss na ho
                          • #14 Collapse

                            Re: kam loss ho bholna nahi chahea

                            forex market me galti ho jati hai lakin hume apni galti ko nazar andaz nahi karna chahiye chahy loss kam ho ya zaida hume usko yad rakhna chahiye is liye ke humne wo galti ki hai is per hume big loss b ho sakta tha hme apni galtion se seekhna hoga tub hi hum aik ache trader ban sakte hai galti tu ho hi jati hai lakin galtio ko dubara na karna hi kamyabi hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kam loss ho bholna nahi chahea

                              Loss Kam ho ya ziada loss he hota hai us ko bholny ki bjae us loss ko samny rakh kr new trade lgani chaheye is see na sirf loss Kam kiya ja skta hai balky is k sath sath us loss ko recover krny men bi kafi sari help milti hai is liye loss ko kabi Ni bholna chaheye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X