learning ke bawajood loss hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning ke bawajood loss hona
    dear forum kush dost kehtu hn le learning ke bawajood un ko loss ho raha hy is ki kia reason hy to dear forum members is ki reason ye hy ke ap ki learning ki quality ashy ni ho ge ap ne learning ko proper way se ni kia ho ga jin traders ki learning ashy aur quality ki hotu hy un ko loss kum hi hota hy
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning ke bawajood loss hona

    bhai jan ager ap ko learning k bad bhe los horha hai tu ap ko learning k sath sath demo account bna kar practice karna bhe bohat zrori hai kyon k learning ap ki tub tak kamyab nahi bny gee jub tak ap khud ess mai practice nahi karin gay kyon k practce k bad he ap ko acha expereince milta hai es lea earning kar laina bari bat nahi hoti practice karna bhe zrori hota ha.
    • #3 Collapse

      Re: learning ke bawajood loss hona

      Learning key bad be traders ko loss ho sakta hay magar learning key bad loss factor me kesi had tak kami zaror ajati hay, learning es ley nahi ki jati key bilkul be market traders ko loss na de, loss successful traders ko be ho sakta hay magar learning key base par aur market ko understand karny ki waja se loss ko kam karna possible ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Re: learning ke bawajood loss hona

        Bhai Jaan LearniNg K BaawoJooD Loss HoNay K Kaafi ReasoNs HoTay haiN....is Main Agar Koi TensiOn Hai oR hum Ussi Main Hii TradiNg KaR RaHay Hain To Hamara DeHaan TradiNg ki Taraf Nahi HoGa Or Hum Trade ko achi TaRha anaLize KaR k Nahi LaGaa paaEn gY jiS Se Loss ki ExpeCtaion zyada hoTi Hai....iSkE iLaawa Market Py Dhyan na DeNay Se Bhi Kaafi BaRa Loss hoSakta Hai...
        • #5 Collapse

          Re: learning ke bawajood loss hona

          G dear yeh possible hai K ap sub kuch learning K bad bhi successful trade nhi kar patay bohat bar, eski wajah overconfidence bhi ho saqti hai apko lagta hai K ap ko kar rahay hain wohi good way hai and ap jis tarhan kam karein gay market bhi waisay he chalay gi per asa nhi hai apko market K mutabiq chalna parta hai na K marker ap k mutabiq chalay, to yeh lazmi hai K ap marker ko follow karein market analysis karein complete and news ko follow karein jis say apko loss na ho.
          • #6 Collapse

            Re: learning ke bawajood loss hona

            dear learning k bawjood ager ap ko losshorha hai tu ap ko khud main fault dhondna chheay kyon k ap khud koi na koi galti kar rahy hain ap ko jiss wjah say loss horha hai usy achi tra say ssmjhai aur aur usko thek karan jub tak p galti nahi rokain gay ap ko loss hona bhe band nahi ho ga is leay apni galtion say sekhna chheay.
            • #7 Collapse

              Re: learning ke bawajood loss hona

              Learning kay bawjood loss honay kay boht say element ho saktay hian jesay kay ager koe trader boht zayda learning kerta hay lakin wo apni learning ko demo account per test nahi kerta aur usi learning kay testing kay doran wo apnay ap ko is kabil nahi kerta kay apnay liye koe trading strategy banaye to us trader ko chahye kay learning mazeed keray aur us ko har lehaz day seekhay.
              • #8 Collapse

                Re: learning ke bawajood loss hona

                Learning k bawajod loss se murad ye nai k ap k pass ilm ni ho skta hai market me movement esi ho mera mean ye hai k koi news ki wja se b loss ho skta hai mahos na hom ap mehnat krty rahen waqt k sath sath apko faida hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: learning ke bawajood loss hona

                  G han loss to seniors ko bhi hota ha unhon nay k pass kafi experiance ar knowledge bhi hota ha unhon nay kafe learn bhi kia hota ha es ki kai wajohat ho sakti hain jaisy....
                  1.Market ki movement ka ashi trh analysis na karna
                  2.Over confidace
                  3.Trade main jald bazi
                  4.Stop loss na lagna
                  Brother ye wo sary factors hain jin ki bina par learnging k bawjod loss hota ha kuch senior traders market ko analysis kiay bgair he jald bazi main trade karty hain ar loss kar lety hain asal main wo bht over cofindant hoty hain ar yahi over confidance un ko lay dobta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: learning ke bawajood loss hona

                    agar hamara forex mai kam karny ka knowledge acha hain lakin hamy pher be loss ho raha hain to hum market ky kise rule ko ignore kar rahy hy jis ke waja sy hamy loss hota hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: learning ke bawajood loss hona

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                      dear forum kush dost kehtu hn le learning ke bawajood un ko loss ho raha hy is ki kia reason hy to dear forum members is ki reason ye hy ke ap ki learning ki quality ashy ni ho ge ap ne learning ko proper way se ni kia ho ga jin traders ki learning ashy aur quality ki hotu hy un ko loss kum hi hota hy
                      Lost sometimes Pe Disco Puri planning karne ke bawjud bhi ho jata hai isliye trailer ho jayenge K trading karte huye stop loss use kare Sajan ko bahut jyada lost Na Ho Aur Unka account bade log se Bachke
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X