Dear Members!
Forex Business me Stop loss aik important tool hai. Magr ye aik trhan se masla b bn jata hai. Kbhi kabhi aesa hota hai k ap Correct Entry le lety hain or stop loss b set kr daity hain. Market b apne trend k mutabik jany se pehly kuch pips against move krti hai. Jis se apka Stop loss hit ho jata hai phir market wapes apne trend k mutabik move krne lgti hai.
Ap sb se mera sawal hai k Stop loss sirf Hit hony k lye hi q hoty hain? Hm correct Entry b len to market stop loss hit kr k wapes aa jati hai. Kia hmen Stop loss place nai krna chahye.?
Apna Point of View share kijye.
Thanks in Advance.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим