Trading ka knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ka knowledge
    Kiya forex trading ko seekhny aur is ka knowledge hasil kernay ky liye koi books waghaira bhi market mein mil Jain gi. YouTube per to kafi sary lectures mojood hain. Un se hum kafi sari guide lines hasil ker sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ka knowledge

    Dear books waghera ka to pata nahe hai but internet pa different sites available hain jaha se ap trading k bary ma learn kar skty hain but sb se best platform pak forex forum hai jaha ap ko trading se related hr trha ki knowledge mil jati hain or seniors ki achi guidelines bhi hoti hain jinhy pick kr k hm bht achi trading kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading ka knowledge

      Forex trading ko join karnay se pahlay forex ka acha knowledge hasil karna bahut zaroori hey aur posting pe ziyada focus kartay hen aur seniors ki threads aur posts ko ziyada read Kiya karen unn se acha knowledge share hota hey aur trading men kamyabi k bahd bhi knowledge hasil kartay rahna chahiay kiun k knowledge jitna bhi ho thora hota hey aur knowledge is key of success in trading
      • #4 Collapse

        Re: Trading ka knowledge

        Forex trading aik bahut hi wahi aur knowledgefull business hai. Is ky liye market mein kafi aur bahut se experienced trader ki books mojood hain. Ager trading ko seekhny mein intrusted hain to ap ko market se bokks ly ker un ko study kerna chaye. Ta ky ap ko bhi trading ka knowledge hasil ho.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ka knowledge

          trading ka knowledge hona bohat zaroori hai ku k agar ap k pas trading ka knowledge nahi ho ga to ap ko earning nahi ho sake gi or ap ko loss bhi bohat zayda ho ga lehaza ap ko chahiye k ap ko trading start karne se pehle forex trading ka knowledge or experience hasil karna chahiye ku k ap ko achi earning ho sake or ap ko loss bhi na huwa kare or ap ke ache trader bhi ban sake.
          • #6 Collapse

            Re: Trading ka knowledge

            Ji forex ki knowledge gain krny ky liye ap ko bht sy tariqy muyasir hain. Ap iska knowlege hasil krny k liye books bhi khareed skty hain jo k easily avaialable hskti hain. Lekin wo bht mehngi hain. Is k ilawa agar ap k qareb koi professional trader hai to wo apki mdad kr skta hai or course ka wo 20-25 thousand tk lety hain. Is k ilawa youtube pr bhi professioanal traders newbies ko guidance dety hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading ka knowledge

              اصل پيغام ارسال کردہ از: AzkaaKainaat پيغام ديکھيے
              Kiya forex trading ko seekhny aur is ka knowledge hasil kernay ky liye koi books waghaira bhi market mein mil Jain gi. YouTube per to kafi sary lectures mojood hain. Un se hum kafi sari guide lines hasil ker sakty hain.
              successful trading karne ke liye traders ke paas trading Karnali Hona bahut jyada zaroori hai agar traders ke paas tradingqna knowledge nahi hai to Forex trading make Abhijeet Nakul trading
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Trading ka knowledge

                Trading ka knowledge gain krna mushkil Ni hai us k liye hum Google se search kr k bohat sari help ly skty Han is k ilawa YouTube py videos dekh kr hum learn kr skty Han is k sath sath hum apny seniors see bi kafi sari guidance gain kr k apni learning ko strong bna skty Han.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ka knowledge

                  g haan bhi jaan ham ko as main kam karne kee liy as main hamre pass knowlege ka hona bohat hi zrory hai as main ham ko chahy hai kee ha m as main trade karte wakat ham ko as main market ko ache se dekh kar hi as main trading karny chahiy hai tu hi ham as main profit hasil kar sake gee
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ka knowledge

                    G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex me trading ko karny sy pehly isko seekhna boht zarori hota hai is me zayda sy zayda knowledge ka hona boht zarori hota ........agr humry pas knowledge ho ga toh he hum forex me trading kary gay or acha profit hasil kar sakhy gay.......ap you tube yaa Google sy b imformation ly sakty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ka knowledge

                      forex trading ka knowledge hasial karny ky liye hamy demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning achae ho jate hain forex aik online business hain hum online course be kar sakty hain hum apny seniors ke tips ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain forex aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ka knowledge

                        Hamain trading ka knowledge hona chahye ye nabho ka hamain loss ho phr ham us ko esay hi trade laga dain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ka knowledge

                          Fx market sb Zida important hai k Hmy ic knowlegde Aur experience hona chye Jitna humra experience Ho utha he achi thr forex ko Smj skta hai ic k ly Hmy trading K knowledge hona Aur google is best teacher for trading
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ka knowledge

                            forex mai kam karny ka knowledge hasial karna hain to hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai pury pakistan mai legal or famous ban cuka hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ka knowledge

                              As-Salaam-Alaikum dear friend Forex trading karne se pahle zaroori hai hi Kiska knowledge sikhna chahiye knowledge hoga to ham trading ka kaam kar sakte hain knowledge ke bagair Hum Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte Is Tarah Humne bahut zyada loss ho jata hai isliye trading karne se pahle iska knowledge increase karna bahut zaruri hai hi aap iska Kisi senior mumberse bhi Sikh sakte hain yeah ki book internet YouTube Aur Google se Har Jagah sa knowledge maujood hai aap Jahan se marzi nikalta hai sakte hain Is Tarah information mein izafa hoga aur Achha profit Haasil hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X