Forex market k sath kbi zid na kren?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market k sath kbi zid na kren?
    Dear members forex trading aik bahut he risky aor tough busniss honey k sath sath bahit profit able bhe hai aor ap as ko achi trah learn kr k aor knowldge exprince aor trading skill hasil kr k acha profit earn kr sukty hain lakin forex market k sath kbi bhr zid lr k trde nakren k abhe wapis ay ge ya abhe trend chnge hoga asa bilkul ni hota balky forex markwt mn kamyabi sirf aor sorf knowledge exprince trading skill aor market analysis sy hasil hoti hai apr tukky ya zid sy trde krny waly ttrde forex mn kamyab ni ho sukty as liay kbi hhe forex markwt k sath zid nakren as sy ap ko he loss ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

    G Dear apne sahi kaha hai aksr newbie trador yehi sochte hain k unho ne jo trade enter ki hai ab market b udhar he jaigi lakin market unke trade k against he jati hai aur hote hote unka account wash ho jata hai lakin aesa nahi karna chahiye mehnat karen learn karen zid mat karen market se loss se learn karen na k account wash karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

      market ke sath hum kabhi bhi zid nahi kar sakte hain Kyo kii ye ek world wide business hai aur isme bahut bade bade trader hai aur uske ilawa bahut se bank we trade open karte Hain forex mein samaj mein nahi hoti hai isliye hamare account bahut sawal hote Hain soham is market ke sath zid nahi kar paate hain aur hum jaldi lose ho jate Hain so Hume market ke sath zid nahi karni chahiye aur hame always market ke trend ke saath apni trades ko run karna chahiye tha ke hum kamyab trading kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

        fore bahot tight or profitable business hai ye sirf experience or knowledge mangta hai us se hat k ap trading karin gy to ap lost karin gy is man saber se kaam lein or agar lost ho jaye to bilkol zidd na again k abi lost porra karna hai bal ky wait kari or slowly slowly trade karin market movement ka wait karin k markekdr jati hai sakoon se aam karin taa k ap ko jaldy experience or knowledge ho
        • #5 Collapse

          Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

          G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka hum forex trading me zid nahi kar sakty or na he humy forex me zid karni chahiya........forex trading ek aisa business hai jis me hum zid bilkul nahi kar sakty forex trading me mehnat sy kam karna chahiya
          • #6 Collapse

            Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

            Dear ye boht ahm bat hai ky kabi b markeet ky sath zid na krain ku ky markeet apna trand bna kar chalti hai likn kabi kbar thora up down jati hai likn us ky bad b apny trend ke tarf he jay ge
            likn es liy kabi b market ky sath zid na krain ky te apn trend chang kary ager app aik achy trader hain our markeet analyises kar ky trade karty hain to app kabi b ye galti nhi krain gy
            mery khyal mai ye zaid wali galti wohi karty hain jo achy sy markeet analyises nhi kar paty our galti karty hai jis sy phir nuqsan uthana parta hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

              jee haan dear aap nay bilkul theek kaha hia pehla step to proper learning ky saath trade hai aor phir us ky baad hameesha trend ko follow karna chahyee nah ky ais intizaar main beethna chahyee ky market wapis aye ge aor hum profit laien gai ais liye stop loss ko set kr ka trade karni chahyee
              • #8 Collapse

                Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

                g han dost ap ki bat thek hai hume forex market k sath khabi be zuid nai krni chaiye is main hume market k mutabiq kam krna chaiye phaly is main hume analysis ko fallow krna chaiye jo analysis bta rhy ho os k opposite kam khabi na krein trading main risk kam lein big lots size ka use khabi na kren
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

                  Forex market ma zid nai karni chaye agar ap zid karin gay too ap ko bohat zayda loss ho sakta hai so ap market ki situation ko samjana chahye ar prediction karni chaye ar pir trade karni chaye too ap ko profit honay k chances bohat zayada hoo jaty hyn
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

                    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota or hamy is ky sat zid nahi lagane chahey hamy acha knowledge hasial kar ky kam karna chahey yai aik online business hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

                      forex mai hamy apne he mistakes ke waha sy loss hota hain lakin is mai market ka balm nahi hota is liye hamy is ky sat zid nahi lagane chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai chaina new yok or usa jasy bary bary mumalik involve hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

                        forex market ky sat ha my kabe be zid nahi karne chahey hamy apne learning ko best bana kar kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market k sath kbi zid na kren?

                          Forex market kay sath kabi bhi zid na karen. matlab forex market main kabhi bhi trend kay khilaf na jaen. aur ager ghlati say trend kay khilaf trade lag jaye to kisi munasib jaga per trade say exit ho jaen aur apni ghalti ko accept karen. aur doabara new trade say enter hon. que kay jo professional trader hotay hian wo market main apni ghalti tasleem kertay hain. aur market say zid nahi kertay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X