Uneducated people aur forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Uneducated people aur forex trading?
    Wesay tu forex trading men her category k log kam kar rahey hen iss men educated bhi hen aur uneducated log bhi hen jahan tak mera khayal hey forex trading education ki koi khas value nhi hey iss men kam education k log bhi achi earning hasil kar rahey hen lekin agar achi education ho tu dusararon se achi earning hasil kar saktay hen aur learning aur experience bhi jaldi hasil kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Uneducated people aur forex trading?

    dear bro forex trading profession ki ye khoby hy ke is ko uneducated log bh ker sakty hn just un ko android mobie how know ka pta hona chay phir wo yahan se earning ker sakty hn ,aur aisy kai uneducated log forex trading se ashy khasy earning bh ker rahy hn lkn ager education ho to ye aik plus point hy kein education se wo apny trading skills ko behtar bna sakta hy
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Uneducated people aur forex trading?

      Forex trading mein her tarah k log kaam kr rhy hein jo log forex trading mein uneducated hein woh is business mein aksar loss ko face krty hein kionkeh un mien knowledge nahi hota aur wo aksar mistakes krty hein aur achi tarah handle nahi kr sakty jb k educated ko asani hoti hai wo rules ko follow bhi krty hein aur jldi experience hasil kr k achi earning krty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Uneducated people aur forex trading?

        Forex trading mei educated aur uneducated dono he log kaam kar rahay hain magar as koi problem nahi hay kay uneducated people kaam nahi kar saktay kyun kay yahan wohi kamyab hay jo achi mehnat kar leta hay so achi practice achi awareness chahiye jo trading skills rakhta hay acha kaam karna janta hay wo forex pe achi tarah kaam karay ga uski qualification ka matter nahi hay
        • #5 Collapse

          Re: Uneducated people aur forex trading?

          dear ap ki bat bilkol sahi hai forex man jo un educated peoples hain wo educated peoples ki nisbat kam kamaty hain or mere khiyal se agar un educat log forex o acha time den to wo knowledge or experience gain kar sakty hain or educated peoples se ziyada kamaa sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Uneducated people aur forex trading?

            Forex mai jitna faida educated logon ko hota hai itna uneducated logon ko nae hota is ki dab se bari waja knowledge hai kuen k knowledge us a great power for winning knowledge k sath ap forex mai achi earning kar saktay hain and uneducated logon k lye forex ki learning mai bahot ziada problems aatay hain aor bghair learning k forex mai earning nar ki ja sakti
            • #7 Collapse

              Re: Uneducated people aur forex trading?

              Forex business mei asa he hay koi highly aap ko requirement nahi hay kay aap ko proper bohat barri koi education chahiye aap apni marzi sey kaam kar saktay hain magar forex kay course bhi paiy jatay hain VSA trading course advance trading course agar koi ye course karna chahay wo kar sakta hay then wo bohat he acha earn kar sakta hay
              • #8 Collapse

                Re: Uneducated people aur forex trading?

                Best trading ke liye kabhi bhi bahut highly education Surat nahi hoti aapko just achi knowledge ki jarurat Hoti Hai Jiska sarir aap acchi trading kar sake if you have good knowledge you can good survive in the forex market Hamesha achi Koshish Karna chahiye Aage nikalne ki zaroori nahi hai kya aapke paas bahut highly qualification Hogi tabhi aap acchi trading kar Sakenge so this is not important that how much degrees you have it is matter only that ke aap ke pass Kitna Jyada Forex knowledge hai
                • #9 Collapse

                  Re: Uneducated people aur forex trading?

                  basically ye trade parhe likhe aue unparh se coonnect nhi hai ye ye koi bhi easily use krskta hai isko na hi ye koi b.com ki certificate mangraha ha aur na hi proper timing ye sabky liye faiday ki jaga hai har koi use krskta hai isko
                  • #10 Collapse

                    Re: Uneducated people aur forex trading?

                    Forex trading aik international business hai. Mery khayal mein to forex trading mein ziyada education se ziyada ap ki skills kaam kerti hain.
                    Ager ap ka skill level acha hai to ap achy aur phery likhy logoon ko bi pechy chor jain gy. Forex trading ap ki education many nahi rakhti balky ap ka experience many rakhta hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Uneducated people aur forex trading?

                      Dear mery khayal mein to uneducated ya lesseducated people ko ager forex join kerwaya Jaye to un ko forum per kafi masail a sakty hain. Q ky Pakistan forex forum per bhi un ko posts kerny mein masla aye ga. Aur trading mein bhi kafi masail ain gy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X