forex trading ko light na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ko light na lain
    dear forum members forex trading aik complicated aur risky buisness hy ye jis tara dekhny main easy lagta hy reality main aisa ni hy ,forex trading aik technical type business hy is ko learn kerna bh koi easy ni ager ap forex trading ko seekhna chahty hn to pehly apna mind bnain aur interest se work kren
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading ko light na lain

    G Dear apne sahi kaha aksar log ye scohte hain k wo forex join kar k bs ek do din main he apna account double kar lenge aesa mumkin nahi hai forex main apne emotions aur greed ko control main rakhna parta hai is k alawa learing karni parti hai bahut knowledge gain karna parta hai us k bad he kamyabi milti hai gredy man kbi kamyab nai ho skata forex main
    • #3 Collapse

      Re: forex trading ko light na lain

      Yes ye aik haqeeqat hay aap ko forex business light na len aksar members asa he kartay hain forex ko dekhtay hain samjhtay hay bohat asan hay achay sey profit kar len gay asani sey jab kay asa reality mei nahi hota forex aik techniques sey karnay wala business hay bagair hardworking trading ko aap samajh he nahi saktay way of working kay liye important hay aap best trading ko time den
      • #4 Collapse

        Re: forex trading ko light na lain

        Sab sey pehle zaroori hota hay kay learning pe plan karain interest kay saath sekhen forex ko kisi bhi condition aap ko light nahi lena chahiye aksar traders ka ye mind concept wrong he hota hay wo deep interest nahi letay learning pe unka bilkul bhi focus nahi hota hay jis ki wajah sey wo loss kartay hain so agar aap light na len forex ko achi tarah samjhain ap fail nahi ho saktay
        • #5 Collapse

          Re: forex trading ko light na lain

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear beshak ye bat sab he janty han k forex trading business ek risky business hai hamen is ko itna easy nhe lena chahye is me bhot mahnat karny ki zarort hoti hai agr ham is ko light len gy to is ko khbi earn nhe kar saken gy
          • #6 Collapse

            Re: forex trading ko light na lain

            bhai mai apki bat say ittifaq karta hu deikhnay mai to forex trading gher mai beth kar pese kamay ki machine hai jb k haqeeqat mai ye gher mai beth kar bhi lohe k chane chabanay k barabar hai, is mai hum log zarori nahi hai k 10 lakh hoto 10 lakh hi invest karaty nhai bul k money management k role k tehet 20 say 40% isse sziada inevst karnay ka mtlb hai k ek choti c ghalti apko doba degi to oney mangement k tehat hum quation trakhtay hai or ye sub cheezay deikhtay hai, ye sirf deikhany mai easy hai baqi jo kam akrty hai unhe pata hota hai unka apna haal
            • #7 Collapse

              Re: forex trading ko light na lain

              G bilkul aisa hi ha forex trading asaan ha hi ni kafi complecated business ha.currency trading koi asan kam.ni hota jitna hm smjh laity haen ye 2 currencies ki fighting hoti ha aur es fight me hmry decision hoty haen jo hamaen kamyab ya nakam banaty haen
              • #8 Collapse

                Re: forex trading ko light na lain

                hamy forex ko liht nahi lena chahey hamy acha knowledge or experience haisal kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading ko light na lain

                  boht sa log forex trading ko ik boht hi easy bsuiness samajhta ha aur wo lpog is ma bgr learning ka aur knowledge aur experience ka is ma enter ho jata ha aur tension free ho kar trading shuru klar data ha aur is ki waja sa un logo ko sirf aur sirf loss hi hota jata ha aur zada loss ki waja sa un logo ka account wash ho jata ha is liya hamay forex ko light nai lanya chayai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading ko light na lain

                    theek baat ha forex trading asaan ha hi ni kafi complecated business ha.currency trading koi asan kam.ni hota jitna hm smjh laity haen ye 2 currencies ki fighting hoti ha aur es fight me hmry decision hoty haen jo hamaen kamyab ya nakam banaty haen
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading ko light na lain

                      hamy forex ko light nahi lena chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading ko light na lain

                        forex trading ko light lena bewaqofe hain hamy is mai serios ho ky kam karna chahey forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading ko light na lain

                          Dear forex trade may kamyabi hasil karny aur trade may expert hony k liay buhat time lgana parta hay q k is business may koi shortcut way nahe hay aur na he cheating kar sakty han is may kamyabi hasil karny k liay mehnat karna parti hay aur jitni zyada mehnat krian gay utna jald aap aik successful trader ban kar profit hasil kar sakty han..
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading ko light na lain

                            G forex trading business is traha ka business hy js ko hum learning k baghair nhi kar saktay kiok forex trading business aik worldwide online business hy js ki learning knewledge aur experience hasil karna bhi mushkil hy is liye forex trading business mein agr hum mehnat aur hardwork se kaam karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading ko light na lain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                              dear forum members forex trading aik complicated aur risky buisness hy ye jis tara dekhny main easy lagta hy reality main aisa ni hy ,forex trading aik technical type business hy is ko learn kerna bh koi easy ni ager ap forex trading ko seekhna chahty hn to pehly apna mind bnain aur interest se work kren
                              Yeh Baat aap ki bilkul theek hai address home Forex ko like nahi dena Chahiye ya Ek bahut difficult aur uski visheshta Forex trading Main Agar Ek small mistake bhi kar gaye tour operators account watch ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X