Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?
    Forex trading men jab hamen ziyada profit hasil hota hey tu bahut ziyada khush hotay hen aur khud ko kamyab trader samjhtay hen lekin jab thora profit hasil hota hey tu phir preshan ho jatay hen hen aur khud ko bhi bura bhala kehtay hen iss liay her dafa forex trading men ziyada profit nhi milta jab kam hey tu apnay dil ko agree karen yeh aik business hey iss ups and downs aatay rahtay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

    G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me zayda ya kum profit milta he rahata hai.....jab humy zayda profit milta hai toh hum boht happy ho jaty hai agr thora profit mily hum boht upset hoty hai or boht zayda tantion laty hai balky aisa nahi karna chahiya agr thora profit mily toh apna dill ko agree karna chahiya or khud ko samjna chahiya
    • #3 Collapse

      Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

      Bilkul jb trading mein hamein acha profit milta hai tu hamein boht khushi hoti hai lekin kabhi kabhi trading mein thora profit bhi milta hai jo loss hony se boht behtr hota hai is liye preshan hony k bajaye hamein ALLAH ka shukr ada krna chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

        Ap nay theek kaha profit k maamlay mai greedy nae hona chaye agar apko thora profit b ho RHA hai to ap is p qaeil rahein kuen k bahot se aisay log b hain jin ko loss k elwa kuch b nae milta koshish karein k jitna ziada ho sakay forex trading ki practice karein jis se ap
        Achay profit ki %age ko barha saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

          Asay bohat sey traders hain khas kar beginners ka masla hay small profit pe khush nahi hotay hain profit lalach mei zyada kartay hain jab essi chakar mei zyada ka loss hojay khud ko bura kahain gay negative bhi hojayen gay tou profit kay liye tou aap ko hamesha achi learning achi efforts chahiye hoti hay bagair best learning kay aap kabhi bhi achi trading nahi kar saktay small profit pe khud ko satisfy karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

            Ap ki bt bilkul thk ha janab forex mein kbhi bhi constant profit ni hota kbhi kem aur kbhi hamari tawaqo se bhi ziada ho jata ha es lye ye ni sochna chaye k aj mjhy kem profit hwa ha us din ka wait krean jb ap ko acha profit mil jaye ga ap ki sari kasraen poori kr de ga
            • #7 Collapse

              Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

              Trading mei aap ko har dafa zyada profit nahi hota esliye hamesha mind set rakhain kay hamesha barra profit nahi ho sakta jab aap har time barra profit mind banaiye gay small profit uskay bad lalach pe jab loss hoga aap khud ko market ko bura kaho gay better hota hay hamesha plan banao kay small profit sey ap ko apni trading mei agay nikalna hay ye surety hay aap grow karo gay.
              • #8 Collapse

                Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

                Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai me ye samjhta hon kah kuch na hony sy behter hai kuch hona beshak thora he q na ho agr 2,4 din ham kam profit earn kar rhy han to usi pe he shukar ghuzar rahna chahye na zeyada ki lalch me loss kar den or jo earn kia hai wo bhi waste kar den
                • #9 Collapse

                  Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

                  Hamy hamesha low profit ka he target rakhna chye .tb he hum slow slow success hasil kar sakty .ager hamra target profit zada ho ga .loss ka chance be zada kyu ka hum trend ko analysis ko follow kiay begair trade karay .forex mein hamesha acha time dakh kr market mein enter hona chye
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

                    forex mai agar hamy kam karty howe km profit mily to hamy zada thence nahi hona chahey q ky hamy apny experience or kam ky mutabik profit milta hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

                      forex mai hamy agar hamy km profit mily to hamy isy accept karna chahey hum forex mai trading karty hain hum is mai investment karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai job less mans or house wife's or students ky liye bohata che job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                        Forex trading men jab hamen ziyada profit hasil hota hey tu bahut ziyada khush hotay hen aur khud ko kamyab trader samjhtay hen lekin jab thora profit hasil hota hey tu phir preshan ho jatay hen hen aur khud ko bhi bura bhala kehtay hen iss liay her dafa forex trading men ziyada profit nhi milta jab kam hey tu apnay dil ko agree karen yeh aik business hey iss ups and downs aatay rahtay hen
                        Kabhi Kabhi Nahin bol ke Hamein jyadatar small profit per hai satisfied hona chahiye Kyunki Agar Hum Jyada profit banane ki Creed Karenge to loss ke chances jyada ho Jate Hain isliye Sambhal aur reasonable profit Banaya
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

                          Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul theek hi Kahan Hai main sirf Itna kehna chahon ga Ke agar hamen kabhi kam profit hota Hai tou bat ko dil main Nhi rakhna Chahiye kyon Ke aaj kam profit hua Tou kam Ziyada hoga as liye Hamen jab Bhi jitna Bhi kam profit ho Tou us main Hamen khush rehna Chahiye thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

                            long time coming karne ke liye Hamare Paas good level cup coffee colour accha Hota Hai Hame chahiye ke sabse pahle Hum market ka analysis thoda accha hota hai hamein chahiye ke shabd pahle Ham market ka analysis uske upar in respect karne ke liye acche wala wala kaam hota hai baat hai kya Jo Log Yahan Par kaam karne ke liye Lete Hain Karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabi kabi kam profit pe bhi dil ko agree karna chahiay?

                              G bhai bilkul thek kha ha mn ap ki es baat sa agree krta hn.agar ko zyada hasil ho hmko zyada larach aa hti ha.es lya dil ko agree krna chaye kam profit bhi milta ha aur zyada profit bhi.ek bar kam profit mil jy to insan zyada mehnat krta ha aur kamyab hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X