Fresh mind k sath work karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fresh mind k sath work karna
    Dear friend men aj ap ko ye kehma chahta hn hum koe bhe work karte hn to us k leye apne ko fresh rakhe thake hwe mind se kabhe work na karen kiun k jab insan ka dimagh fresh na ho to galtian kar bethta h jis se loss hone ka dar hota h forex ko jab bhe join karen fresh mind aur purskon ho kar karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fresh mind k sath work karna

    Hamesha achi trading hoti he sirf fresh mind kay sath hay jab aap achi mehnat kartay hain aur apni mind mei bagair kisi fear aur stress less ho kar kaam karain gay aap ki trading bohat perfect hogi aap ko kaam karnay mei bhi asaani hoti hay jab aap tension sey kaam kartay hain aap ki working ka result acha nahi hota so relax and fresh mind sey achi trading ki jaa sakti hay
    • #3 Collapse

      Re: Fresh mind k sath work karna

      G han forex trading k daoran mind ka fresh hona lazmi hey kiun k agar mind men koi tension ho tu trade lagatay waqt mistake ho sakti hey ya ghalt trade lag sakti hey jiss ki waja se loss ho sakta hey iss liay koshish karen k shor sharabay se door pur sakoon mahole men fresh mind k sath trading karen iss se achi trading hoti hey aur loss kam hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Fresh mind k sath work karna

        G bhai jan ap nay theek kaha kay ager ap ka minde frrsh na ho to ap ko forex per trading hargiz nahi karni chiye kyun ager ap kisi waja say ditrb ho or ap nay tarading start kar do to ap trading main loss bhi kar sakty hain or is ki bari waja ap kay minde ka fresh na hona so ap ko chiye kay humesha fresh minde say trade open karyn....
        • #5 Collapse

          Re: Fresh mind k sath work karna

          Already forex trading aik bht tention wala business hy is lie os ko fresh mind k sath kerna chahiye kiun k already is business ko kertay huay app bht tention ka shikaar ho jatay hain is lie bht zaroori hy k app jab bhi trading krain to fresh mind k sath krain takay app ko profit hasil ho sakay or app trading achay se ker sakain
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            Re: Fresh mind k sath work karna

            g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee ham ko as main frish mind ke sath hi as min posting karny chahiy hai q k as main hi hamra fyad hai as main ham ko dil se kam karna chahiy hai oar mihnat se kam karna chahiy hai as main ham ko ache se kamkarna chahiy hai
             
            • #7 Collapse

              Re: Fresh mind k sath work karna

              g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai ke ham ko as forex trading main frish mind kec sath hi as min kamrna chahiy hai tu hi ham kmayb ho skate hain yanyu as main se profit hasil kar sake ge as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor kamyb rhen as main ham ko aesa hi karna chahiy hai
               
              • #8 Collapse

                Re: Fresh mind k sath work karna

                Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear apny bilkul thek kha hai jab ham trading karna start karen to apny mind ko fresh rakhen ta kah hamri sari tawajo trading pe he ho na kesi or side pe mind ko ly ja k ghalt trade laga den or bad me sirf pashtawy k or kuch bhi na ho hamry pas
                • #9 Collapse

                  Re: Fresh mind k sath work karna

                  G han bhai ap nay thek bat ki hay, jab insan k mind fresh ho to phr insan achi tarah kam kar sakta hay aur us ka kam karnay ka dil bi karta hay aur woh behtar tor par kam kar sakta hay aur us k kam main koi mistakes bi nai hoti yahi waja hay kah fresh mind k sath trading karna wala acha profit earn kar leta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Fresh mind k sath work karna

                    G ap na bilkul he acha point discuss kia ha k jab bhe ap forex main trading start krain tu ap ko ek fresh mind k sath hona chai take ap acha tariqa sa soch samagh k market ko analyse krain aur market ke movement ko smjain aur tab ja k trade lgain jo ap ko profit da ska.agar ap fresh mind k sath nhn hn aur koi restriction ho ge tu ap acha tariqa sa trade nhn lga skain ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Fresh mind k sath work karna

                      forex mai trading karny ky liye hamy fresh mind hona bohat zarore hain pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Fresh mind k sath work karna

                        g haan sir ap ne thek hi kaha hai as main ham ko frish mind se hi ham ko kam karna chahiy hai tu hi ham a smain kmayab ho skate hain apor haan ham as main kmayb us wakt hi ho sakte hain jab ham as main mind fersh rkh kar hi asmain kam kare gee as main hamko ache se kam karny hahiy ahi tu hi ham as main kmayb hin a smain ham ko mihnat bhi karny chahiy hai ta k ham a smainyani forex trading main kamyab ho skae
                        • #13 Collapse

                          Re: Fresh mind k sath work karna

                          Dear forex trading boht acha business hai likn es business ko karny ky liy app ky pass forex ka experance hona boht zrori hai our forex ka acha knowladge hona b zrori hai

                          forex trading main trade krany sy pehly app ko apna minde fresh karna hai our markeet ko achy triqy sy analyises kar ky our sahi time par he trade karni hai
                          ye sab kam app tab he kar sakty hain jab app sakoon sy forex ky liy time nikal pain gy kabi b trading jald bazi main nhi karni
                          • #14 Collapse

                            Re: Fresh mind k sath work karna

                            Trading aik aisa kam hay jo kay fresh mind kay sath kerna chahye. que kay ager is main trader ko koe tension ya koe depression ho ga to wo ghalat faisla ker sakta hay. is liye jab trader ko koe bhi problem ho ya wo apna ap ko easy feel na ker raha ho to trader ko trading say door rehna hi behter ho ga. ager wo trading kerta hay to losses kay chances zayada ho jatay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fresh mind k sath work karna

                              forex mai hamy ache learning hasial kar ky fresh mind ho ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain agar hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X