Forex trading main tajrubay se loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main tajrubay se loss
    Ham jab bhi forex trading start karte hain to sabse pehlay usme experiment karte hain hame chahiye ke experiment se bache aur forex se mutaliq knowledge hasil kare jab hamin sufficient knowledge ho jaye to uske baad isme trade open karin uske baad kabhi bhi hame loss nahi hoga balkay trading mein bahut ziyada fayda hoga..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main tajrubay se loss

    Ney ney tajurby kerny per tou forex market main hamain sirf loss hi jota hai agar kisi stretigy konuse kerny per hamain profit ho raha ho tou same stretigy sy trading continue rakhni chahiay new pairs main aur new stretigies ky liay try kerna hamesha loss deta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main tajrubay se loss

      Forex main loss hamesha kam experience aur trading knowledge ki waja sy hota hai apki agar kisi pair main trading ka acha experience bhi ho aur knowledge bhi ho tou ap same pair main continue trade ker ky acha profit hasil ker sakty hain loss yahan per sirf new pairs main pangy leny per hi hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main tajrubay se loss

        Dear friend forex trading me knowledge aur experience se work karna parta h lakin is me new member bager sekhe work kar rahe h aur tukke se trading karte hn aur unhen hojata h mera un ko mashwra h pehle apna knowledge aur experience me izafa karen phir forex me work karen is se ap profitable banen ge lakin experiment se bachen ager koe bat ka nahen pata to ap apne seniors se poch sakte hn
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main tajrubay se loss

          G bhai jan bad dafa forex main tjerdy kay hoty howye bji loss ho jata hai or is ki ik bari waja ye hai kay kabhi kabhi humri luck humra sath nahi deti jis ki waja say loss ho jata hai so is baat ko minde main nahi rakhna chiye or agye baharna chiye...kuch gahlat slection ki waja say bhi loss ho jata hai....
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main tajrubay se loss

            g haan bhai jaan ham ko as main yuanyy forex trading main tajrbah se hi as main kam karna chahiy hai tu hi ham ko as main loss nahi ho gaa as main ham ko ache se kam karna cahiy hai agar acha bonus hasil karna hi tu ap ko asmain aesa hi karna ho gaa tu hi ap kamyab hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main tajrubay se loss

              Forex mein hum tajarbay ki bunyad per loss ko kam ya khatam ker saktay hain aur aap ki baat theek hai kay iss kay lye humain forex ka knowledge hasil kerna chahyea aur koshish kerain kay forex ko jitna zayada time dae saktay hain dain ta kay hum iss kay benefits sae faida hasil ker sakain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main tajrubay se loss

                Sr main apki baat se motfiq hon forex pe experiments na kiye jain is se ham ko lost ho ga ham ko chiye ham knwledge lein trading k motaliq or lerning karin forex ko taa k ham jaly seekh sakhin agar ham experiments karty rahyn gy to ham kuch b ni sekh sakin gy or loss kar dein gy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main tajrubay se loss

                  Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain rel trade mein experiments nahin kernay chahyeain balkay iss kay lye humain demo account use kernq chahyea iss sae humaray knowledge mein bhi izafa ho ga aur humara experiance bhi barhay ga jis sae humara trading mein loss bhi kam ho ga tou aap iss mein apnay knowledge ko improve kerain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main tajrubay se loss

                    Absolutely ap na bhut he ache bat ke ha k tjarbat krna sa loss he hota ha. ap na jo bhe experiment krna hn trading learn krna k lia wo ap ko demo account pa krna chaia take ap real account pa ja k acxha tariqa sa earn kr skain aur trade lga skain iss ka sab sa best tariqa bhe yahi ha jo kuch bhe seekhna ho tu real account ke bjai demo account main rhain.aur jab ap ko experience ho jai tu real account main trading krain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main tajrubay se loss

                      forex aik risky business hain hamy is mai kabe be tajarba nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss sy bachny ky liye acha knowledge or experience hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar saky gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main tajrubay se loss

                        G bhai ap thik keh rhe hen me apki bat sy agree karta hon hame trading me expirence aur knowledge ki boht zarorat hai agr knowledge aur experience na ho to hame trading me los ho sakta hai es lye hame pori training k bad trading karni chahye take hum los sy bach saken aur profit hasil kar saken.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main tajrubay se loss

                          g nahi sir as main agar hmarepass experience hai tu ham ko as main zyada tar loss nahi ho gaa agar experience nahi hai tu ham ko as main loss ho sakta hai as liy ham ko as main se experience hasil karna chahiy hai tu hi ham as main kmayb hain as main ham ko mihnat bhi karny chahiy hai aor greed se bachna chaiy hai aor acha banna bhi chahiyy hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main tajrubay se loss

                            Dear mery khyal main app jab b apny live trading account par trade krain to save tariqy sy trading krain ku k us main app apni money invest ke hoi hoti hai ta k kuch profit hasil kar sakin na k apni mo ey sy hath doh bathin

                            ager app trading main new hain our app ko sahi trading nhi ati to app jo b tajrby trading main karna chaty hain demo account par krain ku ky forex ny demo account hamy forex seekhny ky liy he dia hai ta ky ham demo par trading seekh kar save triqy sy apny real account par trading kar sakin
                            es liy jo b new trick azmani ho demo par try krain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main tajrubay se loss

                              sir Jab Hamare Paas forest man achha experience aa jata hai Soham isme Besharam Baag Mein earning kar sakte hain Agar Hamare Paas experience Na Hai to ham isme bilkul bhi acche se kaam Na kar sakte hain isliye Hame Khub Dil Laga kar kaam karna Hota Hai ghar jakar Hum 1 achay trader Ban Jaate Hain thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X