Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai
    Agar kisi expert trader ko bhi forex market main trade kerty huey loss ho tou iska matlab hai ky yahan per koi bhi aesa trader nehi hai jis ko loss na hota ho aur yahan per forex market main sab experiences nakam hi jaty hain sirf luck chalti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

    G han loss bhi forex trading ka hissa hey iss liay het kisi ko loss ho sakta hey chahay koi expert kiun nah ho forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se loss bhi ho jata hey iss liay agar risk nah liya jay tu kamyabi nhi milti lekin agar profit ya loss hota hey tu dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

      Loss tou yahan per sab ko hota hai koi kitna hi expert kyun na ban jaey forex market main sirf profit wali trades hi nehi ker sakta balky usy yahan per trade kerty huey loss bhi hota hai lekin expert traders kobloss kam aur profit zyada hota hai aesa nehi ho sakta ky expert bui ho aur loss zyada trades main kerta ho
      • #4 Collapse

        Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

        Is ka sabse bara saboot yeh hai ke market kabhi kabhi fake move karti hai is liye aap ki baat bilkul theek hai is main luck hi chalti hay aur bilkul kamyab traders bhi isme loss zaroor kartay hain aisa kabhi bhi nahi ho sakta k koi trader aisa ho jis ko sirf aur sirf profit hi ho kyunki forex market mein aisa bilkul nahi hota..
        THKS
        • #5 Collapse

          Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

          Dear friend forex trading aik risky busines h is me kabhe loss to kabhe profits is me ziada tar luck kam karta h waise jitne bhe business hn us me aik chez comon h wo ye k profit aur loss 2no hote h aur loss na hone k leye hordworking karni parti aur sath knowledge aur experience bhe chaye hota h is bahut kam loss hota h
          • #6 Collapse

            Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

            g haan bhai jaan mar expert hote woe phir bhi ham ko as main loss ho taa as kam matlab hai kee ham as main abhi tak bhi expert nahi hai aor ham ko as main aorr bhi zyada mihnat karny ho gy as main hm agar aesa nahi kare gee tu ham aesy hal main hi rahen gee as liy ham ko aesa krna chahiy hai
            • #7 Collapse

              Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

              Brother forex main jitnay bhi successful traders hain wo ye nahi keh sakty hain k un ko loss nahi hota ha humry bht traders forex main trading karty hoay expert ho jaty hain ar some time wo apny overconfidence main wo trader kr dety hain bgair market ki movement ko dekhty hoay wo market ka bhi analysis nahi karty hain phr yahi over confidance un ko loss ki yarf lay jata ha khud etmadi ashi cheez ha lekan some time ap ko over confidant loss ki surat main samny ata ha
              • #8 Collapse

                Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

                G bhai jan ap may theek kaha hai baad dafa ager ap trading main risk lety hai to us ki waja say bhi ap ko loss ho jany ka kahtra hota hai so ap ko chiye kay ager ap expert bhi hain to risk kam say kam layn or bad dafa ap ki luck bhi ap ka sat nahi deti....
                • #9 Collapse

                  Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

                  Forex trading mein loss hota rehta hai chahy woh expert traders hi kion na hon unko bhi loss ho jata hai risk hr business mein hota hai aur is business mein senior members k account bonus se full hein mgr loss k hony ki waja se insta account khali hein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

                    aap market main kabi bhi 100persent surity nahin day sakty aor her trader ko ye baat mind main rakhni chahyee ky loss and profit dono part hai ais main aap ko loss bhi hoo sakta hai aor profit bhi han albata ratio kam ya ziyada experiece ki base py hoota hia pro ko bhi loss hoota hia likin kam
                    • #11 Collapse

                      Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

                      Loss hona masla ni bhai loss lagatar hona masla ha agr kisi experience trader ko lagatar loss hona shuru ho jaye tu es ka matlb ha k abhi bhi us ki trading mein koi kami ha jo us ko loss de rahi ha us ko chaye k us kami ko door kre.
                      • #12 Collapse

                        Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

                        Je ha bilkul sahi kaha apny ager aik best trader ko bhi lose ho raha hai to mere khyaal se wo apni knowledge aur experience me kahi bhi mistake kar raha hai jiss ke waja se ussy lose ho raha hai aik best trader wahi hai jo pehly learning kary aur market ko analysis kary phir trade start kary
                        • #13 Collapse

                          Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

                          forex mai agar hum expert hain pher be hamy loss ho jy to hum koi galti kar rahy hoty hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar rahy hoty hain jis ke waja sy hamy loss hota hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

                            forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain agar hum apny andazy laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Expert trader hoty huey bhi forex trading main loss ho tou iska Kia matlab hai

                              Dear frend forex mai sirf osy he loss nai hota jo expert na ho bilky forex mai kisi ko b loss ho sakta hai kun k ye aik risky kam hai jis mai kabhi b kuch b ho sakta hai jis tarha hmy profit hota hai es tarha hmy loss b hota hai es mai expert hona ya na hona lazmi nai hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X