Currencies ke trading joroon ma hote hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies ke trading joroon ma hote hay
    Forex ma jub be trading hote hay aik he waqt ma aik currency kO kharida jata hay or dosray kO beecha jata hay.eg USD/JPY ,AUD/USD ,EUR/USD.trading broker k zariye hote hay.currency jooron kO ya tou becha jata hay ya tou kharida jata hay.jo currency taqtwar hote hay osay khareede jaye hay or kamzor kO beecha jata hay.kese currency ke taaqat ya kamzore ka andaza os country ke paidawar or afrat e zar or rozgar jaisay awamil say lagaya jaata hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currencies ke trading joroon ma hote hay

    G han bhai ap nay thek kaha hay, jab han currencies par trading kartay hain to har currency hamesha pair ki sorat main hoti hay, aur jab ek currency ko buy kartay hain to dosri automatic sell ho jati hay, fore example agar ham usdchf k pair par sell ki trade open kartay hain to usd sell hota hay aur chf buy hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Currencies ke trading joroon ma hote hay

      Boss aap ki baat thek h k as mien haamin jab kama kerna hota h tu hamain as mien currencies per b trade kerna hota h jab ham as mien trading kerte hien tu ham as mien un k mutabiq knowledge b hasil kena hota h jab ham as mien acha knowledge hasil ker lety hien tu ham as mien currencies mien b trad ker sakty hien aur as mien b kaamaee hasil ker skaty hien.
      • #4 Collapse

        Re: Currencies ke trading joroon ma hote hay

        G hn forex trading ma jitny b currencies hain un ke treading pair ma hoti ,,hr currency 2sre currency k the cross pair ,,,like eurusd / Usdjpy /Audusd is alwa gold ko currency k sth pair jata Aus/usd k sth gold le cross treading hoti hy
        • #5 Collapse

          Re: Currencies ke trading joroon ma hote hay

          G market ka level kabi b ek nahi hota is lyia huma chyia ka hum har time market ka level ko chec karta rahan agar hum market ka level ko roz nahi check kran ga tu hum market ko smj b nahi saktay or humay chyia ka hum jab b treading kran tu kasi ek ki kran mean USD Doller ya PUND humat kasi ek par he focus kran zydia par nahi
          • #6 Collapse

            Re: Currencies ke trading joroon ma hote hay

            yes janab ap sahi keh rahy hy waqi forex ik ais akam hy ky is ko ap sirf ik hi sorat mai nahi ker sakty matlb ager ap yi kahy ky ap sirf eur ko buy kerty hy tu ap aisa nahi ker sakty hy lazmi ap ko us ko kise bi or currency mai hi kerna ho ga yani ager ap eur ko kerty hy tu ap ko lazmi us ky sath usd ya gbp us aud ya nzd ko sath mila ker kerna ho ga tabi ap asani ky sath un mai trade ker sakty hy is liya ager eur mai ap kerty hy tu sath waly pair ki bi ap ko samjh honi chahaiya taky ap ko pata ho kiya ap kiya ker rahy hy.
            • #7 Collapse

              Re: Currencies ke trading joroon ma hote hay

              BiLkL sahii Kahaa hi Aap ne....foRex main CuRreNcy ki paiS main TradiNg ki jaati hai jesa k ForeX K Naam Se Hi zaahiR Hai foReX exChanGe....matLab k aik cuRreNcy Ko DooSri Main CoNVeRt KaRna or iSsi exChanging se Hii Trading main BuSdiNess HoTa Hai Or pRoFiT Ya lOss Bhi HoTa Hai....agar CuRreNcy PaiR Main Achi MoVemeNt ho to PrOFiT Warna Loss Ho Jaaata Hai...
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Currencies ke trading joroon ma hote hay

                G bhai ye wo currency k pair hai hai jin mai apko loss hunay k chance kam hote hai jiski basic waja ye hai k ye pair ek limit mai hi move kartay rehtay hai jese ager aj us euro usd mai changes ai hai tu ek do din bad ya ek haftay bad ye pair wahi khara huga jaha say isnay changes start ki thi is lie ye pair best kehlatay hai k ager starting mai apki trading loss mai bhi gai tu kuch time bad wapis ghoom kr apnay stable point pay ajaigi

                اب آن لائن

                Working...
                X