Equity ki manage kesy kia jata hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity ki manage kesy kia jata hay
    Running trades jo key loss me hoty hey es situation me account capital ki management zaror karni chaye, zeyda loss equity ko zero kar sakti hay agar account capital ko manage kar leya jaye to equity loss me to ho sakti hay magar account ko wash hony nahi deti es key ley sab se ideal trading strategy hedging trading aur esi key sath scalping trading agar dono techniques key base par same time me trading ki jaye to account equity safe reh sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

    Bhai jaan equiTy ko Manage KaRnay K LiYe HameN ChaahiYe k KuCh PrOfiT ko WiThdraw KaRwa LiYa JaaEy Or thoRi C AmoUnt Ko AccoUnt Main Hii ReHNay DiYa Jaaey iS Ka Faaida YeH HoTa Hai K Agar Koi Loss ho Bhi jaaey To EquiTy Main Hii CoVer Ho Haata Hai Or AccoUnt Py Koi Asar NaHi paRta Or LoSs ko easiLy ReCover bhi KaR LiYa Jaata Hai...
    • #3 Collapse

      Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

      g han apny sahi kaha hai equity ki manage krny k liye hmesha chayi k apny profit ko withdraw karywa zaida equity los ko zero ker sakta haai agr account ko manage kra sakta hai to is say los nhi ho ga hmesha capital key managment ko zror krna chayi equity mn he cover hota hai or account per koi efect nhi hota.
      • #4 Collapse

        Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

        Open trades ki management es ley zarori hoti hay key es ka positive effect aur negative effect direct account key capital par ho sakta hay es ley hedge trading technique ka use karna es situation me use karna prefect trading technique ho sakti hay, account capital ko other terminal tools se be manage kia ja sakta hay magar hedge trading strategy se account ki equity ko behtar tareeqy se manage kia ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

          Dost mien tu as mien filhal new hon as lyee mien as mien ye na janta hon mager jab mien as mien experience hasil ker lo ga tu mien as mien kamyab b ho sakta hon aur mien as mien her qism ka knowledge hasil kerna chahta hon aur mien as mien as had tak knowledge hasil kerna chata hon k bad mien as mien mujhy kio b masla na ho aur mien kamaee per kamaee karo aur aik bhoot hi achi zindgi guzar lo.
          • #6 Collapse

            Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

            Jee bhai aap ne bilkul sahi kaha jo trades loss mein hoti hein agr app capital ki management achy se kr sakty hein tu apki equities ko kuch nahi hota agr trades ziada loss mein Hon tu equity zero ho jati hai account wash ho jata hai agr management achi hsi tu equity loss mein hony k bawajod account wash nahi hota.
            • #7 Collapse

              Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

              G bhai apnay theek kaha hai equity ko mangae karna bhi forex trading mai learning ka ek part hai jese simp,le words mai money management k nam say jana jatta hai, money management apko risk ki mangement k bare mai batati hai k apnay itna risk le lia hai ager isse ziada risk lia to apka account wash hune k chances ziada hai isi tarah ye apko ye bhi batati hai k ap apna kitna reserve bacha saktay hai ager apko trading mai loss bhi ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

                apni equity k motabiq trade krna ap ki equity agr km hy to choti lot ka use krna agr ziada hy to esi trhan ap lot ka size ziada kr skty hyn r trades aik sath zaida open na kryn ye na ho k aik sath he 15 20 trades open hon to pir equity km hony ki wja sy ap ki trades margin call any par khud ba khud bn ho jati hyn, fukk to bnd nai hoti but kch bnd ho jati hyn.
                • #9 Collapse

                  Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

                  Is forum main shyd hi koe aisa trader ho kay jis kay pas 500 ya 1000 ki equity ho nahi to saray kam equity walay log hotay hain. isliye kam equity kay mutaliq bat karen gay kay kam equity ko kaisay manage karen. to us kay liye trader ko chahye kay wo kisi aik pair per sirf aik time main aik trade keray aur us ko achay say manger ker kay focused anadaz main trade kerta rahay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

                    jo traders running postion ma hoty hyn un ko account mange karny aur loss say bachany k ley equity istamal karni cahye ar zayda tar kam equity walay account mange karty hyn ar is ki madad say ap loss say bach sakty hyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

                      forex mai hum apny experience ky mutabik or market ky rules ky mutabik equity ko manage karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kise be wakt kam kar sakty hain is mai china usa or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Equity ki manage kesy kia jata hay

                        apny sahi kaha hai equity ki manage krny k liye hmesha chayi k apny profit ko withdraw karywa zaida equity los ko zero ker sakta haai agr account ko manage kra sakta hai to is say los nhi ho ga hmesha capital key managment ko zror krna chayi equity mn he cover hota hai or account per koi efect nhi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X